Aik trade achi ho jany ke baad over confidence say loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik trade achi ho jany ke baad over confidence say loss
    Aksar traders Kay sath yeh problem Hota hai k jab forex market Mai inn ke aik trades ya kuch trade achi ho hain tu woh apny app ko bohot he best traders samjh laite hain aur over confidence ka shikar ho jatay hain . Phir woh trade open karnay say pehly market conditions nai daikhta ayr na he market ka analysis karty hain aur baray lot size k sath trade entry karty rehty Hain , jis ke waja say jo earn kiya Hota hai iss ka b loss ho jata ha aur aksar mazeed loss b ho jata ha
    Iss liye traders k liye best hai Kay woh har trade ko proper analysis k baad he open Karin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear trade achi ho jane ka ye matlab hargiz nhi hota hai k ham ne market ko pooro tarah se qabu kr lia hai forex aik bahot hi eisky buissnes hai aur ye itni aasani k sath hath aane wala nhi hai isliye Ham ye kabhi bhi mat smajhen ham jiss teend pe trade open kren ge market sirf ussi trend men run hogi market always apne hi trend men run hoti hai isliye hamen koi bhi order bagair sochay smajhe nhi lena hai warna ham zarur loss kr jaen ge
    • #3 Collapse

      Yes brother asa hi hota hai jab ap ki trade success ho jati hai mean jab ak dafa profit kama lata hain tu over confident ho jata hain or phr is over confidence mai kahlat trade open krta hain. Phr loos ka samna krna pahrta hai. Is lia mari request hai ka ap tahamal s kam lain agr ap ko success milti hi ak trade mai tu is s ap over confident mat boin balka soch samaj kr trade open karain or market ka abalysis lazmi karain ta ka ap ko loos ka samna na krna pahra
      • #4 Collapse

        forex main achi trading k liye 1 trade say inssan kamyab nhe ho jata hain agar forex k sath long time chlna hain tu apko ye lazmi yaaad rkana chaiye k forex main merket asy he up down nhe hoti hain forex main merket apne hisab say move karti hain jo k sab jante hain k forex main kafi loss b hain or yahi trader hote hain small small trader jo big lot laga k kehte hain k hum bas achy trader hain wahi trader loss kar dete hian
         
        • #5 Collapse

          Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi information shear ki hai dear biluk thek kha hai apny or ek bat or jab hamen ek trade me porfit ajata hai ham usy close kar dety han fr ek new trade open karty han to wo lalich k zumry me a jata hai and lalich me hamen loss he hota hai
          • #6 Collapse

            Dear ap ki bat theak hay bahut sy traders k sath aesa hota hay hamen kuch profit hasil karny k bad overconfidence nai hona chahiye aesa karny sy loss k chances barh jaty hain aor profit k sath apna capital bhe loss mein gawa dety hain is liye apna target set kar len daily base py aor us k mutabiq hi trades open karen target complete hony k bad over trading na karen
            • #7 Collapse

              Dost forex trading main overconfidence ki koi gunjaesh nhen hey keon keh yahan per her trade se phly technical aor fundamental analysis kerna perta hey jeb keh overconfident trade analysis kiey baghair trade lagata hy jiski wajhan se woh loss kerta hy. Main samjhta hon jeb bhi trade lagani ho us sey phly analysis lazmi kerna chaey.
              • #8 Collapse

                jab hum forex mai kam karty hain to hamy acvha bonus milta hain or kuch traders lalach mai aa jaty hain or zada paisa hasial karny ky caker mai over confedence mai trade karty hain or apne galtiy oko be igor karty hain or unhy loss ho jata hain or sare mahnet zaya ho jate hain or is mai market ka koi qasur nahi hota loss sy bachny ky liye lalach ko avoid karna zarore hota hain
                • #9 Collapse

                  Ager aap ka trade acha ja raha hai aik acha khasa profit mill raha to trafe ko close ker de ager aap trade ko close ni karo ge to aur lalach me ao ge to aap lose ja sakty ho iss lye kabhi bhi lalach mt kary
                  • #10 Collapse

                    g bilkul aysa hi hota hy jb hmy ak tread m acha profit hasil ho Jay tu hm over confidons ho jaty hen r dobara usi pear py tread order kr dety hen jb k market ki movement chnj ho jati hy es liy hmy bra loss face krna pr jata hy jisy hm afoud nhi krna chahty r 24 ghnty ya phr es sy b zyda tread ko close nhi krty r market k wapis any ka wait krty hen hmy aysa nhi krna chahiy ak pear sy profit ly k nikl Ana chahy .greed nhi krna chahiy.
                    • #11 Collapse

                      forex trading main boht se log aik profot k bad yah smjhty hain k hum boht achi trading karny k qabil ho gy hain ab hmain na tu anlyse karna parhy ga or na he market ko dekhna hoga tu yahi over confidency main insan apni trading se loss krwa bethta hai es liye apny profot ko yah nahi smjhna chahye k ab hum ankhen band kar k achi trading kar skty hain apko har hal main sub points karny hoty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik trade achi ho jany ke baad over confidence say loss

                        forex mai jabhum aik trade achekar ky acha bonus earn kar lety hain to agar hum greed mai aa jy to hum over confidence mai next time kam kary gy or hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain yai east wast mai bohat taze sy phal cuka hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik trade achi ho jany ke baad over confidence say loss

                          forex mai agar hamare aik trrade ache ho jy to hamy dosre trade laagty howe over confidence mai nahi ana chahey forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik world business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik trade achi ho jany ke baad over confidence say loss

                            dosto aksar hamein es maslay ko face karna parta hai k jab ham trade lagatay hain tu ham ek profit target bhe rakhtay hain but jab market hamein wo profit daay rahi hoti hai tu ham trade close nahe kartay and wohi trade phr hamein loss daiti hai,es liye dear fellows forex main apni greed py qabo dalna bohat he aham hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik trade achi ho jany ke baad over confidence say loss

                              i'll suggest you all trade with break...trade achi ho ya buri us k bad us k impacts ko absorb krne k liye break leni chahye agar ap profit trade exit krty ho to us men ki reason ko samjo or us ko in practice la profit ko steady bana sakty ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X