Trading dorania kitna hona chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading dorania kitna hona chaye
    Trading km ho lekin perfect honi chaye is ley tu kehte hein ke zaida trade open karny ka koi faida nai hota jb tak apki ko trading se faida hasil na ho saky is ley trading 3 se 4 aur karni chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear trading kernay say pehlay ager ap market analysis ker layn aor ager koi news release huvi hu tu osko bhi madde nazar rakain aor trend bhi dekhain aor oskay baad apnay ye decide kerna hay kay order konsa place kerna hay buy ka ya sell ka aor jab ye saray analysis hu jayn tu pher aik hi trade open kerna hi behtar hay bajaye iskay kay baar baar aik per aik trade open karay.
    • #3 Collapse

      Dear ham trading market ki movement k motabiq hi krte hain ham market ki situation ko dekh kr hi trade open krte hain hamen market men jesi situation hoti hai ham wesi hi trade open krte hain
      Ham market ki position dekhte hain to ham uske motabiq hi ham apni trades ka dorania rakhte hain jab market men moment achi hone k chances hon to tab ham aoni trade ko long term k liye chor dete hain aur agar market men position itni achi na ho to ham short time men trade close krte hain
      • #4 Collapse

        Dear forex market main aap ko pata hona chiay kay time aap utna he spend kia karain forex trading main jitna aap time easily dain sakain forex market ko.
        Hamain chiay kay market main trading karain or apnay Annaylisis achay rakhain or market main trading karnay kay liay hamain chiay hota hai.
        Kay ham trading achay say karain or apnay bonus account per trading kartay hain.
        To hamain forex market main hamesha stop loss or take profit limit zaroori lagana chiay.
        Hamain chiay kay trading achay say karain.
        Or 3 to 4 hours market ko annaylis karnay main laganay chiay.
        • #5 Collapse

          Dear brother forex trading mein woh cheiz trade krein jo aapki samjh mein aa jaye aur us pe kum se kum 3 mint lagaen,ager is se ziada time trading krengy tu aapko loss hoga,trading k doran pehly market ko dekh lena chahiye us k baad trading krein.
          • #6 Collapse

            Trading jo expert ki raye ke mutabiq hai wo yeh hai ke apko market ke sath move Karna chaye agr market apka sath de rahi hai tu apko apna dorania braha lena chaye aur is moqay se faida hasil kar lena chaye agr nai de rahi tu rest kar lena chaye
            • #7 Collapse

              particle ky liye hamy 2 sal demo account py zada sy zada trade karne chahey or real account mai hamy km sy km aik din mai 9 ya 10 ganty trade karne chahey pher he hum acha bonus hasial kar saky gy forex aik acha or online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam karsakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                forex trading main trading tab tak karni chahye jub tak ap ko market main achy trend mil rahy hain apko tab tak trading kar leni chahaye q k jub ap 3 se 4 hur market ko analyse kar skty hain jis main ap acha trnd find out kar k trading kar skty hain tu ap k liye aysa he hota hai k ap apni trading main risk ko bhi mange kar skty hain or loss k chances kam ho ksty hain ayse
                • #9 Collapse

                  Re: Trading dorania kitna hona chaye

                  trade karny kay liye humain is main lain dain karna hota hay is main agr active ho kar achy say kam karty hain to hi kuch earn ho sakta hay is main time frame ko set karna chahaiye agr to is main short term main kam karna hota hay is main long term main kafi time lagta hay or isi tra is main short term main km time main market main ziada acha profit hasil ho sakta hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading dorania kitna hona chaye

                    Jitna zeyada ho sake AP ko utna time Dena chahiye forex ko AP jitna zeyada time dain ge AP ka knowledge zeyada ho ga aur AP ka experience improve ho ha is liye knowledge gain karain aur acha time dain demo ko Bui real samajh ke time dain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading dorania kitna hona chaye

                      trading krna sa pehla ap ko chaiya ya ka ap market aynalsis kr len ya market chart dekh len qk is sa ap ko trade lagna k andza ho jata ka kis waqt trade lagna sahe rahy ga or is sa ap ko sahe timing la andza v ho jay ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading dorania kitna hona chaye

                        Zayda trading kabi nahi kerni chahye. trade hamesha utni hi open kerni chahye jo trader asani say apnay liye manage ker saktay. que kay ager trader ka focus change hota rahay ga to wo kabi bhi sahi trading nahi ker skakay ga. is liye new trader ko shoro main aik pair per aur aik time mai aik trade hi open ker kay us ko follow kertay rehna chahye.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X