SL, TP And Volume

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ye bht he acha post hy is tar kay post karni sa hum new user ko jo jo cheezo kay nae pata os kay pata chal jata hy is waja sa may to ase posts ko bht he like karta ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      stop loss aik bohat hi achi cheez hai hame har order me zror stop loss area set karna chhaiye ta k hame zyada loss na ho aur isay sl kehte hai aur take profit ka b bohat hi faida hai bhai g ap in se faida uthaye
      • #33 Collapse

        janab agr ap ka account chota hai tu ap ko 0.01 se zeada lot size use nhi karna chye our sl tp lazmi lagna chye as se ap ko profit be mily ga our ap ko help be
        • #34 Collapse

          asalam o alaikum dear members stop loss loss se bchata hai take profig profig deta hai jab k volume ap k profit ya loss k size ko bayan kerta hai
          • #35 Collapse

            dear means SL (Stop Loss), and TP means (Take Profit) hai.or ye dono cheezay hm trading mai use krtay hai.Stop loss Mazeed loss say btchnay k liye use kiya jata hai or Take profit Automatically Trade close ho janay k liye use kiya jata hai.dono hi apni jga imporatnce rkhtay hai.isi liye inhay trading mai zroor use krna chahiye.
            https://t.me/pump_upp
            • #36 Collapse

              SL stands for stop loss TP stands for take profit and Volume is trade size. stop loss us level ko kehty hein jab trader trade mein enter hota hai or ek point set karta hai k is se ziada loss na ho or take profit us level ko kehty hein jo trader set karta hai k market yahan par aa ker profit mein order close hojae.
              • #37 Collapse

                Demo acount 2nd one is older trader yan phir agar fourex ke team koi banda provide karte hai or teaching k leye mre khyal se ye kam b kar dyna chaeye fourex ko k aik training k leye online workshop bnaye jahan par ye tips share kia kare. or mjhy nhi pata. :)
                • #38 Collapse

                  Forex trading me stop Los or take profit ka option kafi Acchi chiz he is ki waja se agar Aap pc ke samnay nahi beth saktay tu limit laga ke profit book kar saktay hain.
                  • #39 Collapse

                    well my dear friend, SL ka matlab Stop Loss hota hai aur ye hum apni trades mein apni limit kay hisaab say lagatay hain kay hum apni investment kay hisaab say kitna loss bardasht kar saktay hain, TP ka matlab Take Profit hota hai aur ye hum apni trades mein apnay analysis, information, knowledge aur experience kay hisaab say lagatay hain kay hum iss level tak ja kay Take Profit ley kay market say out ho jatay hain, aur Volume ka matlab hai kay hum aik trade mein apni investment kay hisaab say kitni amount invest kar saktay hain...
                    • #40 Collapse

                      my dear is samjna buht hi asaan hai sl ka matlab hai stop loss or tp ka matlab hai take profit yeh ap usa time use krte ho jb b ap koi trade lete ho to ap advance mein stop los ka order lagate ho jb b price ya loss us price tak puhchnta ha ap ka order close ho jata hai
                      • #41 Collapse

                        dear ache trading ke lea aur new use ke leya un ko chahy e ke wo is mea stop loss aur take profit us e kare aur halke volum ke sath tradr kare dto un ke leya acha ha ta ke loss na hu
                        • #42 Collapse

                          mere bhai hame forex me trading karne se pehle forex ko samajna chjahiye ke forex kia ai aur es me kis kis cheez ki zarorat hai . hame stop loos aur take profit ko samajna chahiye . agar hum n stop loss sahi jaga pr polace kia hai aur take profit bee sahi jaga par place kia hai aur smaal volume me trade bee lagaya hai to hame kabhi bee lost nahi hoga
                          • #43 Collapse

                            Forex trading mai jub ap trade lagaty ho tu apko apna capital dakh ker apna volume apni knowledge ke hisab sai set kerna hota hy sath sath stop looss or take profit k9 be lagana sai apko faida hota hy
                            • #44 Collapse

                              trading ki du buhut hi achi chizain hain aik stop loss or dosra take profit ic ku use ker k ap apny loss ku aik limit daity hain or profit ku bhi apni merzi say set ker sakty hain ye ap ki apni policies or managment pay depend krta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                stop loss ko use kar kay hard work kar kay kam karna ho ga kun kay humain aik limit ko control kar kay kam karna ho ga humain is main take profit ko use kar kay kam karna ho ga
                                "The mind is everything, What you think you become"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X