Greed enemy of every trader
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed enemy of every trader
    Greed lalach ko kehte hein aur insani fitrat hai ke insan hamesha zaida se zaida ke hasool main km bhi kho deta hai aur yeh sb lalach ki wjh se hi hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Greed waqae trading ka bahot barra enamy hai aur hamen maximum loss sirf apni greed aur emotions ki waja se hi hota hai jab ham trading men had se ziada greedy ho jate hain tab hamen loss hona start ho jata hai
    Isliye hamen always greed ko avoid kr k hi trade leni chahiye ta k ham kamyab trading kr saken jab tak ham greed ko avoid nhi kr lete lete to uss waqt tak tak ham kamyab nhi ho pate hain
    • #3 Collapse

      Greedy kabi bhi forex market main successful nahi ho sakta agr wo profit bhi earn karta hai to lalach main aa kar loss kar deta hai wo apnay emotionsko control nahi rakh sakta jis say over trading karta hai is liye us ko loss ka samna karna parta hai hamain hmesha greed say avoid karna chahiye aur patience say kam lena chahiye greed har trader ki enemy hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        greed aik aysa factor hai jo k har trador k liye khtrnak sabit hota hai es liye apko chahaye k ap apni tading main kbhi bhi lalach na karen q k boht se trador apni trading main zeyda eraning k liye boht se short cut bhi search karty hain k hmain acha prpft mil jay ga laken forex main ap jitni mahnt karty hain apko otna he munafa hota hai or ap otna he es main kamyb hoty hain

        اب آن لائن

        Working...
        X