Maximum lot se trade nuqsan dah hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Maximum lot se trade nuqsan dah hoti hai
    Apna account capital dekh kar lot adjust karni chaye kisi ke dekha dekhi main kia gia faisla bahat dangerous hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading Kay doran jo traders achi money management nai karty hain woh na tu trading Mai kamyab ho sakty hain aur na he achy trader ban sakty hain .
    Lot size apny account k size ke hisab say he set karne chaiye . Bari lot size traders k ziada greed ke waja say laghtay hain ya phir careless trading he waja say , traders ko iss ke waja say ziada risk ka samna karna parhta ha aur baray lot size ke trading ko zaroor avoid karna chaiye .
    • #3 Collapse

      Dear jab b trade krain to no lot b decide krain apny accont balnce ko dekty hovy mrain ye na ho ky zaida ky chaker mai bari lot lga de our dekty he dakty account wash ho jay
      sab sy ahm baat yehi hai ky jab b lot lgain Apny account ky hsab sy lgain
      • #4 Collapse

        g bikul ager hm logo ny is bat per amall ker liya tu yaqen jany hm log kabi bi is forex mai loss nahi kery gy hmy is mai sirf 2 chezy hi marti hyik tu lot ka size or 2sar stop loss ka use na kerna yahi ap ko sab sy bary nemy hy is forx mai loss kerwany or account ko wash kerwany mai .
        • #5 Collapse

          G janab forex mai lot size avereage mai hona chahyay tab hi ap ki tarde best ja sakti hy or forex mai ap ka expeirence bhatereen tect sy count karna chahyay tab ap ki trade sy profit hasil karny ky chances zyada hoty hy so ap ka expeirence bht zyada count karta hy.
          • #6 Collapse

            Yes of course Forex trading main maximum lot size bahut zyada nuksaan deh hota hai aap ko pata hona chahiye ki Jab aap forex market Mein maximum lot size open Karte Hain..
            Hame Chahiye Hota Hai ke forex market Mein Hame long term trading karte rehna chahiye aur Market Mein maximum lot size open Kare Jab Tak Hum forex market Mein maximum lot size open Karenge toh hona chahiye instaforex bonus account main balance SBI 2000 US dollar ka hona chahiye tab Hame 20.0 a 2.0 per lot size open karna chahiye.
            • #7 Collapse

              Dear ye bat to yaqeeni hay k agar ap ka capital kam hay aor ap big lot size ly lety hain to ap ko us mein loss ho ga q k jab bhe market kuch pips hi ap ki trade k mukhalif movemet karti hay to ap ka account wash ho sakta hay jo bhe trade open karen proper mony management k sath open karen tan k loss bhe ho to us ko recover karnay k liye ap k pass capital bach jaye agar ap money management nai karty to loss ko recover karna mushkil ho jata hay forex market mein movement ka pata nai chalta kabhe bhe market ap k trade k mukhalif movement kar sakti hay
              • #8 Collapse

                Trade jb bhi open karen tu yeh bat zaror yad rakhein ke apko ke pass itna balance zaror baqi hona chaye ke ap loss ko zaida se zaida servive kar sakein aur apni trading ko save bna sakhein. Lot jb bari ho gi tu us se hasil hony wala nuqsan bhi bara ho ga
                • #9 Collapse

                  jab hum forex mai investment karty hain to hamy apny experience ky hisab sy lot lagane chahey or agar kabe hamare lot pacns jay to hamy isy cancel kar dena chahey or dubara ache lot lagane chahey forex mai hum trading be kar sakty hain yai aik online business hain yai students or house wife's or job less mans ky liye bohat ache job hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Maximum lot se trade nuqsan dah hoti hai

                    agar hum ziada big lot size ko use karty huway trading karen gay to es trha humay bohat ziada risk hota hay forex trading market main agar hum es trha risk main reh kar trade karen gay to hum market main earning karnay ki bijaye ulta nuqsan kar lety hay es liye humay chahiye keh money management karty huway trade karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Maximum lot se trade nuqsan dah hoti hai

                      forex may hamay akm say kam minimum lot ke trade karni chahey pher he hum is say acha profit hasil kar sakty hain or is may acha profit hasil karnay kay liay achay knowledge ka hona zarory hay or is kay liay hamy market kay roles ko follow kar kay he kam karna chahey pher hw hum is may achay say kamyab ho sakty hain ager hum is may maximum tread istamal karty hain to is say loss honay kay imkanat barh jaty haun is liay forex kam say kam amount may trad karta hay or acha profit data hay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Maximum lot se trade nuqsan dah hoti hai

                        G Dear apne sahi kaha hai hamesha apne account ka capital dekh kar he trade karen qk agar apka capital kam hai aur apne trade bari lot ki lagai hai to apko bahut loss ho sakta hai aur pata b nahi chalna aur account wash ho jana hai is lye hamesha soch samjh kar he traading karen trade lagane k bad stop loss b lazmi laga den ta k ap bare loss se bach sako

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X