Money withdraw...!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    dear agr withdraw karna hai tw ap insta forex ki site per ja kar easily apna profit withdraw kar sakte hai is mai apk pax kafi option hote hai us mai ap koi b payment method jis mai apko interest ho usay select kar k withdraw karwa sakte hai payment humay 24 hours mai humare online bank acount mai send kardi jati hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Dear money withdraw kerwane k bohat se method hai , first tou aap ko money withdraw kerwane k leye apna account verify kerwana ho ga, or us k baad aap instaforex k clinet cabinet mein jaye waha withdrawal ka option majood ho ga waha se aap money withdraw kisi b method se kerwa sakte hai.
      • #123 Collapse

        aap ko withdraw karana hai to us ke lye aap ke pas payza ya skrill ka account hona chahiye us se aap withdraw kar sakte hain or aap ki transaction bhi fast ho jayen gi un methods se yeh bohat simple hai transactions easily ho jati hain .
        • #124 Collapse

          patience is a bless n we get blesses with a huge big reward that we cant imagine patience is the keay to succeess so we should never let it go out of our hands and keep patience
          • #125 Collapse

            Earnings aap ager aik dollar ki bhi ho aap withdraw ker suktay hain lakin kum earnings faida mand nahain hoti is aap ko bhi faida nahain hota aor na koi trading ko faida hota hy ger aap ye reinvest ker dain to dono ko faida hy lakin ager aap nay withdraw kerna hy to aap kisi method ko use ker suktay hain.
            • #126 Collapse

              money with draw krnaya k diffrent mehtods hain, jinmay se sb se acha method ye hai k agr apka insta ka account verified hai to aap aik skrill ka account bnao r apnay skrill account se paisay withdraw kratay rho, iskay lie apko withdraw k option mai ja k skrill select kr k details dalni hongi r bs
              • #127 Collapse

                G janab forex mai money withdraw ky liyay ap ko aik sense dhykna hoti hy ky ap trade kysy kr skty ho or forex mai ap ko knowledge or experience ho tu ap ko bht kuch hasil kr skty ho yaha.
                • #128 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan16 پيغام ديکھيے
                  ammmmm am sorry muje is barey me koi knowlegde nahi hai q k me b new hun or mene abhi tak withraw nahi kar waya hai is lie i don,t now.
                  instaforex aap ko buht sa payment system deta ahi jis k zarya sa aap ksii ko bhi use krtybhowe aap apny proiftko withdraw krwa sakty hob
                  siwaye ik do tarekynhain jin ko aap use nhi kr sakty ho masla aap wire transfer ko use nhi kr sakty or iss k sath aap Introduer broker ko bhi use nhi kr sakty
                  • #129 Collapse

                    Dear aap apna insta ka account login kr ky withdraw me jaye agr aap ko wha pr apka profit without bonus show ho rha to aap apna wo wala profit kisi bhi payment system me withdraw krwa kty hain . me to skrill use krta hon aap bhi skrill me account bna lyn ye best hai.
                    • #130 Collapse

                      My dear friend i think ka forex trading ma proift banana ka bad ap apni earnign skrill sa withdraw kerwa skta han.............................
                      • #131 Collapse

                        g bilkul sahe acha question kya hy bohat sy logo ko es sy faida hasil hoga men new hon mujhy eska pkka pta to nai hy lekn mera khayl ky k aap ko withdraw kay ley bank account dena hoga or aap ko aap ki earnings aap ka bank account sy mil jay gi..///
                        • #132 Collapse

                          Money withdrawal krney key buhat sey methods hain aur aap un main kisi bhi bhi choose kr saktey hain. Agar aap key city main koi agent hy to woh aap ko money withdraw karwa dey ga aur jo commission us ka banta hy woh ley ga. Is key elawa online transfer bhi ho jati hy aur money aap key account main transfer kr di jati hy.
                          • #133 Collapse

                            Forex trading mai jub humain jo profit hota hy usko hum withdraw kerty hy jis ko hum skrill mai withdraw kerty hy uder sai hum is ko money exchanger ke sath exchange ker laity hy
                            • #134 Collapse

                              trader ku apni earning withdraw krnay k liye kafi moods of payment offer kiye jatay hain jis man skrill, perfect money, instaforex ka debit card hai or ubl bank account k through bhi withdraw hotay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                jab hum trade karty hain to humai nis main hard work kar kay kam karna hoo gajis sayy humain withdraw karna hota hay humain hard work kar kkay market main kam karna ho ga ta kay loss km ho
                                "The mind is everything, What you think you become"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X