Trading k sath sath songs sunna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k sath sath songs sunna
    Dear members mai aap se Ye Jana Chahta Hoon ke aap Jab trading karte ho toh uske sath aur kya kaam karte ho. I like to listen the songs while I'm doing the trading. Iss tarah trading karane karte huye bahut maza aata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum dear forex members.
    Dear brother forex trading basically aik aisa kam ha jis pa consuntration daina bht zaroori ha agr ap song sunana shuru kr do ga to ap poory tour pa tawajuh ni da sakty hain is lia main yeh kahn ga keh apki sirf aur surf forex trading pa tawajuh dain sath song na sunen. Thanks
    • #3 Collapse

      Dear meray kheyal ma songs tu wesay bhi nhi sun'na chayi aor dosri baat ye hay ager ap trading kartay waqat koi aor kaam bhi start ker dayn gay tu pher apki concentration change hu jaye gi aor ap order place ker nay ma ghalti ker saktay hay jis say yaqeenan apko loss hi huga is liye behtar yehi hay kay jab bhi trading karay tu trading kay elawa aor koi kaam na karay aor trading kay saat saat trading ko seekhnay ma bhi asaani hugi.
      • #4 Collapse

        Well ye baat aap ko clearly maloom honi chaye ke jab aap trading kr rhe ho to aap ka pura focus and concentration trading pe honi chaye songs sunna buri baat nahi but trading need your full intention towards it agar aap songs main magan lage hoge and achank market value down hojati hai to and ap ne stop loss ko sahi time pe nhi lagaya to phir aap ke maze ki cheez apko loss mein le doob sakti hai to iss lye during kisi bhi aur cheez se parhez kren kindly jis se aap ko apni trade ka nuksaan uthana parhe.
        • #5 Collapse

          bhai jan jab me forex pe bethta hun to sirf forex ko hi time deta hun aor dens bhi chahye q ke ye dunya ka sab se bara bissnuss he aor is ko full time dena chahye warna is ke ilawa hamare hath me kuch nhe lagne wala
          • #6 Collapse

            My dear brother aap nay teak kaha hai song bhi soun laiyna chahaiy per jab aap trading krty hain too aap kay mind ko sakuon ke zarorat hoti hai aur sakoun agr tilawat souni jaiy too us say kafi acha lagta hai koun kay tilawat hamari rohooo ke gizaa hai aur es kay elawa apni normal trading per focus krna chahaiy jaldi nhe krni chahiay
            • #7 Collapse

              brother ap beshak thora time do trading pe lekin pori twaja k sat trading karo ku k yeh busnuss tawajh chahta hai jitni ap twajha kren gy ap ko utna hi is me faida ho ga
              • #8 Collapse

                Dear ap ka idea bahut pasand aya laikin jab forex k liye bhe time mushkil sy mily to song kahan sy sunen forex k liye aor fourm k kam karny k liye time mushkil sy nikolty hain song sunna trading k sath wesy best idea hay forex mein agar ap relax ho k trading karen gy to achi trades len sakty hain forex mein ap kamyab hona chahty hain to forex mein ap relax mind k sath fresh ho k market ko analize karen tab ap acha profit nikol sakty hain
                • #9 Collapse

                  trading kerna buhut tough work ha. ager koi trader newly work learn ker reha ha tu oc ku concentration sari forex k chart pay rekhni chahye. songs sunyny k liye kafi time mil jatta ha songs ku baad man bhi sunna ja sakta ha. ic liye work pay tawajah dayn.
                  • #10 Collapse

                    trading karty howe hamara sara dehan kam ke taraf hona chahye q ky pher he hum kamyan hon gy or agar hum sat mai songs suny gy to hamy loss ho ga or hamare sare mahnet zaya ho jaye gy or is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik acha or international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      nahi bhai main trading karty koi song nahi sunta hun infact kbhi aysa ho bhi jay tu main songs ko off karta hun aphly os k bad trading akrta hun mera apko bhi yahi mashwra hai k ap bi aysa na kiya karen ayh ap k liye bhi sahi nahi rahta hai ayse humara focus trading par nahi hota hai songs par hota hai jis se hmain galti karny k chnaces bhi ho ksty hain tu aysa mera nahi khyal k karna cahye
                      • #12 Collapse

                        Trade ke sath sath song bhi banda sun sakta hai es se pressure creat nhi hoga aur agar ap sochte hain ke ap ka pora focus bussness trade par ho phr ap ko chahiye ke ap songs waghera se door rahain kiyun ke agr ap songs sunain gy to phr ap dhiyan do tarfa ho jaye ga phr ap apne trade focus nhi kar pain gy
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ommi پيغام ديکھيے
                          Dear members mai aap se Ye Jana Chahta Hoon ke aap Jab trading karte ho toh uske sath aur kya kaam karte ho. I like to listen the songs while I'm doing the trading. Iss tarah trading karane karte huye bahut maza aata hai
                          main trading advocate in Koi Aur kaam nahi Karta Nahi song sunta Hoon Main To trading Katte Waqar of trading karta hoon aur apne full concentration trading co deta hoon
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Ye to her bandy ka apna apna tast hai. Ager trading kerty howy songs sunty hain to ye ap ka mizaag hai. Wasy mujhy to ye posts kerna bahut tuff lagta hai. Ager posting kerty howe gany sunny jain to mery khayal mein kafi had tak acha mahol ban jai ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ommi پيغام ديکھيے
                              Dear members mai aap se Ye Jana Chahta Hoon ke aap Jab trading karte ho toh uske sath aur kya kaam karte ho. I like to listen the songs while I'm doing the trading. Iss tarah trading karane karte huye bahut maza aata hai
                              Main trading karte huye sirf trading pe concentration Karta Hoon aur koi kaam nahi karta aur songs to bilkul nahi Sunta aap apne kaam mein busy hote hain aur phir bhi Gunah commit hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X