Fundemental analysis kaise karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundemental analysis kaise karain
    Aksar log yeh nahin jantay hain kay forex mein fundamental analysis kisay kehtay hain tou mein aap ko clear karta hoon kay aap news ki pridiction ko different sites per dekh rahay hotay hainjis mein uss ki previous value aur sath mein forecast di hoti hai woh uss kay fundamental analysis hotay hain jo kay hum khud nahin kartay balkay yeh experts kay miltay hain tou uss inn ki bhi technical analysis kay sath bari importance hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai aap nay theek kaha hai fundemental analysis woh honay hai jo humain trade lagani sae pahele chand cheezoun ka janana lazmii hota hai aur woh sub humain mukhtalif trading related sites sae mil jata hai aur unn ko dekh kar hum apni trade kay lye technical analysis kartay hain jis sae humari trade kamyab hoti hai
    • #3 Collapse

      Dear friend fundimental analyses k bary main ap knay achi gan kary di hy k hun as ko news main kasay dekhty hain aur as analesses ko kasay dekhtay hain aur hamen asay importanse bhi deny chahye
      • #4 Collapse

        Forex mai fundamental analysis news ki madad say ap kr sakty ho. News kay waqat market mai move bohat zada ati hai. Ap durast fundamental analysis kr kay market mai zada say zada earning hasil kr sakty ho. Es ki madad say ap market mai hegding bhe kr sakty ho aur apnay profit ko zada kr sakty ho.
        • #5 Collapse

          Dear aap ko pata hona chiay kay jab aap fundamental annaylisis kartay hain to aap ko chiay hota hai kay market main aap apnay annyalisis achay rakhain.
          Or fundamental annaylisis main aap ko economic calendar daikhna paray ga aap ko chiay hota hai kay forex trading main hamesha stop loss or take profit lagana ho ga.
          Hamain chiay kay fundamental annaylisis kay liay investing. Com ka application apnay mobile per install karain..or us kay bad ham economic calendar ko watch karain.
          Is tara say aap kay lain kay jab ham trading main apnay kam kartay rahain gay.
          To aap ko pata hona chiay kay market main cpi or intrest rate ki news pe apnay Insta forex bonus account say trading karain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Ap ki baat teek hai. Kafi sary logoon ko pata hi nai hai k fundamental analysis hai kiya cheez. Ye ap ne bahut hi zaberdast baat share ki hai. Jab hum news waghaira se jo apna andaza kain kerty hain. Us ko fundamental analysis kehty hain. Dosra aik technical analysis hota hai. In dono ko mila ker hi hum koi rai qaim kerty hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X