Trend trading ya range trading | in mai say kon c best rehti ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend trading ya range trading | in mai say kon c best rehti ha ?
    Trend trading kay apnay advantages aur risks hai aur iss kay sath sath Range trading kay apny advantages hai aur iss kay b apny risk hai.
    Bohot say traders trend trading ko pasand karty hain aur kafi saray traders range trading aur range wali market mai trading karna pasand karty hain.
    App ky khayal say in mai say trend trading ziada profitable rehti hai ya phir range trading ziada profitable ho sakti hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear yeh sab kuch depend karta hay ap k knowledge pay jitna forex main apka knowledge acha hoga utna he apko har baat ka experience hoga aur forex ka har chart apko asaan lagay ga aur aap agar mujh say is baat ka mashwara lain to maira khayal say hamko forex markeet k trend k against kabhi bhi nai jana chaye khawah hamain kisi haftay main trades milay ya na milay hamain har haal main wait karna he seekhna hoga agar ham forex main earn karna chahtay hain to.
    • #3 Collapse

      forex mai agar hamra knowledge or experience acha ho ga hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik online business hain hum is mai trading be kar sakty hain or investment be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain yai kabe be band nahi ho sakta hum isy apna professional career be bana sakty hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Trend trading ya range trading | in mai say kon c best rehti ha ?

        forex mai agar hamara kamkarny ka knowledge or experience bohat acha hain to hum trend trading ya rang trading kar ky acha bonus hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik online business hain hum is mai sda urdu mai trading karty hain yai pakistan mai unique or legal ban cuka hain

        اب آن لائن

        Working...
        X