Kitny indicators?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kitny indicators?
    Pakistan Forex Forum members aslam o alaikum. Mera sawal yeh hy keh aik waqt main humain kitny indicators use kerny chain aor kon sey indicators behter hain jo asani se semjh bhi a jain aor unka result bhi behter hy kindky rehnumai ferma dain thanks.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mt4 par bohat sy indicaters mojood hain. Ham chahen to sab k sab laga sakty hain.
    Lekan har trader ny aik strategy bnai hoti hy. Is lye wohi indicaters lagain jo ap ki strategy ko suit krty hain. Warna fazool main indicaters lagany sy chart ki samjh nai ati aor faedy ki bjaey loss hota hy
    • #3 Collapse

      Agar ham aik waqat main zyada indicators jo use kerna chahty hain tou aik ap parabolic sar select ker lain moving averages 10 aur 60 select ker lain aur RSI per bhi market ko check kerain tou yeh teeno indicators apko market analysis main bahot help provide kerty hain
      • #4 Collapse

        daer wesy tu mt4 mai indicator ki koi kami nahi hy ap ky jo dill kery ap use ker sakty hy per aisy nahi ker sakty hy ap kolazmi koi strategy banai pery gi or us ko ap use kro gu tu hi ap ko koi indicator faida dy ga bas ap ko yi kerna hy ky kam sy kam in indicator per bharosa kerna ho ga or jitna kam inhy use kry gy a ki trading skill mai izafa ho jay ga.
        • #5 Collapse

          Re: Kitny indicators?

          forex mai indicators hamy market mai enter hony mai madad dety hain jab hum in ko use karty howe kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain lakin hamy in par 100% itbar nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain forex mai hamy demo account mai kam karna chahey is mai kam karna chahey is mai kam karny sy hamary experience mai azafa hota hain
          • #6 Collapse

            Re: Kitny indicators?

            Koshish to yahi rni chiya k indicater k bina hi kam kry apni analysis lga ly our apni sport resistance level or ap kam kr liya kry un pr ap ko sahi zeada profit hota hy ya jo indicater hoty hy un ka faida nai hota hhy ya hamy loss kafi had tak yahi krwatya hy in ki waja sy hi ham ko loss bhi hota hy our loss sy account choty ho jaty hy
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              Re: Kitny indicators?

              My dear aap ny poocha hy k kitny indicatores hoty hen , tou ic mn bohot saray hen ap parabolic use kar asakty hen RSI per bhi market check kar sakty hen or moving average ko 10 or 50 darmiyan rakh kar achay nataaej lay sakty hen.ic kay ilawa bhi bohot saray hen.
              • #8 Collapse

                Re: Kitny indicators?

                Dear friends ap ny bahut hi achi question pocha ha g forex treading main bahut sary indicates hoty hain ya ap pa depend kerta ha k ap ko kon sa suit krta ha ap pehly demo pa practice kery jis indicateres ki ap samj ajay us ko ap treading main use kery ap k liay helpful ho gai.
                • #9 Collapse

                  Re: Kitny indicators?

                  forex mai indicators bohat zada hain hamy in ko apny experience ky mutabik istamal karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain foex aik international or kabe be band na hony wala business hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Kitny indicators?

                    Forex trading main trader ko trading kay liye meray lehaz say 2 say 3 indicators use kernay chahye. que kay ager indicators zayada use karen gay to us main trader hamesha confuse rahay ga. is liye jab bhi trading strategy banai jaye wo simple ho. aur us kay tamam rules clear hon aur chand rule hon. is say trading main asani hoti hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kitny indicators?

                      forex mai hamy indicators ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy hamy apny experience ky mutabik indicators ko use karna chahey forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kitny indicators?

                        hamy indicators ko use kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain or hum apne zarorto ko pura karty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X