Dear Members!
Stop loss place karne ka aik faida to ye hai k hmara Account Wash hony se mehfoz rahta hai.Magr me ne daikha hai k Market akshar hmara stop loss hit kar k Wapis apni jaga pr aa jati hai.
Jesy k agr hm ne GBP/USD pr 1.28600 pr Sl rakha hai or market aik 1.28955 pr hai wo hmara stop loss hit kar k wapes apni price pr aa jati hai or phir Up jana shuru kar daiti hai yani 1.29200 tk jati hai jahan hm ne Take profit lgaya tha.
Mera sawal ye hai k Stop loss set karne ka kia faida hai jb hmen pta hota hai market ne Buy hi jana hai ya sell hi jana hai?
Thank you in Advance.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим