Forex main jitna profit ho wo pehly withdraw karwain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main jitna profit ho wo pehly withdraw karwain
    Dear friends forex kyun ke bahut ziyada critical business hai is main bilkul bhi nahi pata chalta ke agly lamhe kya hoga is liye kyunki hum bonus account istemal karte hain to chahy thora bhi profit ho to wo hame foran withdraw karwana chahiye..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee bhai aap nay theek kaha hai forex waqaee aik critical aur sensitive job hai jis mein kisi ko pata nahin chalta kay kab market apni position change karti hai ya reverse hoti hai iss lye aap ko chahye kay aap ka jo bhi profit ho uss ko pahele withdraw karwa lain ta kay aap ko next trade mein agar loss bhi hota hai tou woh bonus sae ho ga profit sae nahin
    • #3 Collapse

      Forex mein kaam kartay huay kuch log profit tou hasil kar letay hain lakin uss ko withdraw nahin kartay ta kay unn ka account balance zayada ho jaye aur jab unn ki trade market kay reversal mein loss mein jati hai tou uss sae unn ka acciu t wash ho jata hai aur profit bhi jata rehta hai iss lye profit ko pahele withdraw kar lya karain
      • #4 Collapse

        forex trading main withdraw ka basic role yahi hota hai k hmain jub bhi proft ho tab he withdraw kar lena chahye kbhi bhi apny propet ko save nahi rakhna chahye q k yah hmary liye risky hota hai k aghr hmain loss ho jay tu hmara profot bhi jata rahta hai es liye pahly withdrwaw karen os k bad trading karen ta k apki \earning ap tab pohanch jay
        • #5 Collapse

          bahut acha point hai ye qk aksar log profit jama karty rehty hain or wihtdraw nai krty or phr jb loss hota hai to capital k sath sath profit bi loss me chala jata hai so is liye traders ko chahye k profit apna waqat par nikalwa len yahi behtr hai.
          • #6 Collapse

            G haan acha mashwra dia ha ap nay bonus account pay jo hum trading krtay hain aur us pay jo hmain profit milta ha usko withdraw karwa lena chaeay jb wo aik reasonable amount ban jaye 3 ya 5 doller ka koi faida nai aur munasib nai lgta k itna small profit withdraw karwaya jaye meray nazdek kam say kam jb 10$ ya 10 say ziyada profit ay to wo withdraw karwa k trading resume krni chaheay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex main jitna profit ho wo pehly withdraw karwain

              forex mai hum kam karty hain to hamy bonsu milta hain or hamy isy with draw karwa ky apne zarorto ko pura karna chahey hum is mai investment be kar sakty hian or hum is mai live trading be kar sakty hain yai all world mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai be legal ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hota

              اب آن لائن

              Working...
              X