Forex main paid indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main paid indicators
    Dear agar aap forex trading main Annaylisis nahi kar saktay or aap kay pass itna time nahi hai.
    Kay market main aap trading kar sakin.
    Aap ko chiay kay aap apnay insta forex bonus account per aik paid indicator purchase kar lain.
    Aap ko pata hona chiay jab aap ye indicators use karain gay paid walay to aap k apnay insta forex bonus account per jab kabhi trade opportunity milay to aap zaroor avail karain. Aap ko kafi acha profit hasil ho sakta hai.
    Long term kay liay aap trading main paid indicators ki waja say success full ho saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aapke baat to kissi had tak darust hai but main smajhta hoon k hamen indicators ko use nhi krna chahiye q k indicators se hamari aksar trades loose ho jati hain
    Hamen chahiye k ham khud se market ko analyse krne ki koshish kren jab ham khud se market ko analys krne ki koshish kren ge to ham kafi had tak market men kamyab rhen ge isliye hamen koshish krni hai k ham ziada mehnat kr k apna experience banen aur indicators pe depends na kren
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
      Dear agar aap forex trading main Annaylisis nahi kar saktay or aap kay pass itna time nahi hai.
      Kay market main aap trading kar sakin.
      Aap ko chiay kay aap apnay insta forex bonus account per aik paid indicator purchase kar lain.
      Aap ko pata hona chiay jab aap ye indicators use karain gay paid walay to aap k apnay insta forex bonus account per jab kabhi trade opportunity milay to aap zaroor avail karain. Aap ko kafi acha profit hasil ho sakta hai.
      Long term kay liay aap trading main paid indicators ki waja say success full ho saktay hain.
      Salam bhai jan mai apko btana chahta hun k paid signals aur inficators b aksar galat nikal aaty hain isliye apko un par blind trust nahi karna chahy kuch apny sy b mehnat lazmi karien
      • #4 Collapse

        forex mien paid indicators bee milty hien es le hamain es mein aa ker ye kerna hota hai k hum her bar indicators ko use karian ager hum achy trader ban na chahty hien to hamain yahan per yeh kam bee kerny k sath sath demo account use kerna hota hai.
        • #5 Collapse

          paid indicator k baray mei mujhay koi khaas knowledge nahe ha hum paid kyun len gay builtin achay indicators software mei majood hain
          hum unhi ka use kark apni trading ko acha kar saktey hain jo basic kaam ha indicator ka wo humey mil sakta ha
          humey indicator ki samajh ajay tou RSI Moving average bullinger band he kaafi hain
          • #6 Collapse

            bhai jan dekho ham us pe bilive nhe kar sakte q waha hamra balinc save nhe hota to ham ko chaye ke ham sirf aor sirf khud pe bharosa kar sakte hen na ke kisi aor pe
            • #7 Collapse

              Dear aap ko pata hona chahiye kyu forex market Mein kaafi Sare paid indicators hote hain aapko Agar forex market me trading nahi aati Jis Tarah aapne bataya hai kya kar Hame trending nahi aati to Hame Chahiye Hota Hai kyamat Nahi instaforex bonus account ke upar paid indicator use kare.
              Aap ko pata hona chahiye ki forex market Mein Jab aap Bade indicator used Karenge to aap ko Apne insta Forex ke bonus account ke upar long term profit hoga aapko Chahiye Hota Hai Ki forex market main page indicator available.
              Hame chahiye kya Hum strong analysis Kare Apne instaforex bonus account ke upar Hame Chahiye Hota Hai ke market Mein Hame strong indicators use karne chahiye Taki Hame accha 1 Million Dollar Smile.
              • #8 Collapse

                ap sab logo ki apni apni raye hy kisi ko paid indicator pasand hy aur koi use nahe karna chahta marzi sab ki apni hy liken mein ye samajta huo k paid indicators ka faida ziyada hy agar os ki value nahi hoti tu wo kabi paid nahe hota aur agar apka market experience bohut hy tu per apko os py pese zaya karne ki zarorat nahe hy
                • #9 Collapse

                  Dear ap ki bat theak hay indicators hamari bahut help karty hain forex trading mein paid indicators hamen hamen apply karnay chahiyen apnay bounus account py is sy hum acha profit gain kar sakty hain aor is sy hamen experience bhe ho ga indicator k milny py hum apnay analysis kar sakty hain laikin tab hi aesa karna chahiye jab ap k pass experience na ho experience agar ap k pass hay to paid indicators use kiye baghair bhe achi trading kar sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    forex mai paid indicators hamy market mai enter hony mai madad dety hain lakin hamy 100% in per itbar nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy ache earning hasial kar ky market ky rule sko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X