can forex damaged students carier ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    fore kissi ka student carie damage nahi kar sakta yeh sb students ka hath ma hota hy un k sath jo kuch bhi hota hy us k zimmedaar wo khud hoty hai n to apko chahye k isy positive way m use Karen to ziada acha hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      i dont think so k yeh forex student ka carier kharab kar skata hai blkai yeh to student ka future sanwaar daita hai or students k pass time bhe kafi hot ahai to wo is sai ghar baitha baithai bohto faida hasil kar saktai hain ..........
      • #18 Collapse

        nahi students agr ish ko proper way me karain tu mary kiyal se tu unh l leue ye bether hy k wo pactical life ko b sath soro karain ye unh k future k leye bohat zarori hy or earning b ho jati hy.
        • #19 Collapse

          ni aisa ni hota bilkul bhi mere khayal se to agr student apni study ki timing aur forex ki timing alag rakhain to na unki study effect hoti ahi aur na hi loss hota hai lekn is k lye unhain sb manage krna pariga aur sath hi agr greed ko dor rakhain students to thek tarah kr saktay hain manage aur study bhi effect ni hoigi......
          • #20 Collapse

            dekhain bhai forex aik bht acha online earning business hai aur students k liye tu ye aik bht achi oppurtunity hai iske zariye ghar bahte wo kaam kar sakhte hain aur familise ko support bbhi kar sakhte hain aur jahan tak studies ke damaged hone ki baat hai tu students ko chaiye k wo apni studies aur forex k timings set karain ase jis se studies bhi damaged na ho aur trading bhi ho jaye
            • #21 Collapse

              well ye students k liye tou best h k jb b wo free hon tou wo yahan sy easily profit earn kr skty hain is sy bht help milegi unhen so students ko forex k lazmi ana chahiye q k iss ka sbsy barra advantage ye k ap ghar bethy bethy kam krty ho so students ka faida h yahan nuksaan nhn
              • #22 Collapse

                Assalam-o-Alaiqum, mere khayal me forex me jo banda jitna time lagaega utna hi zada experience hasil hoga lekin aksar log bohot zada involve hojatay hain jo k munasib nahi hai q k har chiex jab tak limit me rahay tab tak faida deti hai wrna kch na kch nuqsaan hojata hai tou students ko chaiye k pehly parhai pe focus krain phir trading pe
                • #23 Collapse

                  bhai es mein aisa hai jo bhi student es mei interest ho ga woh to aik time table creat kre \ga k kis time pe study krni hai orr kia time forex ko dena hai or es se student ka carier banta hai damage nahi hota
                  • #24 Collapse

                    Ji nahi forex ye demand nahi karta k is pe kam karne wale log ise full time den...ap forex ko part time bhi kar sakte ho..so jo students is main interested hain wo is pe part time work karin...apni studies se free hone k bad wo forex pe kam karin....is trha unki studies bhi disturb nahi hngi aur wo earning bhi kar saken ge....
                    • #25 Collapse

                      me swmajti hn kay akser students aager apna carrier kharab krdete hn to usme forex responsible nhi hoga kyun kay forex hame faida deta he or students ko bhi chaye kay apne timing, schedule palnning kay sath forex per kam kren take unka carrier bhi kharab na ho.
                      • #26 Collapse

                        nai dear mery khayal sy student k career ko forex damage nahi karta. stydents k pass buhat sa free time hota hai jis main wo forex py trading kar k achi earning kar sakty hain. aur apni taleem b continue rakh sakty hain.
                        • #27 Collapse

                          Assalam o alaikum.. Well i dont think so i am also a student doing better trade besides my study, forex does not damage student's career.. But students ko khud apni time management rakhni chahye studies or forex ki takay unki studies pe koi negative effect na paray..
                          • #28 Collapse

                            nahi bhai bilkul bhai b nahi ye ik acha online business ha ye students ka careir nahi damage nahi kar raha ha ye ik cah business h aor ye ik acha profit able business ha i like forex business ham is say faida utha sktay han wo b ghar bhety bhety
                            • #29 Collapse

                              dear friend forex say student apni life bannatay han bikarty nai q k forex say hum businees kar k araam say earning kar k apnay study kay expensive nikal sakty han aur forex may humy itna time be dyna parhta so student apna carrier banaty han bikarty nai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                well mai yeh samajhta hun ke kisi bhi cheez ka gaer zaruri use insaan ke haal burey kar skkta hai jese agar students paise kamane ki lalach mai apni studies ko chor ke her waqt kamane ke peeche bhaage to wo apni family aur apna dono ka nuqsaan karta hai aur aakhir usske hath bhi kuch nahi ata

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X