Learn from loss.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Learn from loss.

    har trader ko isi ka dar hotaha ka trade karen ga to hamen loss ho ga or hota bhe ha asal main ye isi dar ki waja sa hota ha or dosri bat ye hoti ha ka ap ko is main kam karna nhe ata ha to ab agar ap ko market main loss ho raha ha to yeeh maoka ha ka is sa seekh len or market main exprince hasil kar ka ap is loss ko khatamm kar sakty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Learn from loss.

      Asslam u Alaikum dear members.. Yeh baat bilkul theek hai k hamien loss sy nai ghbrana chhye.. Hamien ziyada sy ziyada mehnat krni chahye... Hum forex pr jitni zuyada mehnat krien gy utna ziyada bonus hasil kr skty hein.. Agar humien trading mein loss ho jata hai tou hamien ziyada nai ghbrana chahye balk ziyad sy zuyada mehnat krni chahaye.. Ta k hum ziyada earning kr sky. Yeh na ho hum loss ki wjh sy preshan ho jayen aur trading na krien is trah forex ki trading mein kbhi kamyab nai ho skty... Thank you members...
      • #18 Collapse

        Re: Learn from loss.

        Asslamo alaikum Bissmillah herma nerh heem trade me loss profit hotta rahta hy lagga taar profit ka hoona koe lazmee nhee loss bhee ho sakta hy app jetna bhi practice ker lo jo lesson loss se milly ga wo app pher kbhi bhee dobara bhool nhee sakoo gy ager trade me loss ho jata hy tu dobra trade kerty waqat wo misstake samny rakh ker trade keryee ta k ayenda se loss se bcha jaee oor earning zeada se zeada ke jaee loss ke waja se kaam chood nhee dena bilky sabatt qadmee se jaree rakhna chyee jinn wjohaat se loss hota hy un ka hall nkaal ker pher tade ke lyee market me inn howa jayee tu loss se bach ker frex trade me earning ke ja sakteehy wassalaam
        • #19 Collapse

          Re: Learn from loss.

          Salam g bilkul hamein apnay loss say seekhna chaeye hamein is say bht kuch learn kaarny ka moka milta ha na sirf ye loss hamein sekhata ha balky aagy kay leye strong banata ha lehaza mehnat kay sath kam lein r kam ko achay tareeqay say poraa karnay ki kosis karein aur market kay andar koi bhe business aisa nahe ha jis kay andar sirf aur sirf profit he hasil ho loss and profit both are the part of a business so keep trying your best aur agar loss a jae to hamein chaeye kay ham us loss say seekhein us ko apni takat banein loss asal main hamein learn karnay ka ek moqa fraham karta ha is say hamein sabar milta ha r aagy work k lye ek opportunity milti ha kay ham ye work achay tareeqay say perform karein r benefit hasil karein .so keep trying your best to gain the best..
          • #20 Collapse

            Re: Learn from loss.

            My dear trader kaise ho Sahab Main ummid Karta Hun Sab khairiyat se Honge aur acche se trading kar rahe Honge to main aapko ek baat Kahana chahta hun jo Insan learning Karta Hai Forex trading ka experience Hasil Karta Hai To usko training Mein loss hota hai To vah Kam Hota Hai learning ka effect aapki karne per padta hai Kyunki jawab learning Karte Hain To aap Aapki ultiyan Ki honi Dur Ho Jaati Hai to use ki vajah se aapko FIR dost Nahin Hota per profit Hota Hai Jab tak aapki samajh mein market Nahin Aaegi uski movement Samajh Mein Nahin Aaegi to aap profit nahin kar sakte
            • #21 Collapse

              Re: Learn from loss.

              Yes hum ko Pakistan forex forum main loss se ni tension leni but hum ko chye K hum Pakistan forex forum main confidence and fresh mind K shaht kam krte rahin aur hamesa mehnat K shath kam karen it is possible only when we were work hard on Pakistan forex forum and carefully and according to the roles of the Pakistan forex forum then we will be able to get more and more profit and more bonus and more successful on Pakistan forex forum hum ager Pakistan forex forum trading pr Los's se Pete's hogai to it is our main reason of destroy it is our main purpose to complete our work at daily basis and get success in the Pakistan forex forum
              • #22 Collapse

                Re: Learn from loss.

                Markeet mn sirf ek hi chez hy jo apko achy sy trade ky bary mn sikha sakta hy.trade k liy market ko ap sirf loss ki waja sy he sekh sakty hain.apko jab bhi loss hoto sab sy pehly apny analysis or mistake ko samjhin kab apko apny loss ki waja samjh agi to phr apko trade ajy gi .
                • #23 Collapse

                  Re: Learn from loss.

                  Assalamu Alaikum their members aapane bilkul theek kaha hai ki Forex foreign Pawar log Kamyab hote hain Jalore Se sikhate Hain Agar Mila so Jaaye to make bra Nahin chahie bol ke Jyada Se Jyada daily passage cover complete karna chahie aur apne dost ko cover karne ki koshish karen Agar Ham jaldbaji Mein Aakar trading karte hain to main bahut jyada loss hota hai aur ham bahut jyada na kam ho sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Learn from loss.

                    G ap ny sahi kaha hai k hamen loss sy seekhna chahea agar ham loss ki surat mai apni ghalti sy learn nhi karen gay tu hamen bhoit he ehtiyat ky sath kaam karna parta hai hamen soch samjh kar entry lena hoti hai taky ham loss sy bach jain es mai ap ko soch samjh ky sath kaam karna hota hai agar ap apny loss sy kuch learn karna chahty hain tu ap ko chahea k us main point per focus karen jis waja sy ap ko loss hoa taky dobara us waja sy ap ko loss na ho ap jitna ziada apny loss ki reason koblearn karen gay utna ziada ap ko faida ho ga or dobara ap ko us ghalti ki kunjaish nhi rhy ge
                    • #25 Collapse

                      Re: Learn from loss.

                      ji haan dear Forex members jab aap loss se sikhenge vah aap kahin aur se nahin Sikh sakte aapko Jab bhi loss hota hai aapko Apne loss se sikhana chahie kyunki loss hota hai aapko sikhane ke liye jaab loss se sikhate Hain to aap next apne liye kamyabi dhudnh lety Hain friends hmain loss hony Ka matlab hmari nakami Nahi Hy balky loss hmain kamyabi Ka rasta dekhany k liay hota Hy is liay ap loss sy learn krain tabhi ap earn b kr pain gy
                      • #26 Collapse

                        Re: Learn from loss.

                        Yah Baat Sach Hai Kya Ham Hamesha Apne loss Se Hi sikhate Hain Jitna Jyada Hamen Las artes aayega ham utna hi jyada Kamyab Hote Jaenge Koi Bhi Insan loss ko kiye bagair Kabhi Kamyab Nahin ho sakta Jitna Jyada last aaega utna hi jyada Insan Sabak Sikhaya ka aur dobara Galti Nahin Karega Is Tarah Se vah galtiyan Kar Kar Ke Apna loss kara kara ke ek din bahut hi Bada Kamyab aur tajurba kar Insan ban jata hai jo kisi ko bhi Piche Chhod sakta hai aur kamyabi Hasil kar sakta hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Learn from loss.

                          Learn from loss
                          Good morning for ex members hamen nuksan bhi sabak deta hai ham log se bhi learning Hasil kar sakte hain jab Ham yah dekhte hain hamen itna Bada hua hai to kyon hua hai jab Ham uska tajiya karte Hain to hamen maloom hota hai ki hamari mistake ki vajah se hamen loss hua hai aur vah mistake Ham agar madhya najar rakhen aur dobara trade mein jab Ham jaate Hain to use mistake ko Nadu Raha hai to yahi hamen apne Allah se sabak mila ke bad FIR galti nahin karni na galti ki gunjaish hoti hai isliye Ham kaise sakte hain ke loss bhi hamara teacher hai lo se bhi hamen sabak milta hai lo sabhi Ham kamyabi Hasil karte Hain isliye learn from loss bilkul theek hai lekin mera hi advise hai ki loss ko kam se kam Karen apni trade ko mistake se Park Karen aur kam se kam loss Hasil Karen aur jyada se jyada profit Hasil karne ki koshish karen
                          • #28 Collapse

                            Re: Learn from loss.

                            Asslam o Alikum, jee han dost learn form loss means yeh hai k ap ko loss sy sekhna chhaye agr ap ko loss hota hai to ap mayoos nahii ho zyda sy zyda learn krny ki koshesh krien. Ap ko chahye jahan sy bhe knowledge mily hasil krien ap google say YouTube sy knowledge hasil kar skaty hain. Is k sath sath ap pak forex forum say bhe knowledge hasil kar sakty hain. Ap ko jis cheez ka bary mein knowledge chhaye ap us bary mein thread post kr dn Senior log ap ko bta dn gay us k bary mein.
                            • #29 Collapse

                              Re: Learn from loss.

                              dear member jasa ja ap sab ko pata ha ka forex ak trading site ha or ap ya be janta han ka trading ma loss or profit sath sath hota ha lakin kamyab wahi hota ha jo apna loss sa knowledge hasil kar ka is ko apna liya faida mend bana la
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Learn from loss.

                                Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sb theak hn gy or forex trading sy achi earning kar rahy hn gy g apki baat bilkol theak hy pakistan forex forum py work karty hoey agar hami forex trading main loss ho jata hy to hami chahiey hum os loss sy sekhy os sy sabak hasil karain or apni un mistakes ko dekhy jin ki wajah sy hami loss hoa hy hmain apni un mistakes ko judge karny ki zarorat hy jo hmary loss ka sabab bany jo log apny loss sy bhi nahi sekhty to wo kabhi bhi forex py kamiyab nahi ho sakty hmian chahiey hum apny loss sy learn karain or apny apko forex trading main improve karain taky next time hami loss na ho saky balkay hum forex sy acha profit gain kar saky or forex buisness main success hasil kar saky

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X