different Trades lagane mai waqfa zaror karna chaheye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    different Trades lagane mai waqfa zaror karna chaheye ?
    Obviously k trades lagane mai waqfa zaror karna chaheye agar ap ik k bad dosra trade jaldbaze mai lainge ya ik trade closed karte howe direct dosra trade lainge tu ye maire nazdeek koi acha practice nahe hoga es leye apko chaheye k jab ik trade closed kare chahe wo profit mai closed ho ya loss mai apko next trade k leye waqfa yani wait zaror karna chaheye aor kabe be jaldbazi say kaam nahe laina chaheye
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
    Obviously k trades lagane mai waqfa zaror karna chaheye agar ap ik k bad dosra trade jaldbaze mai lainge ya ik trade closed karte howe direct dosra trade lainge tu ye maire nazdeek koi acha practice nahe hoga es leye apko chaheye k jab ik trade closed kare chahe wo profit mai closed ho ya loss mai apko next trade k leye waqfa yani wait zaror karna chaheye aor kabe be jaldbazi say kaam nahe laina chaheye
    kabhi bhi lalach na karain esko bhi hum lalach he kahain gay multi trades karna humey chaiye hum sirf aik perfect analysis karain uss pe trade karain jab tak wo trade ka koi khaas faisla na mil jay tab tak hum mazeed trade nahe karain gay tou secure bhi rahain gay chahay aap ki trade loss mei jay ya profit mei wait karna best hay zyada trades karain gay tou confuse hojey gay
    • #3 Collapse

      dear sab sy pehli bat jo sab sy eham hy wo yi ky apko kabi bi serf buy ya sell ki candle ko daikh ker trade nahi kerni chahiya ap ko us time tak koi bi trade nahi lagani chahiya jab tak ap ny us pair ko analysis na kiya ho or ap ki yi bat bilkul theek hy ky hm log trade py trade lagaty hy or pori ik train banaty hy jis ka faida kabi nahi hota hy balky ulta loss hi hota hy.is liya din mai 2 trade kery per sahi logic wali kery.
      • #4 Collapse

        bhai forex trading ma step by step analysis ky sath chlna hota hai of course ap ny bahot achi bat ki hai ky waqfa zaroori hi agr apko achi trade milti hai to usko avail krna chye confusion ky sath trading nhi krni chye market ma apko khud ehtamadi hasil krni hoti hai
        ap ko market ma price action strategy ki awareness honi chye market price action strategy ay move krti hai is ma candles ka bara ahm role hai
        • #5 Collapse

          yeh bat ap ki theek hai k hamain ager trades lagani hien to hamain es mien aa ker in mien waqfa kerna ho ga ager hum jald bazi ker lety hien to hum yahan per aa ker apna loss bee ker sakty hien.
          • #6 Collapse

            Yes of course Forex trading Mein Hame different trades lagaane ke upar waqf zaroor karna chahiye aapko Pata hona chahiye kya main poore basic technical analysis karne chahiye Apne instaforex ke bonus account ke upar.
            Jab Hum basic technical analysis complete kar lena uske baad Hame Apne instaforex bonus account ke upar trading Karni chahiye.
            Hame chahiye ke hum long term ke liye trading Kare aur Hume 1 market Mein Ek trade open nahi karni chahiye Kyunki different currency pairs ke upar market ka behaviour kochhor Tarah Se Hota Hai Hame Chahiye Hota Hai Ki Hum Usi tarike se market ko BF Kare Kyunki market Mein different currency pairs ke upar market different 3 Kaise behave karegi.
            • #7 Collapse

              mery khyal main humay aik time main aik he trade place karni chahiye kyun keh sahi time par trade place karen gay to he humari trade achi ho sakti hay aur humay aik he trade main order place karna chahiye tab he humay us say profit earn ho jaye to humay us profit ko withdraw kar lena chahiye tab he safe reh sakty hay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                g han apki bat shai hai or aysa wo karty hain jo greed karty hain or sub ko pta bhi hai k hmain trading main greed karny se koi faida nahi milta hai or ayse hmain lsos bhi ho jata hai or yad rahy jub apko aik trade se profot milta hai or apko lgta hai k apko agli trade bhi profot degi yahi soch ks ath ap jaldi main dosri trade lga dety hain tu apko loss ho jata hai or aysa har dafa hota hai es liye aysa na kren

                اب آن لائن

                Working...
                X