Agr loss se learn kr rhy hain to it is better
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agr loss se learn kr rhy hain to it is better
    Brothers hum jb b trading karty hain to lazmi ni k hr time Ap ko profit he o aksar loss b hota a aur agr Ap loss se learn kr rhy hain to it is better humy Jb b loss o reason ko lazmi search kary k kis waja se loss huwa a aur phir us ke study kary
    Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    agar loss k upar koi action nahe eya jay ga tou loss pe mazeed loss hoga aur next loss bhi zyada hoga humey loss se learn karna chaiye aur loss se learn karnay ka matlab hota hay hum apnay loss pe control kar len gay zahir hay hum mistakes ko rok den gay
    loss se na seehna its mean hum better nahe jarahay hum further loss he karain gay
    • #3 Collapse

      gee brother main aap ki baat say agree kerta hu kay ager aap ko loss hota hay or uss loss say aap seekhtay hain aap uss say kuch na kuch learn kertay hain to uss say zyaada faiday mand aap kay liye kuch bhi nahin hay woh loss aap kay liye profit say zyaada important hay
      • #4 Collapse

        Han g dost market main hume eik dafa profit ho jaye tu zahrori nai hai key hume dobhra profit ho is liye hune trading k bhre main experience ur knowledge hasil kr lena chaiye demo account hamre liye acha hai hume is main daily practice krni chaiye lerning be hume lazmi krni chaiye
        • #5 Collapse

          Dear Mujhe Toh Maloom Hai Ke Forex trading nahi maximum losses Hame forex market Mein lot size increase karne ki wajah se hote hain Humara lot size Itna Jyada increaser Jata Hai Hame Apne insta Forex Kehlata Hai.
          Hame Apne insta Forex bonus account ke upar OC hai Sabse risk level increase ho jata hai aur Hame accha profit harsal nahi ho sakta.
          Hame chahiye kya naam forex market Main Long term trading Kare aur apne analysis bilkul Acche Lagte forex market Mein trending market me trading Kiya kare.
          Hame Pata hona chahiye Ke Jab Tak Hum Hai loss nahi hoga forex market Mein tab tak Hum forex market case structure ko Lene nahi kar sakte.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
            Brothers hum jb b trading karty hain to lazmi ni k hr time Ap ko profit he o aksar loss b hota a aur agr Ap loss se learn kr rhy hain to it is better humy Jb b loss o reason ko lazmi search kary k kis waja se loss huwa a aur phir us ke study kary
            Thanks
            Assalamu alaikum bhai jaan mai Aapke Paas Hai bilkul agree Karta Hoon Agar Hum Apne loss ko Samne Rakh kar kuch knowledge Hasil karna toh Ho Hame next time loss nahi hoga asia karny sy hum aik fin kamyaab trader bann jaeen gy
            • #7 Collapse

              Dear friend agar hum trading main loss kar rahy hain aur as say hamary learning ho rahi hy as say hum kuch sekh rahy hy to yeh hamary leye bahter hi hy qu k hum as say kuch sekh rahy hain
              • #8 Collapse

                jab hum forex mai kabe galat kam kar dy to hamy loss ho jata hain or hamare mahnet zaya ho jate hain or jab hum next time apne galtiyo py gur karty howe kam karty hain to hum kamyab ho jate hain yane hum apne galtiyo sy learn kar sakty hain forex aik acha or online business hain hum is mai learning ky sat sat earning be kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  agar humay market main loss ho raha hay to humay daikhna chahiye khe konsi galtia kar rahy hay aur humay apni galtio ko theak karna chahiye kyun keh apni galito ko theak kar kay he hum market main achi earning kar sakty hay aur humay esmain khoob time bhi daina chahiye tab he safe reh sakty hay es business main
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    forex trading maian loss hona aik ayakini amal hai or sahi factor yah hota hai k loss se leran kiya jay or apni galtiun ko sodhara jay q k jub loss hota hai os ko khud he pta lag jata hai k hmari ability main kis chez ki kami hai aghr tu trador loss se learn kar rahy hain tu boht achi bat hai aghr nahi kar rahy hain tu un ko apny loss se sikhna chahye q k galtian he insan ko sikhati hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X