Forex market main strength of indicator say zaroor help lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market main strength of indicator say zaroor help lain
    Dear aap ko forex market main agar indicators kay uper trading karna hai to aap ko market ki strength kay sat sat indicators ki strength per zaroor tawujo daini ho gi.
    Indicator jab jaisay stochastic indicator positive momentum agar pakr laita hai to.
    Hamain forex market main acha entry step milta hai.agar indicator support area per apna bearish momentum loose karay to buy entry hota hai..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai aap nay achi information dee hay main bhi aap ki baat say ittifaaq kerta huu kay hammain indicators ki strength per bhi ghor kerna chhaiye dehaan say unn ko bhi dekhna chahiye jesay kay stochastic indicator ho gya ager yeh resistance zone main buying momentum tor deta hay toh aaap ko sell entry ka signal mill jaata hay.
    • #3 Collapse

      G han dear ap ne theek kaha hai indicators ko b market k sth sath update rakhna parta hai or uski settings or system ko market k lehaz se set krna chaye. Wesy to dear me indicators use nai krti hun q k inke ziada tar signals fake b hoty hain.mery khyal se Price action or big time frame me trading se ziada faida hota hai or strong signal milty hain jo aik Indicator b nai day sakty hain.
      • #4 Collapse

        humey strength ko zaroor dehna chiaye indicator se humey yahi help milti ha humay acha guess hojata hay idea hojata hay but humey kabhi bhi perfect entry just indictaor se nahe mil sakti humey aik best idea ki had tak indicaor ko use karna chaiye
        beshak strength ho ya jasya aap ney bataya hay kay stochastic ho humey sure nahe hona chaiye support and resistance area major hotay hain
        • #5 Collapse

          No doubt k indicator say help li ja sakti ha laikin trader ku chaye k indicator say sirf hint lay na k market man indicator ku hi trade ki base bana lay. indicator hundered percent kaam nae kerty forex man.
          • #6 Collapse

            Dear trading main success hasil krne k liye hume jo ho sakta hai wo krna chaiye indicotor se hume help milti hai analysis market k chart news demo account hume sab py nazar rakhni chaiye agr trading se frak ho tu demo account main practice krein eik strengths banaye ur os k mutabiq kam krein
            • #7 Collapse

              forex mai indicators hamy market mai enter hony mai madad dety hain lakin hamy 100% itbar nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain kamyab hony ky liye zarore hain ky hum apny seniors sy help ly kar kam kary forex aik acha or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
                Dear aap ko forex market main agar indicators kay uper trading karna hai to aap ko market ki strength kay sat sat indicators ki strength per zaroor tawujo daini ho gi.
                Indicator jab jaisay stochastic indicator positive momentum agar pakr laita hai to.
                Hamain forex market main acha entry step milta hai.agar indicator support area per apna bearish momentum loose karay to buy entry hota hai..
                indicators trading mein bahut HealthKart hair traders ko chahiye ke trading karte huye indicators is not connecting to DB indicators for 100% right now Sanjay is a bit address to loss of sakta hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  agar hum indicators ko theak say sett kar kay use karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay humay chahiye keh es business main khoob time dain kyun keh time dai kar trade karnay say he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain mehnat karni chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market main strength of indicator say zaroor help lain

                    humay signals kay chakar main nahi parna chahiye balkeh khud forex trading ko achi trha seekhna chahiye kyun keh seekh kar agar hum trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen hoti hay es business main khoob time daina chahiye aur seekhna chahiye tb he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market main strength of indicator say zaroor help lain

                      forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international or legal business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market main strength of indicator say zaroor help lain

                        forex mai indicators ke bohat ahmeyat hain hamy inhy use kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik legal business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X