Forex mein aap apni strategy haalaat kay mutabiq banatay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein aap apni strategy haalaat kay mutabiq banatay hain
    Her insaan apni soch aur kirdar ki wajah sae aik makaam banata hai aur ho sakta hai aap ka makaam ouncha ho aur jis ounchai per aap kharay hoon wahan sae aap ko sub nazar aa raha ho magar woh jo aap sae neechay kharay hain woh yeh nahin dekh saktay jo aap dekh rahay hoon issi tarah trading bhi aik art hai aur iss ko samajh kay karna chahyea yeh koi engineering ya medical ki field nahin hai jahan her baar aik hi formula lagay ga yahan aap nay apna formula halaat kay sath khud banana hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan forex mein market ki position ko dekh ker hi hum apni trading strategy banatay hain aur humai aik trade kay lye dou qisam ki strategies banani chahyeain ta kay agar aik strategy kaam na karay tou hum doosri strategy pae trade kar sakain iss tarah hum haalaat kay mutabiq hi kaam kar saktay hain aur kamyabi hasil kar saktay hain
    • #3 Collapse

      well said sahi hai Forex trading mai according to situation of market strategy setting ki Jati Hai market ko analyse karne ke baad planning or strategies main changings ki Ja sakti hai market ki support and resistance find out Karke Hai Hum Apni trade modification Karte Hain money management karte hain note size selection ki Jati Hai age and every thing should be at the right time with good decision power is leading to good profit
      • #4 Collapse

        Assalam o alikum dear frriend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi information shear ki hai dear bilkul thek kha hai apny aesa he hai life me insan khud ka makam khud he banata hai or ye luck pe bhi depend karta hai rhi bat forex ki to dear ye ek business hai or business me har har ek enter ho sakta hai mgar yahan kamyab wo he hoga jo mahant kary ga
        • #5 Collapse

          jab hum forex mai kam akrty hain to hum is mai investment be karty hain or trading be karty hain lain is ly liye hamy strategy ko be bahter banana hota hain or isy apny halat ky mutabiq set karna hota hin pher he hum kamyab hoty hain or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura karty hain forex dunya ky bohat sy mumalik mai legal ho cuka hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein aap apni strategy haalaat kay mutabiq banatay hain

            forex mai hamy apny halat ky mutabik strategy bana kar kam karna chahey forex aik international business hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar skaty hain yai aik legal business hain

            اب آن لائن

            Working...
            X