kya hamne loss se kuch seekha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya hamne loss se kuch seekha
    dear ap ko pata hai hame trade har kuch na kuch seekhati hai chahe profit wali ho ya loss wali ho lekin hamare zehan me sirf ye hai k loss wali traade hi seekhati hai har movemnet ap ko kuch seekhata hai ap jab b chart kholte hai to ap ko zaror sawal karna chahye apne ap se market yahan tak kese aae aisa kya tha trend strong tha weak tha stong tha to market ki movemnet kya thi weak tha tab kya tha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mene ye observe keya ha ap chahay loss mei trade close kro ya profit mei dono conditions mei seekhna chaiye note kar lena chaiye agar profit huwa kis planning pe faida howa ha same like dekhna ye dekhna chaye k loss jo howa konsi reasons thi jo loss howa
    loss ko control krna loss ki mistakes dekh lena big learning lesson k brabar ha
    • #3 Collapse

      dear jo log is forex mmai learning nahi chorty hy un ko lazmi kuch na kuch milta rehta hy jis sy wo log lazmi knowledge hasil kerty hy or us ko use ker ky mazeed achi trade lagaty hy or profit hasil kerty hy ager ap ny bi sirf loss ko hi bura samjha howa hy or yi sochty hy ky hm loss ker ky hi kuch sekh sakty hy tu mai samjhta hun ky galt hy ager ap ny kuch hasil kerna hy tu ik dafa loss ki jo mistake hoti hy wo 2bara nahi kerni chahiy.
      • #4 Collapse

        Kisi bhi trade kay end pay 2 conditions hoti hain loss ya profit lekin basic chez hmary lesson ki hoti hai yani ham nay jo profit ya loss kiya hai us say kia learn kia agar profit kia to us sy kia seekha aur agar loss to kis mistake say loss hua hamain phir us ko analyse karna chahiye taky ham next uschez say avoid kar sakain trading main har 1 step par learning hoti hai bas ap ko focus rakhna hota hai is liye jo bhi ho us se lesson hasil karain.
        • #5 Collapse

          Agar aap ko pata hona chahiye ke market Mein Jab Kabhi Hame log Aise hote hain to aapko Pata hona chahiye ki hum market Mein Apne long Cisco bardast kar sakte hain lekin Hume market Main Apne se kuch na kuch.
          Hame Chahiye Hota Hai ke aap apni mistakes ke baare kuch na kuch learning Hasil kare.
          Hamain chiay kay ham apnay losses recovery karnay chiay apnay insta forex bonus account per. Or us kay bad hamain chiay hota hai kay long term trading karain.
          • #6 Collapse

            jab hum forex mai kam karty howe koi galte karty hain to hamy loss ho jata hain or is mai market ka koi qasur nahi hota or jab hum next time apne galtiyo py gur karty howe kam karty hain to hum kamyab ho jate hain yane hum apne galtiyo sy be learn hasial kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai learning ky sat earning be kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: kya hamne loss se kuch seekha

              forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin hamy loss ky bad zada thence nahi hona chahey balky next time apne galtiyo py gur karty howe kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik online or real business hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: kya hamne loss se kuch seekha

                G bilkul loss se hamein pata chalta hai k ham nay apni trade mai kia mistakes ki hai aor in ko kesay apni trading mai next time nae honay daina insaan ko jab thokar lagti hai to woh thakar bnta hai aor yeah hmara almiya hai k ham thokar khanay k bad hi seekhtay hain
                Agar ap Kay pas best forex knowledge and experience hoto ap loss se bach saktay hain loss honay k bad hamein apni mistakes ko theek krnay k lye apni trading strategy mai improvement laani chaye aor stop
                loss k bghair kbi b trade nae lgani chaye

                اب آن لائن

                Working...
                X