traders emotions ko khatam nai kar sakty hain lakin control zaroor kar sakty hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    traders emotions ko khatam nai kar sakty hain lakin control zaroor kar sakty hain.
    Insan kay emotions har time iss ke sath sath rehty hain , iss lye trader kay liye b yeh mumkin nai hota hai ke woh apny emotions ko bilkul kar dain aur trading karin . yeh mumkin nai hai . han yeh zaroor mumkin hai ke traders ager try karin tu apni trading ke behtari ke liye woh apny emotions per control zaroor kar sakty hain.

    Traders ka jitna acha emotions control ho ga in ke trading b iss hisab say behteen hoti jiye ge. App ka kiya khayal hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Apki bat kisi had tak sahi hai koun ke ap jitna bhi khod per zabt kar lein kbi na kbi aur kahen na kahen emotions a hi jate hein in ko control kar km kia ja skta hai lekin in ko zero tak le kar ana aik tough job ke zumray main ata hai
    • #3 Collapse

      bilkul sahi kaha hy ap ny waqi hm log apny emotion ko kabi nahi khatm ker sakty hy is forex mai kiyo ky yi jo dollar ka lalch hota hy yi hota hi itna khaternak hy ky is mai bary bary log phans jaty hy ap ki bat sahi hy ky hm log is py control zaroor hasil ker sakty hy bas yi adat bana ly ly trade lynu ky bad mt4 ko band kr dy or agly din open kry ya tu ap ka sl hit ho ya ap ka tp tu yi bi best tarka hy.
      • #4 Collapse

        dear emotions bhi har business ka hisaa hota hay ham afar kahain k hamain koi emotions nai laina chaye to wo bhi baat koi aehmiat nai rakhti hay for example agar hamain pata chalta hay k markeet ko buy ya sell main is wakt ziada profit mil sakti hay hamain wo baaat confirm bhi hoti hay laikin ham wahan koi risk nai laiatay hain is ka matlab hay k ham kaam wala emotions bhi nai laitay hain to wahan pay hamari bahut bari mistaks hay.
        • #5 Collapse

          Yes dear emotions forex me boht hi dangerous hoty hain in pr control krna boht hi zarori hota hai. Mery khyal se agr hm apne emotions ko control krna chahty hain to hmen apne rules ko strategies ko sakhti se follow krna hoga or Stop loss and take profit tool lazmi set karne hn gy. Tab hi hm mutmain ho kr trading kr sakty hain.
          • #6 Collapse

            g dear treading m hm emotional ho tu jaty hen Lekin hmy apny ap py qabo rakhna chahiy q k treading m emotion boht hi denjros ho skti hy es liy hmy apni emotion py qabo rakh k sbar sy kam Len chahiy ta k market ki movement ko smjhna asan ho r hm best treadr bn k profit earn kr saken.
            • #7 Collapse

              G bilkul wohi traders kamyab hy ju emotions ko control kar saky or control kary apny emotions ko apny skills ko positve kary apny expeirnece ko agy laiy so forex mai ap ko expeiernece or knwoeldge axha hona chahyay taky ap ki yay chexy best ho saky or axhy trader ban saky.
              • #8 Collapse

                Ap NY bilkul theak kha trading k duran hame apny emotion par qabu rakna chahiye AGR ham trading k duran apny emotions par qabu raky to he ham es me successful ho sakty he or agr ham trading k duran ham apny emotions par qabu na rak saky to phir emotions hamry liye buhat he dangerous ho sakta ha
                • #9 Collapse

                  jo log forex mai kam karty howe apny emotions ko qabo mai nahi rahkty unhy loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota is liye loss ko avoid karny ky liye emotyons ko avoid karna be bohat zarore hota hain forex aik acha kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Bohat he aala sawaal agaer hum emotional ko kabo ker sakty hai to hum aik kamyaab trader bun sakty hai ye hamary emotional he hai jo hamy lose ke tarf le jaty hai iss lye emotional ko kabbo karna sekhy
                    • #11 Collapse

                      g han bhai apki bat shai hai har trador apni trading k bary main emotionnl hota hai or emostionl main do trah ki bat hoti hai es liye yah aik factor smjh skty hain jo k har trador main moojod hota hai es liye aghr socha jay tu hum es ko khud he apny ap main khtam kar skty hain aghr khtam nahi kar skty hain tu hum kam zaror lar skty hain wo ayse k hmain s main koi faida nahi milta hai just los ho ga tu avoide kiya ja skta hai
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                        Insan kay emotions har time iss ke sath sath rehty hain , iss lye trader kay liye b yeh mumkin nai hota hai ke woh apny emotions ko bilkul kar dain aur trading karin . yeh mumkin nai hai . han yeh zaroor mumkin hai ke traders ager try karin tu apni trading ke behtari ke liye woh apny emotions per control zaroor kar sakty hain.

                        Traders ka jitna acha emotions control ho ga in ke trading b iss hisab say behteen hoti jiye ge. App ka kiya khayal hai?
                        traders ke liye emotion ko control karna bahut jyada Mushkil hota hai lekin wo Apne emotions ko control Jarur kar sakte hain builders ko chahiye ke loss ko kabhi bhi tension na lena aur nahi Jyada profit banane ki try Kare Khud par control Rakhe
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                          Insan kay emotions har time iss ke sath sath rehty hain , iss lye trader kay liye b yeh mumkin nai hota hai ke woh apny emotions ko bilkul kar dain aur trading karin . yeh mumkin nai hai . han yeh zaroor mumkin hai ke traders ager try karin tu apni trading ke behtari ke liye woh apny emotions per control zaroor kar sakty hain.

                          Traders ka jitna acha emotions control ho ga in ke trading b iss hisab say behteen hoti jiye ge. App ka kiya khayal hai?
                          Emotional hone se traders ko koi fayda nahi hota bulke is se traders core loss ho jata hai traded Sapne emotions ko Khatam nahi kar sakte Lekin Mann Ko control kare
                          • #14 Collapse

                            Re: traders emotions ko khatam nai kar sakty hain lakin control zaroor kar sakty hain

                            forex mai hamy emotions ko qabo mairahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai live sada urdu mai trading be kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: traders emotions ko khatam nai kar sakty hain lakin control zaroor kar sakty hain

                              dear main apki baat say agree krta hon lekn forex main jab tk apne emotions ko control nahi krain gay to ap forex main profit earn nahi kr payn gay forex main wohi profit earn krta hai jo forex main sabar ka muzihraa krta hai forex main apko apne emotions pay control krna chahye and market ko khoob analyse krain and phir trade open krain agar ap emptional ho jayn gay and ziyada trades lga dain gay to ap loss krain gay .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X