Hamen kissi ka EA use nhi krna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamen kissi ka EA use nhi krna chahiye
    Now a days kafi log trading k liye apne EA socuso media k zareye sell krne k adds poat krte hain aur bahot se log un logon se EA le kr trading bhi kr rhe hain but unko faiday k bajay loss hi hota hai
    Hamen bhi chahiye k ham bhi apni stargty se apna EA banaen hamen kissi aur ka EA use nhi krna chahiye
    Mere khayl men to hamare liye manually trading krna nehtar hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bilkul mai ap ki bat sy mukaml itefaq kerta hun waqi hmy kise bi ea ko use nahi kerna chaiya ager ap ny ik acah trader bana hy tu lazmi ap ko is bat ko yaqeni banan ho ga ky ap khud sy trade kery tabhi theek rahy ga asal mai ea mai bahut maisla hoty hy yi jo bi log isy bech rahy hoty hy un ko chahiya ky wo khud hi is sy paisy bananty rahy agr ap wesy in sy kabi free mai koi trade pocho tu wo nahi batay hy ap ko tu ea ap ko sahi wala kaisy dy gy.
    • #3 Collapse

      Dear Agar aapko Forex trading market me trading karna nahi aati to aap Kisi expert advisor Ka Yeh use kar sakte hain aap ko pata hona chahiye ki market main expert advisor and jisse aap automated trading report kehte hain.
      Automatically aapke instaforex ke bonus account ke upar trading Karta Rahega aur aapko profit generate Hota Rahega apni instaforex ke bonus account se.
      Hame chahiye ke hum support or resistance areas ke nazdeek se apne instaforex ke bonus count ke upar trading Kare aur Market Mein acche tarike se analysis Kiya kare.
      Jab Main Market Mein accha profit Hasil ho sakta hai To Hum Apni instaforex ke bonus account ke Agar accha experience Hasil kar sakte hain Hame chahiye kya Hum forex market me trading karte waqt long term ke liye trading Kare aur Market machi analysis Kiya kare.
      Hame Khud Se Forex trading ke baare mein study Karni chahiye aur expert advisor istemal karne se pahle market conditions zaroor dekhna.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
        Now a days kafi log trading k liye apne EA socuso media k zareye sell krne k adds poat krte hain aur bahot se log un logon se EA le kr trading bhi kr rhe hain but unko faiday k bajay loss hi hota hai
        Hamen bhi chahiye k ham bhi apni stargty se apna EA banaen hamen kissi aur ka EA use nhi krna chahiye
        Mere khayl men to hamare liye manually trading krna nehtar hota hai
        bohat sey log sale kar rahay hain apnay EA khaas kar british traders ap dekho gay onho ney social media pe adds diye hotay aap ki personal efforts ap ki apni mehnat se jo kuch khaasil ho sakta ha wo kisi k bhi signals ya kisi k bhi EA ko use karnay ka ap ko koi faida nahe sab se powerful cheez ap ki personal skills hoti hain
        • #5 Collapse

          jee sir hamain forex mien aa ker khud per bharosa kerna chahye or ager jab hum kesi mushkil mien hion or kesi cheez ki bee samjh na aye to hum apny senoirs say concern ker sakty hien or un ki rayee be lay sakty hien
          • #6 Collapse

            agar hum forex mai kese ka ea use kary y to hamy loss ho ga or is mai market ka koi qasur nahi hota is liye hamy is chez ko avoid karna chahey hamy apne trade kud karne chahey pher he hum kamyab ho ky market market mai run kar saky gy or ache earning haisal kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik acha or online business hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              EA use krna b thek hai mgr koi acha EA ho to faida hai nhi to es main loss ziada ho skta hai.robot trading to wo log krty hain jin k pass apni skills na hon.mgr hmain to chye k hm apni skills ko improve krain or khud es business ko krain.demo account se hm sekh skty hain k kb or kaha invest krna hai real main or kitni dair tk trade krni hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X