Professnel trader loss k bad reason lazmi tlash karty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Professnel trader loss k bad reason lazmi tlash karty hain
    Dears hum log trading karty hain to is m loss aur profit dono cheezy hoti hain profit pr Hum exited hoty hain aur loss pr thora worry o kr gai bat kr dety hain ni g
    Professonel trader Jb b loss hota a to us k bad b Anylsis karty hain k ehsa q Huwa aur waja tlash karty hain ta k next time meri mistake repeat na o jay is liey apni Galti ko doond kr lazmi PINPOINT kary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee haan professional traders jab bhi unse bahut ziyada loss ho jata hai to wo next trading us time tak nahi lagate hai jab tak purani mistake ko check na kar le aur usko dobara kabhi na hone de hame bhi yahi karna chahiye ki jo hum galti karte hain usko dobara repeat na hone de tabhi hum forex mein kamyab ho sakte hain..
    THKS
    • #3 Collapse

      yes dear is main koi shak nai hay k hamain aisa karna chaye jub hamain lose hota hay to agar ham isay aisay he chore dain k hamain pata bhi na chalay k hamain lose q huva hay to next bhi hamain lose nai chorray ga so hamain is say bachnay k liye is ka reason zaroor search karna chaye k aisi konc cheez thi k hamara sara knowledge fail ho gaya hay is main hamari kamyabi hay aur is main hamrai success hay.
      • #4 Collapse

        Jo professional trader hain wo kafi workout k baad hoi koi trade lagaty hain. Un ki koshish hoti hai k loss kam se kam ho. Ager un ko ager nuksaan ho bhi jai to next trade lagany se pehly wo loss ka reason zaroor search kerty hain. Ta k us ka tdaruk sochty hain.
        • #5 Collapse

          Yes brother business mein profit aur loss dono hoty hein mager forex trading mein aik acha professional trader wahi hota hai jo loss k baad dekhta hai k mistake kahan huvi jiski wajah se loss huva phir woh apny experience se us mistake pe control kerta hai.
          • #6 Collapse

            agar hum professional trader hain or hamy loss ho gey to hum koi galti kar rahy hain or agar hum next time kam karty howe apne galtio py gur karty howe kam kaery gy to hum kamyab hoty hain or hum loss sy bach jaye gy forex aik acha or international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or ful time be kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              G janab forex mai ap ko aik professional trader ky tor par kam karna chahyay or ap ko loss ky bad apni galtiyoo ko count karna chahyay ky ap ny trade ky mamly mai kaha galti ki or kiss jaga ap ko loss howa so ap ko mistakes par working kar ky usy ainda na karna chahyay.
              • #8 Collapse

                Jo achy trader hoty hy who aoni galti ko ehsy hi jany nai dyty hy who apni galtio sy bhot kuch sekhty hy ilam hasil krty hy ham kobhi chiya k hamnapni galtio sy sekhy bhot kuch hasil kryy sbak hasil kry k ya loss kio howa hy jis waja sy howa hy ehsy hi to loss mai ho jata hy kuch na kuch har kam my zaor koi bat hoti hy koi waja hoti hy
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  g han professonls ki yahi tu pahchan hoti hai k jub uyn ko loss hota hai tu wo search karty hain hmain loss howa q es liye mera bhi yahi khyal hai k hum apni trading main aysa jub ho matalb k los ho hmain os loss ki wjah talash karni chahye os k bad osko sikhna chahye or kbhi bhi os galti ko repeat nahi karna chahye jis se apko dobra loss ho apni trading main
                  • #10 Collapse

                    Re: Professnel trader loss k bad reason lazmi tlash karty hain

                    forex mai jab hum kam karty howe koi gati kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qassur nahi hota hamy apne galtiyio k o avoid karna ho ga pher he hum loss ko avoid kar saky gy or acha bonus hasial kar saky gy forex aik online business haun hum is mai learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Professnel trader loss k bad reason lazmi tlash karty hain

                      agar hamy forex mai kam karty howe loss ho jy to hamy apne galti ko find out kar ky kam mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain is mai hamara koi boss nahi hain hamy kabe be is mai bager learning ky kam nahi karna chahey
                      • #12 Collapse

                        Re: Professnel trader loss k bad reason lazmi tlash karty hain

                        forex aik online business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain agar hum is mai kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy apne mistakes ko find kar ky in ko durust kar ky kam karna chahey pher he um kamyab ho saky gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Professnel trader loss k bad reason lazmi tlash karty hain

                          Bhai professional traders ki yehi nishaani hoti hai kay jab bhi loss mai hota hai to pehlay apni us trade ko analyse kerta hai or uss kay baad next trade open kerta hai.Yehi achay or senior trader ko kaamyab banay ka formula hai. New traders ko bhi chaiye kay apni trades ko zaroor baad mai daikha karey kay kaha ghalti hui hai or kaha pay correction ki zaroorat hai.iss tarah loss ki ratio kaafi kam hoti jaey gi
                          • #14 Collapse

                            Re: Professnel trader loss k bad reason lazmi tlash karty hain

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
                            Dears hum log trading karty hain to is m loss aur profit dono cheezy hoti hain profit pr Hum exited hoty hain aur loss pr thora worry o kr gai bat kr dety hain ni g
                            Professonel trader Jb b loss hota a to us k bad b Anylsis karty hain k ehsa q Huwa aur waja tlash karty hain ta k next time meri mistake repeat na o jay is liey apni Galti ko doond kr lazmi PINPOINT kary
                            Profit loss trading ka hissa hai. Actual main professional trader wo hotay hain jo loss ko kam or profit ko barhanay k lea he koshish kartay hain. Wo hamesha money management par pura dheyan detay hain isi lea unhain loss kam hota hai or ager ho bhi tu usay wo over come karnay key puri koshish kartay hain or yad rakhtay hain us ghalti ko or dobara na doranay key puri koshish kartay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Professnel trader loss k bad reason lazmi tlash karty hain

                              g han bai ye bat theek h k agr loss hota h to zaroor dakhna chaheay k loss q hoa h is me hmare kea gulte the k loss hua h ur ak professnel trader agr loss me chla jae to wo ye chez zaroor dakht h k loss q hua ur is se kesa bacha ja ja sakta h ur wo hmesha reason talash kr k bad me dubara trading krta h

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X