Kam profit earn krna ziada bahtar hai ziada ki greed st?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam profit earn krna ziada bahtar hai ziada ki greed st?
    Dear members forex trading market mn profit earn krny k liam zaruri hai k ap pass acha trading knowledge aor experience ho aor profit aik dafa he earn krny ki greed na kren balky thora thora profit earn krna bahtar hai aor jo profit aa raha ho kam profit py bhe trade close kr len
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
    Dear members forex trading market mn profit earn krny k liam zaruri hai k ap pass acha trading knowledge aor experience ho aor profit aik dafa he earn krny ki greed na kren balky thora thora profit earn krna bahtar hai aor jo profit aa raha ho kam profit py bhe trade close kr len
    No g ham aik baar men iabhi bhi forex se koi barri earnings nhi le sakte hain agar ham aik hi baar men koi bahot barri earnings ka sochen ge to ham kabhi bhi barri earnings nhi le paen ge q k forex itna bhi aasan buisness nhi hai k ham kch hi dinno men forex se ameer ho jaen ge
    Forex aik bahot hi acha buisness hai aur ham iss se bahot hi acahy tareqe se apni financial needs ko poora kr sasakte hain
    • #3 Collapse

      Brother main aap ki baat sa itafaq karta hoon aap bilkul thek kaha rahay hain instaforex trading aak bhot he difficilt aur different tarha ka bussniss hay iss bussniss main profit hasil karna k laya aap ko bhot mehnit knowledge aur exprence hasil karna hota hay aur pher hum greed sa bachna hota hay kyun k zayada profit ki greed aksar hamaray lose ki waja banti hay
      • #4 Collapse

        Yes of course forex trading main less profit earn karna best raita hai.
        Aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain patience ka muzahira karna chiay.
        Or hamain chiay hota hai kay less profit main apna kam chalain.
        Is tareekay say hamain chiay hota hai kay forex trading main hamain long term trade lagani parti hai. Agar small volume lot size say trading karni chiay to.
        Agar ham short term trading karain to risk level means lot size agar increase ho ga to aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain apni lot say jaldi exit ho jana chiay.
        • #5 Collapse

          G han ager ap forex market mn kam profit py saber kr laity hain tu ya ap k liay bahut acha hota hai q k ager forex market mn ziada ki greed kren gy tu apna profit bhe aor balance bhe loss kr sukty hain.
          • #6 Collapse

            g bilkul janab aisay hi hai agar hum is market main profit earn kar kai khuch paisay banana chahtay hain tu hum aik proper target kai sath market main enter hona ho ga aur jab wo target achieve ho jaye tu us kai baad thora rest karna chahiyay agalay din kai liyay. Daily ka target set ho ga tu humari greed ki adat bhi khud hi khatam ho jaye gi.
            • #7 Collapse

              dear agar to hamaray pass forex ka propper knowledge hay to hamain is baat say koi fark nai parta hay k hamain earn ziada karnay say ziada faida hay ya thora earn karnay say zaida faida hay baat hay sari hamaray achay knowledge ki agar knowledge acha honay k bawjood bhi hamgreed kartay hain to yeh hamari bad kismati hay aur ham forex main kuch bhi earn nai karna chahtay hain.
              • #8 Collapse

                g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se fully agree krta hun jitna acha knowledge or experance hoga ap ko profit osy ke hesab se hoga jitna ho sake ap proper knowledge gain kren market ke bare main moving average ko samjhne ki koshish kren then ap kamiyabi hasil kr paye gyen
                • #9 Collapse

                  g bilkul km profit mn khush hona chay jb lalach ajata h tbi insan mar khata thory mn e khus ho jna chay
                  • #10 Collapse

                    mera khyal hai k forex jitna risky business hai hmainkam profot ks ath he trading kar k market se niak jana chahye q k yahi bhatr hota hai q k forex trading main kub bari changing ho jaen pta bhi nahi chlta hai or hmari trade profit ki traf jaty jaty loss main chli jati hai tiu apni trading main lalach ko kbhi bhi shmail nahi karna chahye kam profot he ap k liye bahtr rahat hai lalalch se acha hai
                    • #11 Collapse

                      Ager forex trading mein thora thora profit milta rahy tu acha hai ziada profit ki greed loss ki wajah banti hai,koshish krni chahiye ziada knowledge hasil krein,loss hony se thora profit milna behter hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kam profit earn krna ziada bahtar hai ziada ki greed st?

                        hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use karty howe lalch or emotions ko qabo mai rahkty howe kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik international business hain
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • #13 Collapse

                          Re: Kam profit earn krna ziada bahtar hai ziada ki greed st?

                          forex mai jab hum kam karty hain to hamy bonus milta hain lakin kuch traders bonus milty he lalch mai aa jaty hain or zada paisa hasial karny ky caker mai over confidence mai apne galtiyo ko ignore kar ky kam karty hain or unhy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex mai lalch hamaar sub sy bara dusman hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kam profit earn krna ziada bahtar hai ziada ki greed st?

                            yes ap ne sahi hi kaha hai kee ham ko as main aesa hi karna chahiy hai kee ham ko as main km earnig karna chahiy hai as main greed se ye hi bihatar hai as main ham ko chahiy hai kee ham as main km aerning kare likn as main ka bhi bhi greed na kare
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kam profit earn krna ziada bahtar hai ziada ki greed st?

                              g haan bhai jaan ap ne tek hi kaha hai kee ham ko as main km profit hasill karna chahiy hai as main greed karne se ye hi bihtar hai as main ham ko kabhi bhio greed nahi karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sakte hain as mai ham ko dil se kam karna chahiy hai aor as mai ham ko ache se kam karna chahiy hai tu hi ham as main kamyab hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X