Up jaanib limit aur low jaanib limit ka knowledge bohat zaroori hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Up jaanib limit aur low jaanib limit ka knowledge bohat zaroori hay
    dear aap ko bohat se new traders asay milen gay jo only candles pe trades karnay kay fan hotay hain
    wo aksar support and resistance ko bhi nahe dekhen gay jo most important candles hain uno pakar letay hain bas unhi pe trade karain gay
    beshak ap candles pe trade karain but zaroori hay aap dekhen jahan candle bani hay wo jaga theek hay chart ki D1 ki ya H4 ki last limit kya ha last price level kahan pe ha
    aur low price level down jaanib low level last kahan pe hay ye knolwedge rakhtay huway aap ko candles pe work karnay ka bohat faida hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: imllisauce پيغام ديکھيے
    dear aap ko bohat se new traders asay milen gay jo only candles pe trades karnay kay fan hotay hain
    wo aksar support and resistance ko bhi nahe dekhen gay jo most important candles hain uno pakar letay hain bas unhi pe trade karain gay
    beshak ap candles pe trade karain but zaroori hay aap dekhen jahan candle bani hay wo jaga theek hay chart ki D1 ki ya H4 ki last limit kya ha last price level kahan pe ha
    aur low price level down jaanib low level last kahan pe hay ye knolwedge rakhtay huway aap ko candles pe work karnay ka bohat faida hay
    Well Brothar aap theak hi keh rhe ho hamen trading men zaruri hai k ham only candles pe hi depends na kren hamen market ko har hisaab se watch krna chahiye hamen market k levels ko lazmi analyse krna chahiye hamen dekhna chahiye k market men support and resistance pe market kitna break krti hai then hi hamen koi trade leni chahiye
    Agar ham market know smajh jate hain tab hi ham better trade le sakte hainaur hamen achi trading k liye zaruri hai k ham h4 ya iss se above ka time frame use kia kren to hamare liye behtar hota hai
    • #3 Collapse

      Best hay aap agar chart pe candles pe trading kartay ho ye best hay but most important hota hay kay dekha jay kay candle kahan pe bani hay kya market k mazeed down k b chances hain ya nai hain trade letay huway dekhna important ha candle chart k mid mei ha down ya uper aur low prices kahan tak aur up prices kis range tak market jaa sakti ha ussi k mutaabik ap apni trade manage krogay
      • #4 Collapse

        g han apki bat sai hai or main apki bat se sehmat krta hun forex trading main best trading k liye hmain har limit ka knowledge hona boht he zeyda zarori hai q k jub ap trading ko support or resisitance k area main karty hain tu ap apny charts ko or candles ko achi trah se analsy kar k trading karen tab ap apni trading main acha profot earn kar skty hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Up jaanib limit aur low jaanib limit ka knowledge bohat zaroori hay

          forex mai investment karny ky liye hamy market ky up down ko dahkty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

          اب آن لائن

          Working...
          X