emotions aur greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotions aur greed
    forex trading business mein sab se ziada js se loss hota hy wo hy greed aur emotional trading hum ko kabhi bhi emotional trading nhi karni cahaiye kiok agr hum emotional ho kar trading kartay han js se greed paida hota hy aur account wash ho jata hy is liye emotions ko countol karain aur greed se bach kar trading karain tab hi kaamyaab ho saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bilkul ap ki bat theek hy waqi ager hm logo mai yii 2 chezy na hun tu hm log bary hi aram ky sath is forex ki market mai ik bahut hi acha profit hm log bana sakty hy is liya behtr hy ager ap ny ik kamyab trader bana hy tu lazmi ap ko apny ander sy lalach ko khatm kerna pary ga warna sirf loss hi ho ga.
    • #3 Collapse

      Forex trading business mein sab se ziada dangerous emotional ho kar trading hy agr hum emotional ho kar trading kartay han tu lazmi hy k hum se mistake ho aur us mistake se account hi wash ho Jaye aur greed se bhi aur ziada mein account wash karwa laity han is liye agr forex trading business mein kaamyaab hona hy tu emotion ko control kar k aur greed se bach kar trading karni ho gi
      • #4 Collapse

        G janab Emotions ko apny buissness sy dor rakhna chahyay jab ap ko loss or profti ho tu ap ko emotional nai hona chahyay balky agy bharna chahyay or sab sy bhar kar greed ko bhi nazdeek nai lana chahyay us sy ap ki working mutsair ho sakti hy bht had tak.
        • #5 Collapse

          greed aik positive level tak ho to best hoti hai agr ap greed ko emotional unstableness ky sath mix kren trades kren over trading sy definitely humen loss ka chances brh jaty hain is leay mera to yeh manna hai ky humen trading m stability emotional control aor over trading sy bachna chye
          • #6 Collapse

            hmari trading ko sb sy ziada jo loss hota hy uski main reason yei hy k hm buht ziada lalach krty hn aur isk ilawa hm apny emotions py control ni rkh skty. Agr kamyab trading krni hy aur professional trader bnna hy tu hmy apny emotions ko control krna ho ga aur greed sy avoid krna ho ga. Yei kamyabi k lye main points hn.
            ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
            • #7 Collapse

              sir ap nay theek kaha hai k forex mein 2 aham cheezaian hien k es mein aa ker log bhut jald emotional ho jaty hien or trade per trade laga dety hien jis say un ko loss ka bhut zayada khtara hota hai es lye ager hamain trading kerni hai to emotions ko chorna ho ga or ager hum forex mien zayada greed kerty hien to bee hum zayada earning hasil na ker sakty hien.
              • #8 Collapse

                Forex trading business mein kaamyaab hone k liye zaroori hy k hum greed se bach kar aur emotions ko control kar k trading karain agr hum forex trading business mein emotions par control nhi kartay aur greed kartay han tu is se account hi wash hota hy
                • #9 Collapse

                  agar hum motional ho kar trading karen gay to humari trading achi nahi ho sakti es liye humay chahiye kehe smain khoob time dain aur esmain money managmenet karty huway he kam karna chahiye tab he hum market main regular base par achi earning kar sakty hayesmain greed bhi nahi karna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Emotional our grid hamy hhot zeada mar dyty hy tradimg my ham oo risk nai lyna cguia Eada risk hamy bhot loss dilwa sgta hy thora bhot to wasy b ham ko lyna prhta hy our ya hamry emotional our gred ko trading sy bhot zeada hamy chiya k ham in ko bhor zeada dor rakhy taky ham o is sy bhot zeada bachat ho jaye ham sahi save reh sgy our bhot hi zeada ham relx trha sy reh k kam kr sgy
                    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                    • #11 Collapse

                      g han apki bat shai hai forex trading main jub hmari nature main grred main a kar trading karty hain tu hmari trading main sub se zeyda loss hmain forex main agrred ki wjah se hota hai es liye aik tu gared ko avoide karna chahye or aik hmain apny emotion par control rakhty howe trading karni chahye ta k hmain loss en wajohat ki bina par kbhi bhi na ho
                      • #12 Collapse

                        Re: emotions aur greed

                        forex mai emotions or greed ke waja sy hamy loss hota hain yai hamry dusman hain hamy inhy avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hota yai east wast mai bohat taze sy phal cuka hain
                        • #13 Collapse

                          Re: emotions aur greed

                          forex mai emotions or greed hamary dusman hain hamy inhy avoid kar ky kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain lalach mai aa kar traders apne galtiy ko ignore kar ky kam karty hain hamy isy avoid karna bohat zarore hain
                          • #14 Collapse

                            Re: emotions aur greed

                            forex mai emotions or greed hamary dusman hain hamy in ko avoid kar kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik legal business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: emotions aur greed

                              G ap thik keh raha hain k hamy khas tur pa forex treading main emotional or greedy ho kr kabhi bhi treading nai krni chahea as ap ko loss ho ga profits bahut mushkil ha kio k ap ko jab kisi chez ka knowledge nai ho ga tu ap bs greedy ho kr treading krty jay gay tu ap ko loss ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X