Forex trading khud sae seekhna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading khud sae seekhna
    Dear members kya forex trading humain khud sae seekh saktay hain ya phir humain iss kay lye kisi instructor ki zarrorat ho gi aur woh instructor trading bhi successful bana sakay ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading mostly hum khud seekhtay hain aur kuch seniors humain shru mein help kar detay hain woh bhi jo jo technical cheezain hoti hain unn kay baray mein aur jab hum khud ko analysis karna aa jayain tou phir hum ko khud apni strategy banani chahyea aur uss pae kaam karna chahyea
    • #3 Collapse

      Bhai jaan mere khayal mein tu sabse pahle hame forex seekhne ke liye different kisam ke analysis karnay chahiye is se pahle hame forex ki basics ka pata hona chahiye mean ke mukhtalif indicators candles wagera ka pata hona chahiye aur uske baad analysis ka pata hona chahiye jab humein is sab cheezon ka pata hoga to hum behtar krobar baar kar sakte hain..
      THKS
      • #4 Collapse

        Bilkul forex ko hm khusd se seekh skte he pehle seniors help lena prte he bad m hm khud analyse kr skte he khud he learn krk agay bharh skte he is m hmko forex k rules ko follow krna prega jb hm forex ko ache se read krk ism mehnat kregy to kamyab hogy kuch mistakes b higy pr bnda un galtio se seekhta he
        • #5 Collapse

          G friend ap bilkul thk kah rahy han k hum forex trading khud b seekh sakhty ha is ma bar bar practices karni ho gi ya phr achy senior say b seekh sakhty han or agr hum is ma bar bar mehnat kary gay toh humy experience b ho jata ha toh humy phr seekhny ki b zarorat ni rahti
          • #6 Collapse

            Forex trading khud sy sekhna tou bahot bara loss kerny ky braber hai ky hamain apni her trade ko trial samajh ker kerna perti hai aur jesy jesy time pass hota jata hai her trade ka result samny ata jata hai tou agar same trade sy aany waly reeults ko mind main rakh ker trade kerain tou apko apny hi experience sy learning hasil hoti hai
            • #7 Collapse

              Yes bhai hum trading khud se seekh sakte hein hum daily demo account main practice krein market k analysis ko fallow krein tu aram se trading seekh sakte hein ye business muskil nai hai shoro main dori muskil hoti hai lekin jab hum is main kam krte hein tu khud experience and knowledge mil jata hai
              • #8 Collapse

                agar hum forex trading kud sy karna chaty hain to hamy demo account py zada sy zada trading karne cahey is mai trading sy hamry knowledge or experience mai azafa hota hain jab hum sy koi galte ho gey to hum isy dutust kar sakty hain or hamy is mai trading ka bonus be milta hain or jab is mai trading ky bad hum real account mai kam karty hain to hum loss sy bach jaty hain
                • #9 Collapse

                  dear wesy tu forex ek waseeh business hai jis ki proper knowledge gain krne main kafi time lag jata hai or rahe bat khud forex ko learn krne ki tu ap khud bhe learn kr sakte hain laken ek teacher ka hona lazmi hai without teacher ke kise bhe cheez ki proper knowledge gain krna namumkin hai
                  • #10 Collapse

                    Ager Pakistan forex trading khud se sekhna chahty to Pakistan forex foram ne iss k lye demo account mutarif kerwae hai jiss ap khud sekh iss k lye apko bohat mehna karni pary
                    • #11 Collapse

                      jee han humay forex trading ko khud seekhna chahiye kyun keh agar hum khud seekh kar trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiye kehe s business main khoob time dain kyun keh time dai kar he humari trading achi ho sakti hay es business main khoob time bhi daina chahiye
                      • #12 Collapse

                        yes brother aapne abhi kaha Forex trading mai Hame khud se bhi kuch sikhna chahiye uske liye Hame Ek acche instructor se Naya Saal karna chahiye aur lecture Lene chahiye is se Hame knowledge Castle hoga Aur Hum achi trade kar Sakenge Jis Se Hame achha profit Hassan hoga thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading khud sae seekhna

                          forex mai hum jab tukka baze sy kam karty hain to hamy loss hota hain hamy demo account mai rozana practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain hum internet py babaypips py be learning hasial kar sakty hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading khud sae seekhna

                            G brother forex main ziada hum khud seekhty hain ar kch hum seniors say rehnumai lay k sekhty hain ar phr kuch hum demo account pe practise kar k seekhty hain pratctise sub say bhar kar ha demo account pe jitne ziada practise kariny gy seekhny ko bhi utna ziada milay ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading khud sae seekhna

                              Dear agar apko khud ki mehnat pe blv hai to ap khud se b learn kar sakte hain is k lye apko bahut mehnat aur time b lage ga internet khas kar pakforum pe sab khuch urdu main he dastyab hai jis se ap daily base pe learn kar k khud expert ban sakte hain apko bas sachii lagan ki zarort hai mehnat ki zarort hai apni skills improve kr k acha profit earn kar sakte hain aap

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X