Multi tasking Ap ko trading m stress kr skty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Multi tasking Ap ko trading m stress kr skty hain
    AOA respected members hum aksar rozamara k hlat m boht busy hoty hain aur zair a un Ke tension b hoti a lekan try kary k Jb Ap ne trade lgani o to aur Koi task na Kr rhy hoo q k is se Ap stress m kbi b true decession ni kr skty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course Forex trading Mein multitasking Hamari instaforex bonus account ke upar trading Karate Hamare mind mistress open kar sakta hai.
    Hame chahiye ki single currency pairs ke upar analysis Kare aur uske baad trading Kare different currency pairs ke upar analysis Jab Hum Karenge or multi indicators used Karenge toh Hame wrong decision hoga.. Hame chahiye ke hum single currency pairs ke upar single strategy use kare is tarike se Hame accha analysis Hoga aur Hame accha result milega.
    • #3 Collapse

      trade kartay huway humay koshish karni chaiye tab trade karain jab perfect trade mili ho aur saath mei apni koi zyada masroofiyat na rakhain koi special task na ho jahan aap bohat zyada busy ho aur aap apni lagai huwi trade ko review b na kar sako
      yun kay jo bhi aap trade kro uss ko time to tiem dekho bhi zaroora takay baad mei aap stress na ho
      • #4 Collapse

        agar hamara forex mai kam karny ka knowledge or experience bohat acha hain to hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or muti tasking trade kar ky stress hasial kar sakty hain forex aik acha or kabe be band na hony wala business hain yai kabe be band na hony wala business hain hu isy apna professional career be bana sakty hain
        • #5 Collapse

          agar hum forex trading main stress main reh kar trading karen gay to humari trading theak nahi ho sakti humay chahiye keh fresh mind kay sath kam karen kyun keh fresh mind kay sath kam karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main khoob mehnat karni chhaiyy
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            forex trading aik risky business hai or hmain apni tading main yah try karni chahye k hum otna he risk ko rakhen jitn ahum afford kar skty hain es liye yah sochna chahye k hmain market main risk jo hona hai wo face kar len laken hum apni traf se koi bhi galti na karen es liye loss ki bar wajah yah bhi hoti hai k ap trading bhi boht se kamon k stah karny lag jaty hain tab ap galti kar jaty hain

            اب آن لائن

            Working...
            X