Waqiya Laluch Buri Bala Hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Waqiya Laluch Buri Bala Hay
    Assalam-o-alaikum dosto kisi nay such hi kaha hay kay laluch buri bala hay aor forex trading ma tu laluch bhot hi buri cheez hay ma nay trade open kia without Stop loss and take profit aor market meri favour ma chal peri mujhy 2.10$ ka profit ban raha tha tu ma nay socha kay bas 2.20$ tak jaye tu close kerta hun laiken 2 say nechay aa gaya ma wait kerta raha .75 tak laiken close nhi kai aor ab -3$ say bhi zeyada ka loss hay aor 3 din hu gay han ab bhi wait hi ker raha hun. Laluch
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    aap ko ye -3 dollar ka loss na dekhna parhta apnay account kay floating mei aap ney ghalat mistake ki hay aap ko trade analysis kay bad jab trade kartay ho analysis kay mutabik jo take profit stop loss mila usko set karna chaiye apni trade mei aur lalach ko door karna chaiye apni trading se ess lalach ki wajah se aap 2$ profit ko loose bhi kar gay ho aur abhi 3 dollar loss mei ho
    • #3 Collapse

      kehtay hain greed har trader ki dushman ha agar ap ko kamyab trading karni ha then ap lalach na karen aor kbhi bhi emotional ho kar trading mat karen asay ap loss uthao gay greedy insan kahin kamyab nahe hota lalach buri bhala ha magar forex tou itna specific business ha humey jo cheez sab se zyada loss de sakti ha wo over trading ha lalach ha so isko door rakhen
      • #4 Collapse

        g bhai app bilkul sahi kah rahy hain forex aik asa business hai jiss main lalch karny wala insan barbad ho jata hai forex main agar app nay succesfull banna hai tu app ko aik professional trader ki tra kam karna hoga aur aik professional trader banny k leay app ko forex k rules ko apply karna bohut he zrori hota hai phir he ap forex main success hasil kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          yes brother lalch bahut hi buri bala hy hm log bachpan mai khaniya sunty hy ky lalch buri bala hy per is bat per amal nahi kerty hy or sari zindagi is bala ko apny ander pal ker rakhty hy hm log yi samjhty hy km hm logo ny kama liya hy per asal mai hamry ander ki bala hoi hoti hy jis ki waja sy hm log lalch kerty hy or ushi ko khila dyty hy sara is liyta is ko khatmn ker ky forex mai kam kery tu kamyabi milly gi.
          • #6 Collapse

            Trading main hmesha ap ko greed say avoid karna hota hai greedy kabi bhi forex main successful nahi ho sakta agar wo kisi trade main profit bhi earn kar lay to wo lalach kar kay mazeed trade kary ga aur loss kar de ga is liye hmesha greed say avoid karna chahiye jitna ho saky patience say kam lain aur apni trading main improvement kay liye mehnat karain.
            • #7 Collapse

              Dear forex forum member ap ke baat bilkul thek hy apka tu sirf 3$ kaloss ho raha hy magar yehe mery sath howa hy aur eik he raat mein sara balance 200$ ka loss ho gaya jo kay 3 month ke mehnat sy kamaya tha
              • #8 Collapse

                Sach kaha ap ne lalach burri bala hai. Is liey hamen trading apni knowledge base pe kerni chahiey na k tuka bazi pe. Aur jitna ziada hamare pass knowledge ho ga utna ziada hamen trading me faida ho ga. Is liey lalach ni kerni chahiey jo bhi profit hasil ho us pe trade close ker deni chahiey ziada k lalach me gai to wohi haal ho ga jo is bhai ka hoa hai.
                • #9 Collapse

                  forex trading main lalach se kisi bhi trador ko kbhi bhi kuj nahi milta hai es liye apko apni trading main lalach k factor ko kam kar k trading karni chahye q k jo forex ko just eraning k liye he join karty hain wo apni trading main apny pass jo uj hota hai os ko bhi ganwa dety hain tu apni trading main agreed ko khtm karen q k llach boht he bari bala hai
                  • #10 Collapse

                    Dear apki baat say ittifaq krty hy k lalch burri bala hy ..lalccchh sirf forex trading mai ni balkain her buisness main nuqsaan pohnchatiii hy..aur forex trading itna nuqsaan koi chezz ni daitee hyy ...jitnaa k lalcchj dItee hy ..islia forex trading main hamain lalchh say bachna chai....
                    • #11 Collapse

                      Jnb forex main agr lalach na ho to forex ko forex kyun kahin asal main jb hum target set nai krtay aur aisay he trade ko open chor detay hain without stop loss and take profit aur yeh assume krtay hain k trade chalti jaye aur mazid thori profit main jaye to close krta hun wo jatay jatay phir profit ki bjaye loss main chali jati ha so small profit ko capture krain aur koshish krain k lalach say avoid krain nai to loss kr k pachtana pray ga.
                      • #12 Collapse

                        G bhai apne bilkul tk kaha lalach buri bala hai par ek achy trader k lia ye lazmi hai wo practice ma bhot perfect hu ur risk tu lena parta hai loss and profit ka naam hi lalach risk hai
                        • #13 Collapse

                          Forex me trading karty waqt hame lalach nahi karni chahiye bulky hamray pas es ka jitna knowledge he hame us knowledge base par he trading karni chahiye or agr ham trading k Duran lalach kar gy to phi hame zada loss he ho ga or profit nahi es liye khety he k waqiye lalach buri bala he
                          • #14 Collapse

                            Re: Waqiya Laluch Buri Bala Hay

                            forex mai lalch hamara sub sy bara dusman hain is ke waja sy hamy loss hota hain lakin is loss mai market ka koi qasur nahi hota hamy loss ko avoid karny ky liye apny andar ky lalch ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus hasial kar saky gy forex aik international business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Waqiya Laluch Buri Bala Hay

                              forex main lalch hamara sab sy bara dusmin hain hamy is sy bach kar kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain hamy experience hasil kar apny emotion or lalch ko qaboo main rakh kar kam karna chahey market main run kar sakty hain yai aik bohat hi bara or real or intenational business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X