Forex market seller aor buyer k darmyan larai hoti hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market seller aor buyer k darmyan larai hoti hay
    Brothers main main nay forex market mein note kiya hay k forex market mein jo movnement ho rahi hoti hay darhaqiqat ye buyer aor seller k darmayan hi hoti hay agar buyer zyada ho jaen to wo jeet jaty hain jab k agar seller zyada ho jaen to market sell mein chali jati hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap nay bhot intresting baat ki hay aor asal na huta bui aisa hi hay laiken hum isay larai nhi keh saktay balkay competition keh saktay han kabhi buyer jeet jatay han tu kabhi seller bazi lay jatay han mager haqeeqat ma ye currency kai value huti hay jo market ma up down hu rahi huti hay tu jab market up jati hay tu buyer herqat ma aa jatay han aor jab market down huti hay tu pher seller apna zor dekhtay han.
    • #3 Collapse

      G bilkul trading men seller aur buyers k darmian economic jang hoti hai hamen chahiye k hamen iss jang ko smajhna chahiye issi ko smajhne men hi hamari kamyabi hoti hai
      Isliye hamen chahiye k ham koshish kren k iss buisnbui ko smajh paen isko smajhne men hi hamari jeet hoti hai
      • #4 Collapse

        nahi dear jis terha ap keh rahy ky ky buyer or seller ky dermiyan larai hoti hy tu wo bat galt hogi asal mai market ap ny daikh ho ga ky ik dam sy up nahi jati hy or na hi ik dam sy sell ati hy market tabhi move kerti hy jab oper sy us ko seller hit kerty hy tu wo necht bhag ati hy or ise terha jab ap us ko nechy sy up bhaijna chahty hytu buyer aaty hy tab up jati hy or ik khas poit per ja ker ruk jati tab ap ko samjh ati hy ky yaha per support thi tab tu ap enter hoty hy or profit kamaty hy.
        • #5 Collapse

          Yes of course Forex trading in a seller or buyer ke Darmiyaan Mein Ek Ladai hoti hai agar aap ko Maloom hona chahiye ke cell Nagar Market Mein Zyada Honge to market bhaiya ki taraf Jayegi.
          Aap ko Maloom hona chahiye ke forex market Mein Jab aap analysis karte hain to aapko long term analysis karne Hote Hain.
          Aapko Chahiye Hota Hai Kya forex market Mein strong trendmarket Mein trading Karenge ok of trend main market a strong direction Mein Hoti Hai Anju longest term trading karte hain unko Jyada fayda Hota Hai.
          Hame chahiye ki market Mein Apne analysis bilkul Acche Lagte Hain aur Hume song market Mein Dubki tobacco nahi karni chahiye.
          Forex market Mein Ek fight Hoti Hai sala aur bhaiya ke Darmiyaan near Golden bears ke Darmiyaan to officer se Hame Kafi acha income generate ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            g bhai laken mary khayal ma market ki movement is waqat up and down hoti ha jib dollars up move krta ha ya phir down is leya him logo ko dollar ki news per focus krna chaya phir kamyabi milti ha
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              dear jaha tak mujhe knowledge hai main ap ke sath share krta chalo forex ka trend os pair ki country condition per depend krta hai or jo news aty hai then market up ya down jati hai hamesha pairs ki new zaroor lyne chahye koie order lagana se pehly
              • #8 Collapse

                mara khayaal main assa kuch b nai hota hay q k jahan tuck main janta hoon to assa kuch b nai hota hay q k markit eik dum say na to bahot up hoti hay oar na he eik dum say down hoti hay ager buyer zeyada ho to markit up hoti hay or ager seller zeyada ho to markit down hoti hay
                • #9 Collapse

                  G janab forex mai seller or buyer ki yay hi tragedy hy jiss wwaja sy kuch issues samny aa rhy hy so jald is chex par bhi control ho sakta hy yaha par kuch option asyi create karni chahyay ky seller or buyer ko koi diffculty na ho woh aram sy apna ju kam hy complete kary,
                  • #10 Collapse

                    G han ap isy seller or buys k darmian fight smjh sakty hain.Kbhi to sellers ka palra bhari hota hai kabhi buyers ka. Isy hm supply or demands b kahty hain. Or isi bunyad pr forex market me utar charhao aata rahta hai.
                    • #11 Collapse

                      nai dear ap is forex markeet main curriencies ko larai ka name nai day saktay hain yeh curriencies aik doosray k opposit hoti hain agar koi pair hay eurusd ka to us main agar euru up jayega to usd down ana start ho jayega yeh is markeet ka asool hay jis main hamaisha aisa he huva hay aur aisa honna he mumkin hay yeh kaam aik knowledge k hisaab say work karta hay jis ko ham main say koi aam banda change nai kar sakta hay.
                      • #12 Collapse

                        Market main yeh do hi option hoty hein buy aur sell koun ke market sell ya buy hoti hai is ley yahan per hi a kar trader ke profit aur loss ka pta lgta hai so kbi bhi market ke is tarh ke attitude per trading na kaen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chahehya ka hum lot of bounce lana start karda to per hum ko insta forex ma buy ya per sell ke trade ko open karna hoge to per hum ko us sa jo earning hote ha wo hum with draw kar sakta ha es leya hum ko chaheya ka hum lot of experience hasil karna start karda to best rahaa ga............

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X