Forex market gaps candles ki example
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market gaps candles ki example
    Dear aap ko pata hona chiay kay forex trading main aksar market weekend kay uper fundamental scenario's ki waja say kaf say gaps daiti hai.
    Aap ko maloom hona chiay kay jab bhi ham forex market main trading kartay hain.
    To hamain weekends per mojood fundamental senario per trading kartay raina chiay.
    Or market main jab ham trading karain.
    To hamain apnay annaylisis achay rakhnay chiay.
    Or aap ko pata hona chiay kay jab bhi ham trading karain hamin chiay hota hai kay ham long term trading karain or matket main mojood gaps ko zaroor watch karain.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear Apne forex market mein jo example Di Hai Kya Agar weekend ke upar Kisi bhi fundamental analysis ki wajah se Hamare instaforex ke bonus account Mein Gapse Hain.
    Means to save a Japanese candlestick pattern weekend ke baad Jab market open Hoti Hai To Ek distance ke sath open ho jaye support resistance area ko cross Karke to Hame Hona kab Chahiye Hota Hai ke thoda market Mein hold Karle.
    Kyunki aap ko pata hona chahiye ki market Mein Jab Hum trading Karte Hain Tum Hame Apne analysis bilkul acche Rakhna chahiye aur long Ke Rang Ke Liye trade karna chahiye market mein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      dear ap ny bahut hi achi knowledge share ki hy waqi amoman aisa hota hy ky weekd ko doran kuch news aise hoti hy jis waja sy market mai gap ata hy or jab ap mondey ko trade open kerty hy tu market mai ap ko sab pair per nahi balky kuch pair per ap ko chart mai gap nazer ata hy candle mai tu is ka yahi matlb hota hy ky news thi ap ko yi kerna hy ky ager gap ho tu wo agly din market cover kerny ki koshish kerti hy.

      اب آن لائن

      Working...
      X