Low balance low spread low lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Low balance low spread low lot size
    Dears hr time Ap k pass strong Captial ni hota aur agr Ap ka balance low a to low spread wala pair chooze kary aur lot size b km rakhy ta k Ap ka account wash na o pely ahstia ahstia apny account ko grow kary us k bad Beshk risk ly
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes of course forex trading main hamain patience ka muzahira karna chiay or secondly hamain chiay kay ham trading main lot size small rakhain or secondly kay trend jab market paker lay to us waqat hamain chiay hota hai kay ham trading main trend ko follow karain inshallah aap ko kafi acha profit hasil ho sakta hai.
    Baki small lot size small balnce say kuch nahi ho ga aap kay insta forex bonus account per trading say.
    Aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain chiay hota hai kay ham long term trading karain.
    Small volume of lot size kay zariay achay tareekay say karain. Apnay insta forex bonus account per.
    • #3 Collapse

      yes ager tu ap ny ik acah profit lyna hy market ky end mai ty ap ko sirf 2 kam kerny hun gy ik tu ap ko lazmi lot ka size kem rekhna ho ga or 2sra apny lalch ko khatm kerna ho ga tabhi ap asani ky sath ap ka account was hony sy bach jay ga.
      • #4 Collapse

        management strategic planning Forex trading main very essential hai main aapko appreciate karta hoon her trading member apni capacity or apni vocabulary ke mutabik Forex trading market Mein knowledge share karne ke liye contribute kar raha hai it's very good for us we are sharing here or quality wise knowledge trading members Is Tarah Ki Threads De kar Hame motivation milti hai trading Mein Apna part zaroor complete karna chahiye aapko
        • #5 Collapse

          G ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k agar kisi k pass kam capital wala account hay tou usay cahiay k wo kam spread wale paires par trade karain small lot k sath trade karain aur hamesa save trade karain take un ka account bhi save rahe aur wo acha prodit bhi earn karte rahe
          • #6 Collapse

            Yes bhai jan agr hamre paas balance kam hai tu hum kab spread wali currency main kam kr sakte hein is main hume zada balance hasil krna hai to hune forum account main zada se zada menat krni chaiye demo account hamri practice k liye hota hai ur hume daily kam krna chaiye ye acha business hai hamre liye
            • #7 Collapse

              Agar ap ke account me low balance hai to ap ko lot size bohat short rakhna chahiye yani agar ap ke pas account me 50 dollar hain to apko is me maximum 0.03 tak lot size ke sath trading karni chahiye is se ap ko loss bilkul bhi nahi hoga aur low profit se ap apna account bhi increase kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                agar humary pass kam balance hay to humay chahiye keh us kam balance ko achi trha manage karen kyun keh agar hum esko manage nahi karen gay to hum market main earning nahi kar sakty aur humay chahiye keh esmain risk apny experience ko dakhty huway he lena chahiye tab he humari trading acho ho sakti hay
                • #9 Collapse

                  Dear ager app ny trading seekhni hai our trading main agy brna hai to app kam pair main kam sy kam lot size ka intkhab krain our trade krain ta ky kam profit main trade close karna seekhain
                  ager app kam lot wali trade par acha profit hasil krana seekh lain gay to app ko zaida bari lot lagany main mushkil nhi ho ge
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
                    Dears hr time Ap k pass strong Captial ni hota aur agr Ap ka balance low a to low spread wala pair chooze kary aur lot size b km rakhy ta k Ap ka account wash na o pely ahstia ahstia apny account ko grow kary us k bad Beshk risk ly
                    Aapki baat bilkul theek hai agar traders ke account Mein Thoda Pyaar Se Ho Tum Humko chahiye ke Saman lot size reading Kare aur apne account ka leverage ka size by small Ke Is Se Unki trading risk free Hogi
                    • #11 Collapse

                      forex trading main aghr hmari postion sub he point main low ho tu hum apni trading main kafi had tak risk ko kam kar k trading kar skty hain jesy k low volume par trade lgaen low spread main he trading karen es liye aghr apka account main bhi bonus akm hai tu sub kuj lazmi low rakhen bary account main ap sub point high set kar skty hain
                      • #12 Collapse

                        Agar Apke Pas market Mein kaam karne ke liye low balance hai to aap ko Apne spreads level wala account check Kare Kisne PSK between stress level Jyada Na Ho Agar isme subtract levels kaam hai to aap Yahan Par working as easily kar sakte hain kabhi bhi aap ko nuksaan nahi hoga aap working ko acche se Accha Jyada Se Jyada develop Kare Jitna aap apni working to develop Karenge investment for bonus B Itna Jyada increase hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Low balance low spread low lot size

                          forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus hasial kar sakty hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain is mai dunay ky bary bary mumalik sahmil hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Low balance low spread low lot size

                            wa kay ee kamal ki tarteeb or tarqeeb batai hy aap nay yeh aik aisi advice hy jiss ko ham use kar kay apna low level capital maintaiin rakh sakty hen , hamen chahye k agar hamara balance low hy tou kam risky pair select kare or , jin ka spread kam ho , ic kay sath woh khaas cheez jo aap ko risk management mn kaam day go woh hy aap ka lot size it will matter .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Low balance low spread low lot size

                              agar to ap ke trading account main low balnce ha to zahir bat ha k is main low profit hi ho ga or kabhi bhi high trade lagany ki koshish na krain kunky a ka account hightrade ko accept nahi kr skta ap hamesha low prfit se hi start krain ,or loss se bachny k liye hamesha low lot size hi lagain tb hiap safe rah skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X