News ko read kerny ka tareeqa prev aur cons sy kia expect kia jaey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ko read kerny ka tareeqa prev aur cons sy kia expect kia jaey
    News ky sath prev aur suspected ranges dono show ho rehi hoti hain tou agar previous sy suspected zyada ho tou is main buy banta hai agar kam ho tou sell kia yehi tareeqa hai news ko read kerny ka
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jo aapne tarika bataya hai bilkul sahi tarika hai lekin hume chahiye kay iske sath sath uske jo analysis aa rahe hote hain different senior traders kay to wo hame read karne chahiye ta kay us say bhi hamin idea ho jaye k wo news kitny strongest ya kitni weakest hai..
    THKS
    • #3 Collapse

      agar hum forex mai investment karna chatey hain to hamy news ko daily dahkna chahey q ky yai hamy market ky up down ky mutalik aga karte hain hum news py trade kar ky be ache earning hasial kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain forex mai news ke bohat ahmeyat hain hamy isy ignore nahi karana chahey
      • #4 Collapse

        agar hum news ko follow karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay humay news ko follow kiey bgair kam nahi karna chahiye kyun keh es trha hum market main achi earning nahi kar sakty ulta humay market main loss ka samna karna par sakta hay es liye humay sabar kay sath he kam karna chahiye
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: News ko read kerny ka tareeqa prev aur cons sy kia expect kia jaey

          forex mai hamy news ko daily dahkna chahey yai hamy market ky tazia ky bary mai aga karte hain hum news py live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kamk ar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar skaty hain

          اب آن لائن

          Working...
          X