ju apni galtio ko man kar chalta hai forex main success ho jata hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ju apni galtio ko man kar chalta hai forex main success ho jata hai.
    dear traders forex main galti tu har admi say hoti hai magar ju apni galti ko man kar usko thek kar laita hai wo hi ess main success ho pata hai aur ju galti na many aur kahy k markeet wrong move hoi hai tu wo galt rasty par hota hai kyon k ye big markeet hai es ka kisi k pas bhe 100 % knowlege nahe hota ess leay galti man kar chalny wala he asal admi hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ap jab trading main mistakes karty hain phir us par agree kiya karain jab ap apni mistake ko man kar us say learn karti ho aur us ko correct karny ki try karty ho to ap kay knowledge main izafa hota hai is tara ap next us mistake say avoid karty ho is liye jab koe mistake ho us par inkar na karain balky us par agree kar kay us ko correct karnay ki koshish karain.
    • #3 Collapse

      New HD of course of keyboard bilkul theek hai jo trader Apne mistakes ko accept karta hai aur apni mistakes ke hisab se apne trading plan karta hai.
      To aap ko Maloom hona chahiye ki Wohi trader forex market Mein successful hota hai apne instaforex bonus account ke upar trading karte huye.
      Hame chahiye Ke Jab Ham forex market me trading Kare Toh Hame Apne dil se bache Ke Rakhna chahiye aur Market Main Long term trading Karni chahiye Apne instaforex ki bonus account ke upar.
      Hot successful trader wahi hota hai jo Apne instaforex bonus account mein planning Kare on market me trading karthe Waqt small volume of lot size use kare.
      Hame apni trading mistake Se Juda Na karna chahiye.
      • #4 Collapse

        Humey apni ghaltion ko dekhna chaiye jo b mistakes hon unko improve kar lena behteri ki taraf jaana hota ha agar ap ko loss hojay trading mei tou ye dekhna zaroori ha loss ki wajuhat kya thi agar ap ne ye aboor haasil keya ap ko faida ye hota ha ap again wohi mistakes ko repeat nai karogay apni trading mei aur success ki taraf jaogay esliye apni ghaltiyon pe control karna kaamyabi ha
        TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
        Please visit my trading journal from here
        • #5 Collapse

          brother wo kehty hy na ki shesawar hi girty hy maidan jang mai tu ager ap sy forex mai bi mistake hoi hy jis ki waja sy ap ky account ka masla bana hy tu ghabrany ki koi bat nahi hy ager ap apni mistake sy sekhty hy tu phr ap ka ik time ay aga jis mai ap ko lazmi faida higa bas apni galtiyo sy lazmi kuch na kuch sekh or 2bara un ki mat dohray.
          • #6 Collapse

            Dear aap bikal kaha rahay hain k aap kohi be bussniss start karan kohi be kam karan us main admi sa galti tu hoti hay lakan kamyab bussniss man wo hay jo apni faltion sa sekha aur next time us galti sa bacha aur jab aap ko pata chal jahay k aap sa galti ho gahi hay aap us time he u turn la lana aur apni galti ko darust kar lana same issi tarha instaforex trading main galti hona aam se baat hay lakan apni galti maan kar galti ko darust karna bari baat hay
            • #7 Collapse

              Dear forex mein bhe aor dunia ka koe bhe pehloo hay agar ap ko apni mistake ko accept kar lety hain to ap ki kamyabi yaqeeni hay mera yehi kheyal hay k forex mein hamen koe bhe mistake ko ignore nai karna chahiye mistake ko ignore karna forex mein main samjhta hon sab bara loss hay hamara apni ghalti ka jab hamen ehsas ho jaye to ham kamyab ho sakty hain aor kamyabi k liye apni mistake ko note karna hamary liye bahut zarori hay
              • #8 Collapse

                ghalti har insaan se he hoti ha magar ye forex ha shuru mei har trader se apni trading mei ghalti hojati ha sometime analysis mei koi kami kabhi strategy ki fully testing bagair trading mei laga dena ye surat bhi loss ka sabab banti ha asay traders ko chaiye k wo wo success k liye apni ghaltiyan theek karain
                • #9 Collapse

                  bhut he achi bat ki hai ap nay k forex mein aa ker jo bee apni mistakes say seekhta hai or un ko man leta hai wo to her bar next time success hasil ker lay ga or ager wo es mien aa ker yeh na kerta hai to us ko her bar es mien loss ka samna kerna par sakta hai or her bar wo loss per loss he kary ga.
                  • #10 Collapse

                    trading main galtian to sb se hoti rehti hain mgr es business main kamyab wohi hai jo es business ko dil lga k kre.demo account main agr hm phle sekh lain to kafi had tk achi earning kr skty hain.wese to main b bht galtian krta hu mgr sekhta b hu es business se or sath sath real account main b main trade kr k earning kr rha hu.
                    • #11 Collapse

                      g han bhai jan ap ne sahi kaha he jo khud galti karta he wo khud ko sanbhal bhi jata he lekin bhai hamen chahye ke ham agar dhiyaan se kam karen to ham ko galti ka koi name hi nhe de sakta
                      • #12 Collapse

                        agar hamy forex mai loss ho gey to hum koi galte kar rahy hoty hain jis ke waja sy hamy loss hota hain or jab hum next time apen galtiyo py gur karty howe kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain yane jo log forex mai apne galtiyo ko man ky calty hain wo loss sy bach jaty hian ro market sy ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura karty hain
                        • #13 Collapse

                          yes dear is baat main koi shak nai hay k hamain kisi bhi business main apnay apko improve karnay k liye apni mistakes ko accept karna he chaye aisa karnay say hamair koi izat kam nai ho jati hay haan magar hamara experience bahut increase ho jata hay aur hamaray success k chances bahut ziada barrh jatay hain aur hamain forex main earning hoti hay.
                          • #14 Collapse

                            G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum forex ma apni galtiyon ko man kar chaly gay toh hi hum success ban sakhty han is lea humy chaya k hum apni galti ko many or acha success bany is lea humy chaya k hum pahly demo account par practic kary or phr forex ko join kary
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ju apni galtio ko man kar chalta hai forex main success ho jata hai.

                              forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin jab hum next time apne galtiyo py gur karty howe kam karty hain o hum kamyab ho jaty hain or acha bonus earn kar lety hain hum apne gatiyo sy learning hasial kar sakty hain hum is maiapne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X