trading ko smjhna phr trading krna.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading ko smjhna phr trading krna.
    Dear trading bht ziada riski aur mushkil kam ha is lia trading us waqt tk na kren jb tk apka experience aur knowledge na hi apka trading krna fazool ha ap totally loss main rahen ga Apni training kren demo account pa practice kren tb real account main kam kren. . Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear apki baat bilkul teek hay kiun kay hum jo bhi kaam start karay jab tak us kaam ko seekh nhi letay tab tak osay profit laina bhot hi mushkil kaam hay aor forex trading tu hay hi risky business is liye isko seekhy bagair is say profit earn nhi kiya ja sakta is liye mera bhi yehi mashwara hay kay pehlay trading ko mukammal seekhna chayi aor jab hamara knowledge aor experience barh jaye tu tab humay real account say trading ker kay profit kama saktay han.
    • #3 Collapse

      Bilkul new log jo trading start karty hain in k liye behtar yehi hai k woh market ko pehlay understand Karin aur phir he trading karna chaiye . Waise fazool Mai market Mai trading open kar kar aur apni qismat ke base per trading kar Kay loss kar kar k loss b kar lain gaay aur phir jald he trading say b tang Aa hain gaay .
      • #4 Collapse

        Ager hum forex trading ko normal samajhty hain to ye hamari ghalti hai. Q k trading itna asaan kaam nahi hai. Ye aik bahug hi pecheeda aur technical kisam ka business hai. Is liye is ko shoroo kerny se pehly ager hum is ko jitna ho saky seekh lein to behter hai.
        • #5 Collapse

          Dear ap ki bat sy mutafik ho ap nay bahut achi bat share ki hay trading mein without experince ap trading nai kar sakty jab tak ap trading ko achi tarha samjhen gy nai tab tak ap kamyab nai ho paen gy forex trading forex trading ka knowledge aor demo paractice must hay real trading start karny k liue otherwise ap forex mein loss kar sakty hain us k elawah kamyab hona ap k liye bahut mushkil ho jata hay
          • #6 Collapse

            Trading ho ya koi bhi cheez ho jab tak hum log usko samjhege nahi to hum logo ko wo kaam nhi ayega iss lye trading aane ke lye sab se pehle to hum logo ko us ki knowledge hona bilkul laaazmi hai and second things ye hai ke trading skills aur experience hona bhi chaye then ajata hai strategies and analysis uske baad hi aap ko trading ka kuch had tak portion samjh aata hai iss lye kisi bhi cheez ko karne se pehle usko achi tarha se samjhen and jis ke baad hum ko wo kaam karne main easyness bhi hogi.
            • #7 Collapse

              agar koi forex mai bager learning ky kam kary ga to hamy loss ho ga or is mai market kan koi qasur nahi hota agar hum kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe soch samaj kar tarde karne chahey pher he hum market mai ru nkar saky gy
              • #8 Collapse

                bhai apki bat shai hai or mera khyal hai k forex ko join karny se pahly hmain apni thori boht nahi achi trah se knolwedge or leraning kar k proper log in hota chahye q k yah hmary liy bahtr hta hai or hum trading main achi trah se enret ho kar apna start kar skty hain ayse un ko kbhi bhi apni trading main maoyosi nahi hoti hai or wo achy trador ki trah trading ko start kar skty hain
                • #9 Collapse

                  G bikul theak kha ap NY forex me trading karny k liye hamary pass acha knowledge or experience hona buhat zarori he AGR ham jab b trading kary to soch samaj kar karni chahiye to he ham es me kamyab ho saky gy or agr hamary pass es ka knowledge or experience nahi ho ga or phir ham trading bari soch samj kar na kary to phir hame loss he hota he
                  • #10 Collapse

                    Dear ap ki bat thek ha kay phlay trading ko sahi tarha say samjay or pher trading karay ap ko pak forex ma koi jaldi nahi karni cahiya jab ap Is ko samj kar trad karay gay to ap kahi fida ho ga or ap is tarha say or achi say achi trad lagtay jay gay or ap fida latay jay gay
                    • #11 Collapse

                      G forex trading business ki learning zaroori hy agr hum learning knewledge aur experience hasil kar k kartay han tu hi forex trading business mein profit earn kar saktay han forex trading business mein learning knewledge aur experience zaroori hy aur is k liye mehnat aur hardwork zaroori hy aur is k liye demo account par practice zaroori hy jab hum learning knewledge aur experience hasil kar k trading karain gay tu hi profit earn kar saktay han
                      • #12 Collapse

                        G bilkuk dear hmy forex treding ko achi trha smjh r sekh k treding ko join krna chahiy q K forex trading boht hi risky r denjrus hy es m sucsecs etni asan nhi es liy sekh kr smjh kr experience r knoliged hasil kr k phr treding karen r best tread bn K cearfully tteding kr k earning hasil Karen .
                        • #13 Collapse

                          Aslam u alikum bhai jan ap ki bat bilkul thk hay hamain pehle trade ko sumjhna chayei aur phr trade krna chaiye to bhai trade ko samjhne ke liye experience aur knowledge bohat zarori hai koshish Karen ke pehle ap trade ke bare main kuch search Karen
                          • #14 Collapse

                            g bilkul apki bat tkh hy jb tk experinse na hojy demo prctse achi na ho tb tk hmy nhi krna chahy ye forex trading bht e riski bisnes hy or plaing k sat kam krna chahy or displne rkhna chahy ksi ak stragty pr kam kr k experinse bnana chahy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear main app ke baat sy agree hon ku ky jab tak trading ke samj na ay tab tak hum koi trade lga he nhi sakty our ager trade lga b lain to loss ky zaida chance hoty hain ku ky hamy ye nhi pata k markeet ke kia .oment hai
                              es liy trading us waqat tak na krain jab tak ap ko trading samj main na aajy
                              zaida sy zaida trading main expirnce hasil krain

                              اب آن لائن

                              avatar Azaad
                              avatar supra
                              Working...
                              X