How do you feel after Profit and after Loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How do you feel after Profit and after Loss?
    Trading men jab apko LOSS hota ha tu ap ko kesa feel hota hai kia ap ko ghusa ata hai or jab apko PROFIT hota ha tu apko khushi hoti hai???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ko pata hona chahiye Forex trading Main Agar Hum a profit hota hai apni instaforex ke bonus account ke upar tumne kabhi Jyada excitement hoti hai.
    Lekin aap ko pata hona chahiye kaise banaye Apne instaforex ke bonus account ke upar huge amount of losses hote hain tum hamein excitement nahi hoti.
    Humne forex market Mein Kafi Jada nuksan hota na padta hai apni instaforex bonus account trading karte huye.
    • #3 Collapse

      Trading mein jab loss hota hai gussa tu boht aata hai magar hum ker bhi kuch nahi sakty is liye loss aur profit mein yeh fitri amal hein yeh tu aam baat hai profit se kisko khushi nahi hoti,mujhy tu boht khushi hogi jab mujhy forex se pehla profit milega.
      • #4 Collapse

        Dear bahat comon si bat hai ke profit any per khushi hasil hoti aur loss per pershani aur tention create hoti hai lekin loss per tention le jana Los ko km nai karta bal ke aur bhi bhra deta hai koun tention main ghalt decision le ley jate hein
        • #5 Collapse

          G bilkul jysy kisi insan ko apny buissness mai loss or profit ki feeling hoti hy usi tarha forex mai bhi ap ki yay feeeling hoti hy lykin ap ko apni feeling par control rkhna chahyay after loss or after profit bcz feeeling sy nai insan sabar sy bht kuch seekhta hy or polietnce hona chahyay.
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha jab hum ko forex ma achi earning hota ha to per hum ko bohat khushi hota ha laken ager hum ko aytni hard work nhi karni parte ha laken ager hum ko loss hota ha to per hum wo loss ko recover karna parta ha to per hum ko lot of hard work karna parta ha esleya hum ko profit ma interest ha .........
            • #7 Collapse

              Loss hony k baad boht zada bad feeling ati hein mager loss hony ki reasons bhi apko pata hona chahy . jesey hi loss ho ap ne forun apny loss ki wajohaat ko find ker lena or pher hi ap ne dubara apny kaam ko start kerna or achy treeky se kam kerny ki try kerna hai
              • #8 Collapse

                jab hum forex mai kam karty hain to hamy profit hota hain to hum asane sy apne zarorto ko pura kar lety hain lakin jab hamy forex mai loss hota hain to hum sad ho jaty hain lakin hamy zada tence nahi hona chahey balky next time kam karty howe hamy apne galtiyo py gur karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
                • #9 Collapse

                  definately yahi sort e hal hoti hai forex main akm karny se jub hmain loss hota hai tu hum sad ho jaty hain or jub hmain profot hota hai tu hmain khushi hoti hai es liye hmain chahye k hum apni mahnt karen forex main leraning karen ta k hmain hmaisha khush he hona chahye q k khushi main he hmari kamybhi hai na k sad or dukhi main
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sumera tahir پيغام ديکھيے
                    Trading men jab apko LOSS hota ha tu ap ko kesa feel hota hai kia ap ko ghusa ata hai or jab apko PROFIT hota ha tu apko khushi hoti hai???
                    Meri post job profit Mai jati hai tum mujhe bahut accha lagta hai aur jab Mujhe loss hota hai to mujhe bahut bura lagta hai lekin Main Apni mistake Ko Dekhkar prapt karne ki koshish bhi karta hoon
                    • #11 Collapse

                      profit our loss ka apas ma buhut gihra talluq ha sirf profit ka zihn bna kr kaam krny waly ko jab loss hota ha to us sa bardasht ni hota isi leye kaam krny sa pihky ap zihni tor per profit ya loss dono k leye tayyar rha kary kisi b waqt profit ki bjaye nuqsan ho skta ha lakin nuqsan hony sa himmat ni harni chaheye
                      • #12 Collapse

                        G han aesa he hota hai aur main samajhta hun k har trader aesa he feel karta hai. Loss k bad ghussa ana natural bat hai aur profit k bad khushi b ek natural chez hai. Samajhny ki bat ye hai k loss k bad hamen ghussa karnay ki bjaye apni strategy ko review karen aur koshish karen k apki ghalti repeat na ho
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: How do you feel after Profit and after Loss?

                          hello dear brother ap na bahot achi bat kahi ha forex ma jab hama loss hota ha to wo hamari galtio ki waja sa hota ha jis ko ham note kar k pir sa jab trade lagata ha to hama profit ho jata ha our tab banda bahot kushi mahsos karta ha

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X