Best trading tip for all new traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Kisi b newbie trader ko trading ki learning krnay k bad directly trading start nhi kr deni chahiye blkay phlay apni strategies ko real account mai test krna chahiye or unhay more successful bnana chahiye.Koi b trade place krnay say phlay market chart ko zroor analyse krna chahiye or entry or exit points ko findout krtay huway hi trade place krni chahiye.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      In my thinking that we are worknthe market planning base. So that we are good work. You can see it that you are earnnthe money regular.
      • #63 Collapse

        news is very important for every thing so Forex. a rumor can occur bad effect about Forex on mind of plople.they can lose intearest about Forex, so any kind of wrong or negative news can affect Forex.
        • #64 Collapse

          aap ki trade informative hai is ko try kar k dekhoo gi ho skata hai mujhe bhi profit ho aap k bohat bohat shukria
          • #65 Collapse

            Agr ap forex ma trade krna chahty hain tou is ka liy ap ko 3 chizon ki zaroort ha.
            Experience
            Patience
            Hardwork
            Agr ap in 3in chizon ka sath trading krain tou success ful ho sakty hain is ka sath sath agr ap greed sa door rahin tou bhut earn kr sakty hain
            • #66 Collapse

              G bilkul bohat achi bat btayi ap nay mujhy ye business isi wahja say acha lagta hai kay hum samin mehnat say bohat jaldi kamayb hos akty ahin
              • #67 Collapse

                dear ap ne achi information di ha ye bilkul work krty ha lakin ma kahu ga kay ap aik he indicator per he focus na kry yaha aur b kafi chezy hain hmy sub ko nzar ma rkhna chahye tab he hm achi incom nikal skty hain otherwise bara mushkil ha
                • #68 Collapse

                  Assalam o alaikum my dear friends ..g bhai ap ka boht boht thanks ap ny aik aisi post share ki hy jis ka mujhy pahly pata nahi tha apki post parh kr mery knowledge mein izaafa howa ha,,,again thanks
                  • #69 Collapse

                    ap na theak kaha hain bara time frame main hum market ko samaj sakte hain trend ko samaj kar trade karne sa hum achi aur kamjob trade kar sakte hain hum ko apne hisab jo best indicator lagta hain wo used karna chayea aur us ka signal ko dakh kar trade karna chayea
                    • #70 Collapse

                      app ki post bahot hi best hay ham indicators ko use kar k hi achy trading ideas hasil kar sakty hey jes se hamy profit ho jata hay or forex me achi earning kar lety hey
                      • #71 Collapse

                        Mien bhi isi per guzara kar loungi key agar mujhe beshak filhal twenty pips he daily ki kiyoun na mil jaien or ap ney yeh jo indicator bataya hai yeh mien ney note kar lia hai or aj he mien yeh indicator search kar key apney trading mien her sorat apply karoungi or test karoungi.
                        • #72 Collapse

                          bhai jan me hamesha trend ko apne hisab se candlestick pattern ke through he analyze karta hon or us ke lye indicators mene use nhi karen hain me hamesha lines ko draw kar ke he charts per trend dekhta hon takey us se better analyze kiya ja sake .
                          • #73 Collapse

                            my dear ho sakta hai ap ki baat sahi but yeh kehna k just ap indecators ki madad se achi trading kr sakte yeh munasib nahi ho ga indecators ap ko ashara dey sakte but un ki nishandehi ghalt b ho sakti hai
                            • #74 Collapse

                              Brother yeh baat to hakeekat hai ke ap 20 Pips rozana ek trade per eanr kerte hai to shayad kafi hai lekin filhal ap new hai to yeh amount ap ke liye kafi hai ahist ahista is ko ap increase ker sakte hai lekin Indicator ap RSI use karey behtareen hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                assalamoalaikum bhai aap kay thread ki mujhy thoori c samajh aai hai kay hum ko twenty pips ki trade lagani chahiyelekin zigzag ki samajh nahen aye ye kya hai iss ko kaise use kartyh ain or iss ka kya faida hai ye bi ager detail say bata dain to acha hota bhai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X