jo loss hota hai woh broker ki waja sy hota hai ua kam experience ki waja sy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jo loss hota hai woh broker ki waja sy hota hai ua kam experience ki waja sy
    bhai hum ko agir loss hota hai to phir hum woh broker chord daty hain or ksi dosry broker ko join kr laty hain os man bhi loss ho to osy bhi leave kr daty hain or new broker join krty hain mujy yah btaye k loss hum ko broker ki waja sy hota hai ua hmary pass experience nahi hota is luy loss hota hai?
    kua loss k bad broker change krna chaye ua khod ko?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Loss always hamen kam experience ki waja se hi hota hai jab hamen trading ka experience kam hota hai aur ham trend ko nhi smajh pate hain aur apni trades ko trend k sath run nhi krte hain then hi hamen loss hota hai
    Market hamara kabhi bhi loss nhi krti hai agar aap koi order open nhi kren ge to aapko kabhi loss nhi hoga ham apne order khud open krte hain aur hamen khud se hi loss hota hai
    • #3 Collapse

      bhai forex trading main sub se zeyad loss hmari apni wjah se hota hai jis trador k pass expiernce kam hota hai osko loss bhi zeyda hota hai es liye hmain apni trading main loss ko kam karny k liye apko apni trading main acha expiernce or acha knowledge hona boht zeyad zarori hai jis main hum apni trading main loss hony k cahnces ko kafi had tak kam kar skty hain
      • #4 Collapse

        Re: jo loss hota hai woh broker ki waja sy hota hai ua kam experience ki waja sy

        forex mai jab hamy loss hota hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hum apne galti ke waja ys loss utaty hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: jo loss hota hai woh broker ki waja sy hota hai ua kam experience ki waja sy

          brokers kabi bhe losses nahi dete Q ke markt sub brokers se same chalte hye koch na koch farq hota hye but atna nahi hota ke hum os ko ye khean ke broker he loss de raha hye asl me hum ko trading ate nahi hye and hum sara alzam broker pr dalte han ye theak nahi hota hum ko agr achi tradeing ate hye to sub brokers pr hum earn kr sakte han as me koyi shak nahi hye

          اب آن لائن

          Working...
          X