Forex main trade na karain high volatility main

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main trade na karain high volatility main
    Dear hamain forex trading main high volatility market main trade nahi karna chiay.
    Hamain chiay hota hai kay forex market main jab ham ne trade karna chiay.
    To less volatility main trade karain. H1 time frame main trading karni chiay or is kay ilwa apnay insta forex bonus account ko save rakhain next month bonus anay tak.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear mera khyal hai k high volatility men agar risk lya jaye to ek acha profit lya ja sakta hai. Lekin us men loss ka b utna he khatra hota hai. Loss ki surat men loss b bara ho sakta hai. Agar ap k pas capital zyada hai to high volatility men risk lena chahye
    • #3 Collapse

      humey less volatile market he trading karni chaiye kabi bhi high volatile market mei trading prefer na karain ye risky condition hoti ha
      koshish karni chaiye news ko read karain agar unsay faida hota ho lena chaiye otherwise bohat best ha volatile timing mei trade na ki jay
      kyun k market fast chal rahi hoti ha risk market mei bohat ziada hota ha
      • #4 Collapse

        Bohot ziada high volatility Mai b trading bohot ziada risky ho jate hain aur kafi dafa indicators confusing qisam k trading signal daite hain aur iss Tarah ke satuation Mai experienced traders k liye market ko understand karna mushkil ho jata hai . Iss liye behtar yeh hai k bohot ziada confusing kar daina wali market Mai trading ko avoid kiya jiye
        • #5 Collapse

          Ap ne sahi kaha hai k hamein kam votillity mein trade kerni chaye ta ager loss mein jaty hain to hamara account save rahy. Kuch log lalach ker dety hain bari lot laga dety hain. K ziyada munafa ho ga. Akser loss mein ja ker account block ker bethty hsin.
          • #6 Collapse

            Piary bhai apki baat theek hey humain avoide kerna chaey high voltality main trade lagany se. Dekhain market her waqt trade key favor main nhen hoti humain best time ka wait kerba chaey jeb bhi market hamary analysis key mutabiq ho teb trade lagani chaey.
            • #7 Collapse

              DJ Aap Ki Baat thik hai hame forex market Mein Hai volatility ke upar Apne instaforex bonus account mein trading nahi karni chahiye.
              Ingraham forex market Mein Apne instaforex bonus count ke open a volatile market me trading Karenge to Surat Mein Hame Roj amount of loss ho sakta hai.
              Agar Hum forex market Mein Apne instaforex troponin count cavour surviva Rehna Chahte Hain tum hamein small Boliyan of lot size Ki Kariye trading karna Hogi.
              Aur aap ko pata hona chahiye ki market mein.
              Different type of strategies hai aur Hume different type of strategies copa trade karna hota hai to Hame achche analysis karne chahiye uske baad Hame strategies ke upar trade karna chahiye.
              • #8 Collapse

                forex market wysy tu buhut hi unpredictable ha but traders ku chahye jub market buhut zyada volatile hu jai tu ic ka wait keryn ye trade kerny ka time nae hota ic man khayal rekhyn equity riskpay hoti ha ic waqt.
                • #9 Collapse

                  Bilkol hamen trade open karnay sy pehly h1 aor h4 ka patren zaror dekhna chahiye aor achi traha analysis kar k hi trade open karni chahiye high volatitly mein jab hum tradr open karen gy to loss bhe ho sakta hay...Ye aek acha point hay forex trading k liye
                  • #10 Collapse

                    forex market main bohat ziada tezi bhi hoti hay humay chahiye keh es tezi ko understand kar kay he achi trading karen tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es busiess main dil lga kar time dainy main he faida hota hay esmain khoob time bhi daina chahiye tab he safe reh sakty hay market main
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      forex trading rsiky bsuiness hai or jub ap high volatality main trading karty hain tu apko pahly he market risky main milti hai ap mazzed risk ko barha dety hain es liye low volume main trading karen ta k apko loss na ho es k liye ap lot size kam rakhen or short term main trading karen ta k apko profot ho loss na ho saky

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X