How to control greed & fear during trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    dear hamen trading k doran apne emotions ko mukamal tor per control main rakhna chahiye aur is k sath humen chahiye k ham patience k sath kam Karen aur greed na Karen to phir ham zaror ek achi trading kar saken gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      forex mein khud ku snbhal kr rkhna he aur khod traders lalach mein na jaien tu in chezon ku control kr skte hien agr trader khud ku nhe snbhalta he tu phir wuh shaih trading nhe krta he aur trading mein loss krta he tu aisa hrgz na krein aur sahih work kia krein
      • #123 Collapse

        greed aur fear sy avoid kary aur forex humara future hai aur future mein bi yeh best business ho ga new people bi si business ko join kar ky is par trading kiya karey gy only successful trader honay ky liye practice aur forex ki tips ko aap follow kar ly tu pir sab easy ho jaye ga.
        • #124 Collapse

          is main jnab,,main smjhta hu jnab,,,k har insan main hi bohat he zayda greed hota hay jnab...jis ki wjaa say us ko khud bhi loss ho jata hay jnab
          • #125 Collapse

            app nay bilkul theek kaha k humain apny under say fear n greed ko nikal phankna chahiye ye insan ka sab say bara dushman hota hai lakin isi terha trading k time bhi in cheezon ko dor ker k trad karin wena nuksan main rahigy ab ye to lazmi si baat hai k jab app kuch invest kerty hain to greed or fear ki condition hum per khud ba khud tari ho jati hai ye natural fact hai lakin humain puri koshish kerni chhaiye k in per control rakhin trad say pehly hi ye confidence apny under paida ker lain k hum jo trad ker rahy hain bht soch samjh ker or achy experience k sath ker rahayhain to khuff ka margen kam hojaye ga or app kamiyab bhi rahingy.
            • #126 Collapse

              Jab hum apnay dil say raton rat ameer bannay ka chakar nikal dain gey aur sabar aur shukar key sath trading karain gey to lalach khatam ho jaye ga. Fear of loss us waja say hota hy keh hamara confidence week hota hy aur hamain poori tarah trading ki samjh nahi aaye hoti. Hamain yeh pata nahi hota keh hum nay loss say kaisay bachna hy aur is ko kaisay recover karna hy. Jis had tak ho sakay learning karain aur is ki strategies ko samjhain, aap ka fear of loss khatam ho jaye ga.
              • #127 Collapse

                greed ko control karne ka best tareeka yehi hai kee aap apna risk management setup karain kee aap apne har trade per kitna risk lee sakte hain iss tarha agar aik process main trading karte hain tou greed ko control kia jaa sakta hai or jahan tak fear kee baat hai tou woh aap expert ho kar hee control kar sakte hain in start har trading trading karte hoe fear mehsoos karta hai lazmee
                • #128 Collapse

                  some people have exceptional skill and they can manage these by own self.but most of the trader has to work hard to control these.i think the only solution is practice.by practicing more and getting experience,we can control it.
                  • #129 Collapse

                    greed ko control karo because yeb bahot bad habit hay greedy karna iis liye ap kay pass knowledge hona chayie because forex mien without knowledge aap profit make karnay mein sshayad nakaam ho jay gayn yeh aik real business hay aur risky business hay .
                    • #130 Collapse

                      ham apna greed or emotions ko stop loss and take profit k zariea se seekh rok sakty hain is se hamay apni trades ke ziada fiqar nhe hote hai
                      • #131 Collapse

                        bai forex trading ma greed ko control karne ga sarf aik hi tareka hai k hum money management k rules k batbaq hi trading kare our kam lot size se trading kare to ay sa kare se hum earn kar sakte hai
                        • #132 Collapse

                          may yh kehna chahta hon ky agr ap achy trader baniny chahty hyn to forex may mojood money management ky rule aor risk management ky rule ko follow kryn es sy ap ka loss be kam ho ga aor ap asani sy achi earning kr skyn gy.
                          • #133 Collapse

                            Forex trading trading bohat acha but riski busniss hy jis mai traders ko her time looss ka dar rhta hy lakin traders ko apna knowledge ke waja sai apna greding issues or fear k9 khatam kerna hota hy
                            • #134 Collapse

                              forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apni greed ko control karen ap jitna ziyada is mein apni greed ko control karenge apki trading is mien utni hi behtar hogi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                humain is main greedy ho kar kam karny main achi earning hasil nai ho sakti hay humain cupidity ko km kar kay hard work kay trade main kam karny saay achi earning hasil ho sakti hay
                                 
                                "The mind is everything, What you think you become"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X