How to control greed & fear during trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    haan jee hmen bilkul apne ander se greed fear nikaal key kaam kerna chahye hmen forex per confidentaly kaam kerna chahye or zyada profit earn krne key bary me sochna chahye jali ean kerny key bary mein nai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Mere bhai ap ney bhot hi acha sawal kiya hai mere bhai forex trading business mein greedy ko kam karny k liye humein sabar se work karna chaiye or dimag se work karna cahiye nahi to humein loss ho sakta hai.
      • #48 Collapse

        my dear friend forex trading me greeed aur fear ko control karna bahot hee zarory hay . agar hum ne forex trading me greed aur fear ko control kya to hame kabi bee lost nahi hosakta hay . hame greed ate waqt apne kiye gaye lost yaad karne chahiye .
        • #49 Collapse

          Greed aur fear do aisi chezain hain jo kay hum ko buhat yada peech lay jati hain is liye zarori ha kay hum apnapoorafocus karain apny kaam par aur sath main yada achy treeky say aghy barahin aur apny mind main aghy barhny ki hi lagan rakhain phr hi hum iss main yadaachy treeky say kamjabhi hasil kar saki ngay aur behtri paida kar sakin gay iss mai humara hi faida ha aur sath main achi tarah aghy barhny ki lagan aur himat bhi ha yahi humaraporafocus ha apny kaam par
          • #50 Collapse

            insta k account may apko is may agr kamyab hona ha to a[pko laluch pay or greed pay kaboo pana ho ga or apko is may bohat kuch mill sakta ha or p in cheezn pay kabo na pa aktay to apko is may loss b ho sakta ha
            • #51 Collapse

              Fear and greed are the enemies have heard good trading. Forex is an international business and very convenient. Lure your balance is over because he can eliminate greed. I am a beginner so I would suggest no.
              • #52 Collapse

                hame cahye ke hame apne daily ka earning target rahke or is ke bade apne dosre kmo me lage jaye jabe ap ka targe pura ho jaye to trading marte kar is se ap greedeness se bach jaye ge
                • #53 Collapse

                  i am also beginner dear or ap sahi hn ky greed khud hi a ra hota hy profit ko dakh kr many bhi demo account me ye hi cheez note ki hy or is ka solution to filhal mjhy nazr ni a ra hy.
                  • #54 Collapse

                    yar mare khyal se ap ko start main demo main full time dana chaye and practice karni chaye is se ap ko yeh faida ho ga k ap ke trading main grip ho jaye ge and real trade k waqt ap ko koi bhe dar nai ho ga,,,,and lalch ko ap khud he khtamkar sakty hain apny interest se daily jitna bhe profit h o withdraw karwa lo....
                    • #55 Collapse

                      I think we have to be patient and everything will be nice and hard work we will be very good and all will be good with the hard effort and focus will be very good and all will be nice and hard work we will be very good. and all it takes self control and good emotions will be very good.
                      :p
                      • #56 Collapse

                        well dekha jay toh ak professional trader me na hi itna greed hota he or na hi fear iski waja he ke uske pass itna knowledge hota he ke woh easy se earn kar sakta he is liye newbie lack of knowledge hote hen or woh earning nahi kar paate or fear or greedy hote jate hen loss hone ki waja se
                        • #57 Collapse

                          agar aapko greed nahi karana hai to aapko khud par bahut hi kabu rakhana sikhana padega kyuki forex me jab price up aur down hone lagata hai to hume lagata hai ki hum ek trad jald se lagade kyuki abhi movemnt jyada hai par jab hum ytrad lagate hai jadlbazi me to hume loss hi hota hai is liye aapko target bana kar trad karana padega
                          • #58 Collapse

                            fear ko or greed ko ham estreaqay say kam kar sakty hain agar ham treading kar rahay hon to ham log agar sabar say kam lain or raton rat ameer hony kay khawb chor dain to es say na to hamen loss hoga or na he lalach or na he kisi kism ka khof or ham easyly treading kar saken gay
                            • #59 Collapse

                              forex mea hume sache mehnat or jazbe or himat ke zarorat hote hai magr humare dil me lalach ni hone cahey apne kam k doran hume cool minded ho k sirf apne mehnat pa yaken kar k trade karna cahey or ziada se ziada apne previous experience ko follow karna cahey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Bhai jan is mein pochny wali kia bat hai k ap greed aur fear ko kesy control kar sakty ho bus ap aik kam karo k trading karny se pahly allah ka name lo aur pher apny dill ki nahi dimag ki bat suno.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X