Loss hony k baad market say badla na lain .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hony k baad market say badla na lain .
    Aksar traders loss hony Kay baad market say apniy loss ko recover karny k liye bohot he ziada desperate aur jazbati ho jatay hain aur baghir analysis ka pehlay say b Bari lot size k sath trades open karne star kar daite hain . Iss trah karnay say shaid he kisi ko khabi faida hoa ho lakin ziada tar loss lazmi ho jata hai .
    Loss hony per jazbati b na hon aur ager ho b jain tu emotion ya jazbat k base per fazool trades kar k apna loss hargiz na Karin . Iss trah karnay say apny capital k loss k elawa kuch b hasil nai ho ga .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Asslam o alikam bhai jab hume lose ho jata hai tu hum markrt se badla nai le sakte hein jo ye sochte hein k hume lose hua hai ur hum market se badl lein gey tu wo mazeed lose hi krye hein is liye lose hota hai tu hume experience ur knowledge hasil krna chaiye analysis ur chart ko fallow krna chaiye
    • #3 Collapse

      bilkol dear loss forex ka hisa hay aor loss hony py jazbat ko qaboo mein rakhna chahiye jab hum jazbat mein koe trade open karty hain to basicaly hum apna loss kar rahy hoty hain q k jazbat mein kiya gya faisla pachtavy ka bais banta hay jazbat mein aa kar koe bhe trade nai leni chahiye q k agar forex sy hat kar bhe jazbat mein koe faisla karty hain to us mein ap ka nuksan hi hota hay aor forex to aek bahut hi risky business hay
      • #4 Collapse

        bahi ap ny ager is mai kamyab hona hy tu sab sy pehly is bat ko zehan mai rekh ker hi trade kry ky jo ap ny is mai invest kiya hy wo ap ka nahi hy balky loss mai chala giya hy tu ap bari hi asani ky stah profit bana sakty hy jo ap ki trade loss mai band hoi hy wo ap yi samjh ly ky loss mai jany wala paisa wapis nahi ay ga ap 2bara jo bi trade kery gy wo is liya mat lagana kyy wapsi kerwo ga market sy ap is liya lagao ky ap profit banao gy or is trade ka pechli trade sy koi taluk nahi hy ab jo ap ny trade lyni hy wo itne perfect ho ky wo ap ky target ko pora ker saky tu hi ap ik achy or kamyab trader ban sakty hy is market ko apny pechy mat chalana balky is ky trend ky pechy hi chalna.
        • #5 Collapse

          Yes of course Aap Ki Baat bilkul theek hai forex market Main Agar Hum a huge amount of losses ho Jate Hain to market se Hame Badla bilkul bhi nahi Lena chahiye Hame chahiye ke hum small Boliyan of lot size ke sath trading kar rahe apni instaforex ke bonus counter.
          Is tarike se Hame accha profit Hassan Hoga Aur Hum forex market Main Long term trading kar Sakenge Hame chahiye kitne instaforex bonus account per normal trading karte rahenge loss ho gaya hai to market Mein Jab Koi internet available outside execute kare.
          • #6 Collapse

            Aksar log jb trade mein loss hp jaey.demotivate ho jate hain.ap ko himat rkhni chahie.trading aisi chez he is mein hosla bpht zarori hota he.or market se kbhi bhi badla lene ki kohsish na kren
            • #7 Collapse

              Dear har business main humain profit k sath sath loss bhi hota hay isis tarha humain forex main bhi loss k sath sath profit bhi hota hay tou humain loss ko bhi accept karna cahiay na k hum mazid kisi kisam ki koi galti kar k apna mazid loss karain aur ho log aik hi bar main apna loss recover karne ki kosish karte hain wo mazid apna loss karte hain is liay soch samjh kar trade karain take save trade kar sakain
              • #8 Collapse

                Dear bilkul sahi kha ager ham ko loss hota hai to us main market ko bura ku khain ku ky jab ham ny trad lgai us waqat markeet ko anylize nhi kia to ye hmari khud ki waja sy loss hova
                loss hony ky bad kabi b jzbati na hon skoon sy markeet ko anylize kar ky new trade lgain
                • #9 Collapse

                  g m ne aksar tredr ko dekha hy k jb unhen loss face krna para hy tu wo un k liy loss ko afoud krna mushkil ho jata hy wo market sy apny loss ka bdla leny r apny loss ko cover krny k liy next Etni Bri lot lgaty hen k hmara loss cover ho Jay kbi luck sath dy tu loss cover ho b jata hy wrna account wash krwa k Beth jaty hen market sy bdla lety lety khud khali hath rhny sy Behtr hy loss ko afoud krna sekho apni emotion py qabo rakh k ta k export treadr bn k profit earn kr sako .
                  • #10 Collapse

                    Asal mein jab hamein loss hota hai to hum apna conference kho bethty hain. Aur jazbati ho jaty hain. Phir jaldbazi kerty hain. K hamara loss jald recover ho saky. Achi trah analyse kiye baghair trade laga dety hain. Jis ta nateeja ye hota hai k mazeed loss ker bethty hain.
                    • #11 Collapse

                      Akser aisa hota ha k jo new trader forex mein trading krty ha tu un ki kuch trads loss mein chali jati ha js se wo heart ho jaty ha aur wo wronge decisions laina shuru ho jaty ha js ka mtlb yehi hota ha jaisy wo market se badla laina chahty hn phr jb wo ghlt trade lagaty haen aur phr loss ka shikar hoty ha aisy mein wo apna account wash kr bethty ha
                      • #12 Collapse

                        Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai jis ham ko sabar sa kam krna chaya agr ham sabr sa kam nea lan ga tu ham ko lose he ho ga market sa ham badla nea la sakta han ya ak pagal pan hai jo hamara business ko bahut lose data hai us lya ham ko chaya ka lose hona pai jazbati na hon aur next acha sa tyari kr ka trade lagain
                        • #13 Collapse

                          bhai to kia profit hona k bad markit ko gift karay ga ???????????? hum is main apna farik time main kuch earn kerna aaya hain q k mara nai khyaal main koie aasa bunda is field main aata hay jis ko eik acha amount job sa milta hay who is field main aaya is liya rules per chalay profit ho he jaya ga
                          • #14 Collapse

                            Ager apko losse howa hai aur ap samjhty hai k market se badla lo ga te apki kum akli aur nakafi experience ke waja hai aik kamyaab trader kabhi bhi market se badla lene ke ni sochta balky double mehnat karta hai aur apna lose howa pesa recover karta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear jab ap ko loss ho jaye tu ap market ko smjho aur sekho tab he ap acha kam karo gy warna ap ko apni life ko set karne k kabil nhn ho gii forex aik behtreen business ki jaga hai bas ap ko mehnat k sath he kam karna ho ga aur waqt rehte apne faida hasil karna ho ga lehaza ap mehnat karo...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X