indicator hum ko zuada use krny chaye ak nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicator hum ko zuada use krny chaye ak nahi
    bhai agir hum indicator use krty hain analysis man to hum ko ak indicator nahi kam sy kam 3 indicator use krny chaye or jb yah 3 no indicator ak he signal daty hain or aap k analysis bhi woh he signal daty hain tb aap ko trade lgani chaye woh trade 90% profit man Jay gi only ak indicator sy confirm trade nahi milti
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jahan tak mera khayal hai to hamen indicator ko kam se kam use krna chahiye aur hamen koshish krno chahiye k ham indicator ko just as a helping tools k use kren hamen kabhi bhi indicator pe fully depends nhi krna chahiye ta k ham better trade le saken
    Agar ham indicator pe depends krte rhen ge to haam losse ho jaen ge so hamen indicator pe depends k bajaye khidse mehnat krno chahiye
    • #3 Collapse

      Bhai ma to sirf rsi and moving average he use karta hun is k alawa jitny ziada indicator istamal kiye jaen banda confuse he hota hy hamen apny analysis karny chaye and trend ka sath trading karni chaye and trade open karty waqt confuse nai hona chaye aksar confusion ma ghalat trades lag jati hen
      • #4 Collapse

        dear jaha tak mire knowledge hy us ky mutabik ky hm logo ko ziyada use nahi kerna chhaiay asal mai ager hm logo ny indicator ko hi sirf istemal shouro ker diya tu lazmi phr hm log sirf ise py yaqeen ker ky baiyh jay gy ky yahi sab kuch hy per zarori nahi ky her dafa yi kam kam kery ager tu ap ny trader banan hy tu lazmi ap apny ander skill rakhny hun gi.
        • #5 Collapse

          Agar ham aik hi waqat main kei indicators ko follow kerna shuru ker dain tou phir trade open kerty waqat ham confuse ho jaty hain aur mistake kerty hain isliay agar ham apni trading sirf aik hi indicator ko follow ker ky kerty rehain tou phir ham apni account ko manage ker sakty hain
          • #6 Collapse

            indicators hamy market mai enter hony mai madad dety hain lakin hamy in py 100% itbar nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain or is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik acha or international business hain hum is part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain or yai kabe be band nahi ho sakta hum isy apna professional career be bana sakty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: indicator hum ko zuada use krny chaye ak nahi

              forex mai indicators ke bohat ahmyat hain lakin agar humin par zada itbar kary gy to hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota yai aik international business hain yai east wast mai phla cuka hain yai kabe be band nahi ho sakta agar hum job less hain to hum isy apna life time career be bana sakty hain

              اب آن لائن

              Working...
              X