Losses har trader ki learning weaknesses ko zahir karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Losses har trader ki learning weaknesses ko zahir karti hai?
    Jab koi trader loss karta hai tu zahir hai k wo apni kich mistakes ki waja say karta hai es leye mistakes be taab hoti hai jab apko pata na ho k profitable trade kab aor kaise lagane hai so yahan par pir ye baat zaror ajate hai k ye losses trader ki kam knowledge aor experience k waja say hoti hai matlab learning aos level ki nahe hoti jo ik profitable trading k leye hoti hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
    Jab koi trader loss karta hai tu zahir hai k wo apni kich mistakes ki waja say karta hai es leye mistakes be taab hoti hai jab apko pata na ho k profitable trade kab aor kaise lagane hai so yahan par pir ye baat zaror ajate hai k ye losses trader ki kam knowledge aor experience k waja say hoti hai matlab learning aos level ki nahe hoti jo ik profitable trading k leye hoti hai
    G bilkul hamari learning men jo week points hote hain hamen unki waja se hi loss ho jata hai aur agar hamen continue hi loss ho rhabho to tab hamen ye jaan jaan lena chahiye k hamara experience kafi week hai
    Isliye hamen bar bar apne experience ko grow krne ka kaha jata hai jab ham apne experience ko kafi grow kr lete hain tab hi ham kamyabi ki taraf ja sakte hain so hamen koshish krni chahiye k ham ziada se ziada apne week points ko tradiing se avoid kren
    • #3 Collapse

      g yes brother ap ki bat theek hy waqi loss hamri knowledge ki kami hi ki waja sy hoti hy ager hmy is ki proper knowledge hoti tu yaqenan hm log account ko kabi bi wash nahi hony dy gi is liya best yahi hy ky ap trade ko lagany sy pehly lazmi us ko perfect entry point ky sath trade open kery tu lkamyabi mily gi.
      • #4 Collapse

        Bilkul teek kaha hai apne k agar losses apke profitability k against mai ziyada ho tu definitely apko ye sure karna chaheye k apke learning level os had taak abe nahe hai jitna k hone chaheye jeske waja say apko losses ho rahe hai behtar yahe hoga k ap apne learning par mazeed tawaja dai
        • #5 Collapse

          Is main koe shak nahi hai kay losses hamary liye learning ka sabab banty hain jab hamay koe loss hota hai to wo hamary apni mistake say hota hai then ham ko realize hota hai kay hamari less learning is ka reason hai is liye loss honay par us ko analyse karain aur jo chez missing hai jo ap k knowledge main nahi hai usko learn karny ki koshish karain taky next ap loss ki bjay profit earn karain.
          • #6 Collapse

            my dear brother jtna zayada him log hard work krty ha him logo ko itna hi zyada fida hota ha or him logo ko itna hi kam loss hota ha or him log itni hi jldi acha profit hasil kr skty ha forex market ma sy
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              loss or profit to trading me hota he rehta hai mgr kamyab wohi hota hai jis ne market me proper research ki ho.trading market main agr to hm bina learning k enter hon gy to loss k changes bht he ziada hon gy.
              • #8 Collapse

                g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun loser hamesha loss he krta hai kyn osy knowledge nahe hoty hai or jaldbazi ziyadeh krta hai forex ek risky business hai jitna is main profit hai utna loss bhe hai hamesha right time ka wait kren then koie order lagyan tb ja ke profit hoga ap ko
                • #9 Collapse

                  g hna apki bat shai hai forex trading main hmain loss apni khud ki wjah se bhi hota hai or loss hony ki yah wjaha hoti hai k hmari trading leraning weak hai or es ko strong karny ki zarirt hai bahtr yhai hai k ap jub bhi loss ko face karty hain be positive k sath re act karen q k loss se hmain sabak sikhna chahye na k hmain jald he apni aik galti kar k loss ko recpver karny ka sochny lag jaen tu aysa nahi karna chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: Losses har trader ki learning weaknesses ko zahir karti hai?

                    hello dear brother ap ko pata ho ga k jab hamay koe loss hota hai to wo hamary apni mistake say hota hai then ham ko realize hota hai kay hamari less learning is ka reason hai is liye loss honay par us ko analyse karain
                    • #11 Collapse

                      Re: Losses har trader ki learning weaknesses ko zahir karti hai?

                      forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy apne weakness ko find out kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Losses har trader ki learning weaknesses ko zahir karti hai?

                        Boss jab ham forex mien loss kerte hien tu as ja ye sabt h k hama abhi tak aik expert yani usatad ni ban saky hien as lyee hamain forex mien aik ustad ban ker kaam kerna hota h aur hamain as mien as had tak kaam kerna hota h k hamain as mien kamaybi hasil ho jaye aur hamain munafa hail ho jaye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Losses har trader ki learning weaknesses ko zahir karti hai?

                          forex mai hum jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain forex aik online business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik real business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X