Khud ko forum posting ke lye backup kese kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Khud ko forum posting ke lye backup kese kren
    Salam all jese ke aap sab jante hain ke forum posting krni hoti hai hum logo ko trading se related to mera ye puchna hai ke jab hum continuously posting krte hain adn kaafi din baad hum log posting se kuch bore hona feel karte hain to mera ye sawal hai ke aisi koi suggestion jis se wohi same speed and concentration se hum log pura month posting kren bina kisi boriyat and disturbance ke.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: AraibSonu پيغام ديکھيے
    Salam all jese ke aap sab jante hain ke forum posting krni hoti hai hum logo ko trading se related to mera ye puchna hai ke jab hum continuously posting krte hain adn kaafi din baad hum log posting se kuch bore hona feel karte hain to mera ye sawal hai ke aisi koi suggestion jis se wohi same speed and concentration se hum log pura month posting kren bina kisi boriyat and disturbance ke.
    Dear agar ham pak forum pe aik diciplon k sath kaam kren to ham kabhi bhi bored nhi hote hain
    Agar ham aik timetable bna kr pak forum pe work krte hain to tab ham bilkul bhi bored nhi hote hain but jab ham pak forum pe theak kaam nhi krte hain tab hi ham bored ho jate hain so hamen pak forum pe continue proper tareqe se kaam krna chahiye
    • #3 Collapse

      phli baat tu ye hain k hum inta invest b nhe kar skte hain and dosri baat ye k itni invest hamare pas hain b nhe agar hum pak froum py achi mehnat kare tu 4 5 mah main 500$ ka bouns hasil kar skte hain jo k real money he hoti hain jis say aap trading karte hain posting say phli baaat tu ye hain k hum forex main apni knowladge incress kar lete hain and dosri baaat ye hain k yaha acha bouns milta hain jo k bad main hum trading kar k cashout kar skte hain
      • #4 Collapse

        Dear koe bhe kam ho usy ap time table k mutabiq karen gy to ap us sy bore nai hon gy jab ap kisi kam ko burdon samjh k karen gy to ap yaqeenan bore bhe ho jaty hain aor ap us kam ko achi taraha mukamal bhe nai kar sakty is liye din mein 10 sy 15 posts per day k hisab sy karen aor time table set kar len tabap bounus bhe acha hasil kar len gy aor kam bhe easily kar len gy
        • #5 Collapse

          Dear ye bat ap ki drust hai kya Hum Jab instaforex Ke Liye Park Forex trading Karte Hain I mean just Karte Hainjisse Mein bonus Milta Hai Tu Ek Duje Ke Baad Hum lazy feel Karte Hain Tu Is Se bachne Ka Tarika friend hai ke hum Unki protein Banaye kya Mila Janaki 20 25 Kitni posting karnai hai Sabse Hum ekdum bat kare 5 Karle 5 dopahar ko Karle 5 raat ko kar rahe hum khud ko relax feel Karenge aur bor bhi nahi honge.
          • #6 Collapse

            yes dear, men ap ko batana chahta hun kih forex aik worldwide bussiness bn chuka hy jo kih poori duniya men kam time men ziyada profit deney wala bussiness bn chuka hy isper bna boriyat k ap is per achi si achi or knowlegd or experienced sey bhari hui hun too is per aap ko bonus ziyada mil sakta hy or aap poora maheeena ba asani sey bna boriyat k posting ker saktey hen........
            • #7 Collapse

              jab hum forex forum mai galat posts karty hain ya hamara deposit km ho jata hain to hamy to hamara account wash ho jata hai or hamare sare mahnet zaya ho jate hain is liye hamy ache learning hasial kar ky ache posts reply karne chahey pher he hum kamayab hon gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy yai aik international business hain
              • #8 Collapse

                Re: Khud ko forum posting ke lye backup kese kren

                forex mai hamy posting karty wakt fresh mind ho ky kam karna chahey hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Khud ko forum posting ke lye backup kese kren

                  forum mai kam karny sy hamry knowledge or experience mai azafa hota hain is mai kam karny ka hamy bonus be milta hain is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Khud ko forum posting ke lye backup kese kren

                    forum mai posting ky liye hamy kud ko backup karna chahey pher he hum sahe sy kam kar saky gy forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Khud ko forum posting ke lye backup kese kren

                      Pak forex forum pay posting kertay huay hum bore uss waqt feel kertay hai jub hum lagataar nonstop posts kertay hai. Boriat sey bachnay kay liye kuch cheezo ko apna ley to acha hai jaisay kay agar hum din kay mukhtalif time mai posts karey matlab daily 2 sey 3 martba posts karey , Secong ye kay agar hum posts kernay kay saath saath beech mai gap dey or mukhtalif maloomaati threads or posts ko parhtay rahey to boriat nahi hoti
                      • #12 Collapse

                        Re: Khud ko forum posting ke lye backup kese kren

                        Jon logo nay forex mn kamyab hona hota haii wo bore nahii hotyybaor agerr kuii ho b jaae too apko apny motivation koo mind mnn laaeinn kay ap ny kamyab hona haii too estrha aap dobara forex kii janib aa jaein gu..
                        Mehnat Me Azmat hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Khud ko forum posting ke lye backup kese kren

                          ji haan sir Agar Hum Apne posting ko bakeup karna chahte hain to Hame iske liye Apne account ko wash karna hoga Kyunki jab tak Hamara account watch nahi hoga tab tak Hum posting bilkul hi kaam karte rahenge thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Khud ko forum posting ke lye backup kese kren

                            Asal main forex forum main kam kerna boht hi bore kerta hay. us ki main wajah yeah hoti hay kay trader ko bar bar aik hi bat per discus kerna perta hay aur us ki waja say trader bore ho raha hota hay. ba aik hi topic ko jab mukhtalif andaz say pesh kia jaye to trader ko ain hi point per discus kerna hota hay chahye topic ka andaz change bhi ho. is liye trader ko post to kerna hay que kay is say bonus milta hay. aur bonus ko samnay rakh ker khud ko backup kia ja sakta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Khud ko forum posting ke lye backup kese kren

                              dear firend ager ap nay forum par achy method say kam akrna hai tu uss k leay ap ko aik plan btata hun jis say ap post bhi achi say achi kar sakty hain aur ap ko thakan bhi feel nahi hogi ap din main 3 time thread karin aur 3 time main apni 50 npost ko devide kar lain ap post kam karen mger ap ki post ki qualty achi honi chaheay phir he ap is main acha bonus lay sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X