Forex mein learning kay baad kya karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein learning kay baad kya karain
    Forex trading aik business hai aur iss mein kamyabi hasil karna sub ka shauk hota hai mein aap sae yeh poochna chahta hoon kay kaisay hum learning kay baad earning ki taraf jayain aur humain learning kay baad kya karna chahyea aur hum kaisay iss mein earning kar saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex.mein kamyabi hasil karna her trader ka khawab hota hai lakin yeh kamyabi her kisi ko nahin milti iss kay lye bahut mehnat karni parti hai aur iss mein learning kay baad aap ko demo mein jana chahyea aur wahan per trading ki bahut zayada practice karain aur uss kay baad real trade mein ayain
    • #3 Collapse

      Dearfriend forex trading bihit moshkel kam hy agar as main ap nay learning kar ly hy to as k bad ap demo par oractes kar k chek kar lain k ap ki learning main koy kami to nahi rah gay agar ap ki trade kameyab ga rahi hain to apvreal trading shiri kar dain
      • #4 Collapse

        Forex ki learning kay bad ap koshish kray k experience zada say zada hasil kray. Tk ap ko confidence ho aur ap market mai zada best tareeqay say preform kray. Kyu k es say ap ka confidence bhe built ho gy aur ap ki earning bhe zada ho gy. Forex market mai learning aur experience kay bad ap trade kr sakty ho.
        • #5 Collapse

          Dear agar aap forex trading main learning kartay hain to aap ko pata hona chiay kay forex trading main aap ko kafi acha profit hasil ho sakta hai.
          Hamain chiay hota hai kay ham apnay annaylisi achay rakhain or long term trading kay baray main sochna chiay.
          Forex trading main senario change hotay dair nahi lagta . Raat ko Maloom hona chahiye Jab aap forex market me trading karte hain to aapko forex market ke baare mein study Karni chahiye aur learning karne chahiye only friend strategies ke upar aapko practice karte rehna chahiye demo account.
          Jathakam demo counter practice nahi karenge aap ne insta Forex ke bonus account se aap ko Apne instaforex ke real account ke upar achha income generate nahi ho sakta hai ya phir achha profit nahi ho sakta isliye aapko for extending Mein sabse Pehle learning karna Hogi.
          • #6 Collapse

            Dear Forex business me learning key bad expernice step ko complete karna chaye, traders trading ka practical training demo account me lety hey jes ka maqsad trading skills, trading expernice, strategies ki learning, trading planing ki learning aur trades key entry aur exit point ki identification ki learning par mushtamil hota hay.
            • #7 Collapse

              Dear ap nay bahut acha question kiya hay forex trading mein har trader chahta hay k kamyab ho aor forex mein har trader kamyab nai ho sakta q k forex mein ap ki choti si mistake ap ko big loss dy sakti hay is liye jab bhe ap learning k bad trading start karen mohtat ho k trading start karen tab hi kamyabi mumkin hay forex mein forex mein jis taraha leraning zarori hay usi taraha choukus rehna bhe bahut zarori hay forex market mein
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein learning kay baad kya karain

                forex mai hamy ache learning hasial karny ky bad market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use karty howe kam karna chahey pher he hum market mai run kar skay gy or acha profit hasial kar saky gy lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein learning kay baad kya karain

                  Jb bhe forex k barai mein learning krtaii haiin hmaiann ...aur dekhtaii hain k abb hum.ne bht sarai learn kr liaa haii is k barai meiin us k baad hmain chaiyaii direct tradiing na kraiinn blkaii humaiin chaiyaii k hum demO pr joo b learn kia hai uske practisee shuruu kr daiin usse yeh faida hOgaa hmaiinn.....jo bhe sekha hoga uska practical hOjai hga us k bd jb bhe real accnt se trading kraun gy kabhi bhe nuqsan nhe khain gyy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein learning kay baad kya karain

                    forex mai learning ky bad hamy high ly kar kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or ache earning haisal kar saky gy forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X