Jaiza: weekend market analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: weekend market analysis
    daily market ko ham zeyda achy tareeqy se analysis nahi kar sakty, traders ko chaye key agar wo weekly market ki analyzing karen gey aur trades ka period be weekly target ka raken gey to mery khayal me zeyda profit key sath sath un ki trading performance me be behtri aye gi, weekly market news aur expert traders ki analyzing reports hamary ley bahot hi zeyda helpful ho sakty hey, hamy trading ki strategies aur planing expert aur professional traders ki tarha hi rakni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    daily market ko ham zeyda achy tareeqy se analysis nahi kar sakty, traders ko chaye key agar wo weekly market ki analyzing karen gey aur trades ka period be weekly target ka raken gey to mery khayal me zeyda profit key sath sath un ki trading performance me be behtri aye gi, weekly market news aur expert traders ki analyzing reports hamary ley bahot hi zeyda helpful ho sakty hey, hamy trading ki strategies aur planing expert aur professional traders ki tarha hi rakni chaye.
    Well Brother aap ne kafi idea dia hai hamen apni trades ko weekly analysis pe depends krna bahot hi acha hai
    Jab ham weekly analysis kren ge tab hamen bahot hi achay results millen ge so hamen kissi bhi trade ko open krne k liye uske weekly chart pe analysis krna bahot zaruri hai jab hamen weekly chart men confirmation mill jati hai tab ham bahot hi achi trading kr lete hain so hamen weekly analysis bahot behtar hote hain
    • #3 Collapse

      Asslam o alikam bhai analysis ko hume fallow krna chaiye daily agr ap ko week k analysis ko fallow krna ha tu jab market do din bad ho jati hai tu hume analysis ko fallow krna chaiye wo sab se best time hota hai analysis ko dekhne ka koi k hum trading ni kr rhy hote analysis ko achi tra fallow kr sakte hein
      • #4 Collapse

        han bro market main do din rest hoti hai sunday ko hum bilkal free hote hein ur wo boring day hota hai hume moqa milta hai k hum market k bhre main experince hasil krein tu hume week k analysis ko fallow kr lena chaiye taqy jab monday ko market open ho tu hamre paas trading ka knowledge hona chaiye
        • #5 Collapse

          dear ager tu hm log yi chaty hy ky jab market open ho jay tu us ky bad jab trade kery tu hmy ik achi entry mily or hmy bar bar logo y bi pochna na pery tu us ky liya zarori hy ky hm logo weeknd mai market ko achi terha analysis ker ly taky hmy market ky trend ki or phr trade lagany ky liya entry point ka achi terha sy pata chal jay.
          • #6 Collapse

            Daily market analysis aur regular trades kay sath sath hamain weekly analysis bhi karny chahiye yani hamain chahiye kay market kay off waly din whole market ko anakyse karain aur next week ki movement ko judge karain is tara hamain next plannings karnay main asani hoti hai experts hmesha weekly aur monthly analysis karty hain aur phir targets rakh kay trading karty hain hamain bhi un ko follow karna chahiye.
            • #7 Collapse

              hamy analysis ko daily read karna chahey is ke market mai bohat importance hain forex mai agar hum kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko folllow kar ky or market ky up down ko dahkty howe or analysis ko use karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or ache earning hasial kar saky gy
              • #8 Collapse

                yes my dear friend ap ny thek baht ki ha ma ap ki bath sy bilkol agree krta ho ager him logo ko forex market ma acha profit hsil kena ha to phir him logo ko mhnat krni hoti ha forex ma
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  bhai apki bats hai hai laken har trador apni trading expiernce k hisab se traing karta hai or jub wo apny knolwedge ko use karta hai tu wo apni trading main wohi method ko use karta hai jis main osko loss k chances na hun or trading main har method he profotable hai laken osko use karny ak aknowledge ho tu sub main he huma cha proft eran akr skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: weekend market analysis

                    forex mai hamy weekend py analysis ko learn karna chahey or pher ko use karty howe kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy analysis ke 3 types hote hain hamy inhy ignore nahi karna chahey forex aik real business hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: weekend market analysis

                      forex main analysis ki 3 types hain forex main en ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy hafty ky end py en zaror read karna chahey best experience or knowledge hasil kar en ko use karna chahey pher hi ham kamyab ho kar apni zarorto ko pora sakty hain ham is apna life time career be bana sakty hain yai students or house wife ky bohat hi achi job hain yai aik international business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: weekend market analysis

                        forex mai analysis ke bohat se iqsam hain hamy inhy weekend py learn karnca chahey pher jab hum in ko use kar ky kam kary gy to hum kamyab ho jy gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: weekend market analysis

                          forex aik bohat bara business hain is mai analysis ke bohat ahmeyat hain hamy in ko learn kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik international business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X