Signal in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signal in forex trading
    Aj kal signal ka trend shru ho chuka hai agr is ke positive aur negative donon pehlo hein lekin traders ko is bat ka conform Karna ke signal sahi hein ya ghalt
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Indian aap ko pata hona chahiye ke forex market Mein different Kishan ke signals Aate Rehte Hain Main Market Mein long term trading ke baare mein sochna chahiye aapko Pata hona chahiye ke jakham forex market me trading Karte Hain.
    Hame Maloom hona chahiye ke Hame different signals ke upar trading karne chahiye Apne instaforex cabinet support se.
    Forex market main aap ko pata hona chahiye Jab Hum a signal diya jaye to hum acche tarike se signals Lasik or forex market Mein Kafi accha profit on sale ho sakta hai apne instaforex key bonus account say...
    • #3 Collapse

      signal dear koi buri bat nahi hy ager jab tak ap khud forex ko nahoi sekh lyty hy tu tab tak ager koi ap ki serch ky mutabik acha signal dyny wala hy ya yi keh ly acha trader hy tu ap ko signal lyny chahiya per us mai bi is bat ka khiyal lazmi rekhy ky lot size ko berhana nahi hy sab mai ik hi rekhna hota hy tabhi ap ko profit mill skta hy,
      • #4 Collapse

        Forex main market aur currency ke bare main signal aty rahty hein agr un ko bna kisi tasdeeq ke amal main laya jay tu us ke negative results bhi a skte hein is ley us se signal lein jo is mamlay main expert ho tah ke profit hasil ho saky
        • #5 Collapse

          humay signals par kam nahi karna chahiye agar hum forex trading main khud mehnat kar kay trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main kisi kay signals par kam karnay say market main earning karnay ki bijaye apna nuqsan kar sakty hay aur humay esmain mehnat he karni chahiye
          • #6 Collapse

            dear yeh sab kuch tab say continuo hay jub say ham forex main kaam kar rahy hain hamain yeh bhi pata hay k forex tradng dignals k baghair ham say nai ho sakti hay magar phir bhi ham in ko follow karna bahut lazmi samjhtay hain agar ham say koi signals k baray main demand karta hay to hamain un say comitment zaroor karna chaye unki accuracy ko zaroor chek karna chaye ho sakta hay k un signals walaonk k peechay koi expert banda ho aur us say hamain kaafi fada ho.
            • #7 Collapse

              Brother forex trading main signal ka trend kabhi kabhi ata rehta hey leken humain suni sunai baton per smal kerny ki bajaey khud se analysis kerna chaey aor khud trading kerna seekhna chaey. Keb tak hum dosron key signal per chaty rhain gy.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                bhai pahli bat tu yah hai forex trading ko khud analsye kar k karna chahye or aghr ap new trador hain trdaing ability incresae kar rahy hain abhi ap es qabil nahi hain tu apko chahye k ap sgnal ly skty hain laken signal lety waqt osko achi trah se use karen q k jub ap signals lety hain tu osko aik dafa khud bhi achi trha se analsye kar len os k bad trading karen ta k apko loss na ho saky

                اب آن لائن

                Working...
                X