Loss hinay ke main reasons

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hinay ke main reasons
    Dear forex forum members
    Loss honay ke kuch main wajohat hain jo darjzail hain (Its based on my own experience)

    1. Jaldi mein trade lagana
    2. Loss hona start hota hy tu us pair py eik aur trade laga dena
    3. lalach karna
    4. Low capital aur lot size ziada rakh lena eik he cheez py bar bar trade lagana aur eik time mein eik sy ziada trade laga dyna
    5. Apni mistakes ko na samjhna
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee haan bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai aapne bilkul tamam baatein sahi kahi hai agar hum in tamaam baaton se hat jaye to hum hamesha profit mein rahenge forex trading mein sabse zaroori cheez analysis hai agar hum without analysis trading karenge to phir ham is main kabhi kamyab nahi ho payenge..
    THKS
    • #3 Collapse

      Jee bhai ap ne bahut hi acha axplain kiya hai k loss hony ki aam wajohat kiya hain. Ap ki bast teek hai k. Jab hamein aik pair per loss ho rahi hoti hai to hum us per uposit side per dosri trade laga dety hain. Aik hi pair aik se ziyada trade lagaty hain. Aur apni galtion ko bar bar dohraty hain.
      • #4 Collapse

        jo log forex mai overconfidence mai kam karty hain or apny emotions ko control mai nahi rahkty or jo forex mai lalach karty hain unhy loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota agar hum bager learning ky forex mai kam kary gy to be hamy loss ho ga is liye forex mai kamyab hony ky liye hamy in sub cezao ko avoid karna bohat zarore hain
        • #5 Collapse

          G loss ky kai reason ho sakty hy ky banda kiss trha apna loss karewa lyta hy trade mai so forex mai loss ki bht si reason hy ap ki jald bazi or knowledge ki kami or learning ka na hona bhi loss ki bht bari reason ban jata hy or forex mai ap ka experience count karta hy.
          • #6 Collapse

            Lalach krna market ko sahi achi trha sy dykh k trade ki entry na lyna ehsy hi jald bazi my apni trade my zabrdasti ghos jana our bhot zeada han jab lalach krty hy to ham ko phr smjh nai ati hy ham lot siz b zeada kr dyty hy our ham our bhi bhot si gaktiya krty rehty hy jis ki waja sy hamy bhot zeada losss ka samna krna parhta hy
            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
            • #7 Collapse

              janab jahan tak maira khiyal hai humay loss hamesha humari apni lalach ki waja say hota hai aur aik aur waja hai kai hum planning kai sath nahin jatay market main aur jo target socha hota hai kai hum itnay pay profit nikal lain gay lakin nahin nikaltay. Dosra apni equity kai hisab say hum jab bhi zaida lot kai sath trade karain gay tu loss hi ho ga.
              • #8 Collapse

                g han apki bat sahi hai forex trading main loss hony ki main wajohat yahi hoti hai es liye hmain en points ko avoide karna chahye q k main janta hun k har trador he loss hony k factors se bakhobi wakaf hota hai os k bawjod wo wohi kam karta hai tu hmain aysa nahi karna chahye q k yah hmari trading skills k khilaf hoti hain q k hmain koi nahi sikhta hai k hain yah sub karna chahye forex trading main
                • #9 Collapse

                  lalach karna emotional hona main reasons hain loss ki account ko protect kerny k lye bhi money mangement way boht zberdst hai is se apki trading bhi achi hogi a risk bhi nhi lygy or apki earning bhi bhtr se bhtr hoti jaygi risk lye bgair trading ker k protect keru ga tabhi achi success milay gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss hinay ke main reasons

                    forex mai jab hum kar karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or jab hum kam karty howe greed karty hain to be hamy loss ho jata hain laikin is mai market ka ya broker ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai aik kabe be band nahi ho sakta
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss hinay ke main reasons

                      Forex main trading karty hoay loss ki bhot sari reasons hoti hain jaisy...
                      1.knowledge ki kami
                      2.ashi planning na karna
                      3.trade main jalde karna
                      5.market ka analysis na karna
                      6.lalich karna
                      Waisy to forex main loss ki bht sari reasons hain us main say kuch main nay mentions ki hain jo traders bgair market k analysis kiay trade karty hain to un ko loss hota ha ar kuc traders k pass knowledge ar experiance bhi kam hota ha es k bawjood wo trade karty hain ar loss hota ha ar kuch tradeds lalich main aa kar bgair prectise kiay ziada profit earn karny k liay market ka analysis kiay bgair trade karty hain ar loss kar lety hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss hinay ke main reasons

                        Forex trading mei hamein safe ho kar chalna chahaye kyo k forex profitable honay K sath sath risky bhi hai to loss honay K bohat say chances bhi hotay hain or loss K main chances lake of experience and skills bhi hai, experience mei ap k market analysis and market knowledge bhi ati hai agar apko in sub chezo ki study ya knowledge nhi hai to apko chances hain k apko loss bhi hota saqta hai, and skills ap k depend Karty hain woh hain market news and indicators waghera shamil hain to agar ap in sub chezo K baray mei bhi knowledge nhi rakhtay to yeh woh main reason hain k apko loss ho saqta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss hinay ke main reasons

                          forex aik online business hain jab hum is mai kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain ya hamara deposit km ho jy to e hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain onlineke dunay mai forex aik best business hain
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss hinay ke main reasons

                            Loss hony ki bohat sari reasons Han jaise k hmara lalach men a Jana Kam time men ziada Ameer hony k liye koi na koi short cut use krny ki koshish krna Kam knowledge ki base par trading krny ki koshish krna Thora sa profit hony par excited ho Jana aur big lot size use krny ki koshish krna aur profit hony par practice aur knowledge ko chor dyna.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss hinay ke main reasons

                              forex agr ap ko time threak ho ge to ap ko bohot acha profit hasil ho ga or agr ap lalach ma bara profit hasil karna ho to ap ko is chakar ma b loss hota ha or ap ko sabar nahe hota trading karta rahta ho or koi waqt free nahe chorta to ap ko chaheya k ao forex par kam na karo.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X