Night trading ki khasosiat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Night trading ki khasosiat
    Night trading day trading ki nisbat bahat save hoti hai koun ke is waqat market aik smooth drection ki tarf movement karti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: shurli143 پيغام ديکھيے
    Night trading day trading ki nisbat bahat save hoti hai koun ke is waqat market aik smooth drection ki tarf movement karti hai
    Aapki baat se main kissi had tak hi ittefaq krun ga main smajhta hoon k jab tak market men koi acha setup na banne chahe nigh ho ya day tab tak hamen koi trade nhi leni chahiye
    Aur jab hamen market men koi acha setup mill jay then hamen usse chorna chahiye aur uss pe trade lazmi leni chahiye tab hi ham kamyab ho pate hain
    Isliye hamen always market k setup pe trade krni chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Night trading ki khasosiat

      ye to night trading karny walon ko hi ziada maloom ho ga kun kay hum to day time tradeing karty hain is main ye hota hay kay humain night main kam karny say health or physical rest nai milta hay jo log afford kar sakty hain is kam ko night main karna to is main achi earning hasil kar rhay magr day time b best hota hay

      اب آن لائن

      Working...
      X